Koi bataa de dil hai jahaan, kyun hotaa hai dard wahaan
teer chalaa ke ye to naa puchho, dilhai kahaan aur dard kahaan
Fizaa bhi hai jawaan-jawaan, hawaa bhi hai rawaan-rawaan,
sunaa rahaa hai ye sam'aa, suni-suni si daastaan….
next: “G”
KalyuG
sheesha ho ya dil ho, aakhir toot jaataa hai,
lab tak aate-aate, haathon se saagar chhut jaata hai
NargiS
na chhedo kal ke afasaane, karo is raat ki baaten
chhalakne do ye paimaane, karo is raat ki baaten
Zaharila InsaaN
hai agar dushman zamaana, gham nahin-gham nahin
koi aaye kahin se, ham kisi se kam nahin
[nice song from Krishna Cottage sung by Shreya Ghosal,composed by Anu Malik]
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Aakar mujhe tum tham lo
Manzil teri dekhe rasta
Mud ke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Bichhde bhi ham jo kabhi raston main
To sang sang rahungi sada
Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi
Tumhe dhoond loongi sada
Bhooli mohabbat ki yeh khushbuye hain
Hawaon main phaili hui
Chhu kar mujhe aaj mahsoon kar lo
vo yadein meri unchhui
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Aaa.. Aaa..
Vadon ke dhagon main hum tum bandhe hain
Zara dor tum tham lo
Bahon main aise pighal jane do mujhko
Aise mera naam lo
Main vo shama hoon jo roshan tumhe karke
khud to pighal jaungi
Subah ka sooraj tumhare liye hai
Main hoon raat dhal jaungi
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Mud ke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha........
NEXT:
khilate hai gul yahaan......
kabhi kabhi mere dil……….
lag ja gale ke phir ye haseen raat ho na ho
shayad phir is janam men mulaaqaat ho na ho
lag ja gale……..
na bole tum, na maine kuchh kahaa
magar na jaane aisa kyun lagaa
ke dhoop men khilaa hai chand, din men raat ho gai
ke pyaar ke bina, kahe sune hi baat ho gaI
Main Hun Na
tap???
no idea
next:
is..
Tapish
your reply
Caravan
naa hanso ham pe,zamaane ke hai thukaraaye huye |
dar-b-dar phirate hai, taqadeer ke behakaaye huye |
naa hanso ham pe…… |
mujhe jine dO
Ye jo chilman hain, dushman hain hamari,
Kitni sharmili dulhan hain hamari…………
rim-jhim ke tarane le ke aai barasaat
yaad aai aaj pehali mulaaqat
rim-jhim ke tarane le ke aai barasaaT
NAZRANA
next: Tap….
hai kahin par shaadamaani, aur kahin naashaadiyaan
aati hain duniyaa men sukh-dukh ki sadaa yun aandhiyaan, aandhiyaan
hai kahin par shaadamaani, aur kahin naashaadiyaan
next: Y
SaaransH