o mere sanam o mere sanam
do jism magar
ek jaan hain hum
ek dil ke do armaan hain hum
o mere sanam o mere sanam
next is S
I think next should be “P” [if we are playing with alphabetical order]
AakramaN
yaad na jaae, beete dinon ki
jaa ke na aaye jo din, dil kyun bulaae, unhen
dil kyon bulaae
yaad na jaaye….
Y…
Na Tum Jano Na HuM
Elo main haari piya, hui teri jeet re
kaahe ka jagadaa baalam, nai nai preet re
elo main haari piya…
Y…
Ram LakhaN
main tulasi tere aangan ki
koi nahin main
koi nahin main tere saajan ki
main tulasi tere aangan ki
K…
Nanhe JaislameR
nazaraanaa bhejaa kisi ne pyaar kaa
hai deewaanaa jo bas tere deedaar kaa
next “O”
naa bole, naa bole, naa bole re
ghoonghat ke pat naa khole re
radhaa naa bole naa bole naa bole re
next “R”
Ek chalis ki last locaL
ye galiyaan ye chaubaaraa, yahaan aanaa na dobaaraa
ab ham to bhae paradesi, ke teraa yahaan koi nahin, ke teraa yahaan koi nahin
next : “H”
le ke pehala pehla pyaar
bhar ke aankhon men khumaar
jaadoo nagari se aaya hai koi jaadoogaR
IndU
aayega aayega, aayega aanewalaa aayega
deepak baghair kaise parwane jal rahe hai
koi nahin chalata,par teer chal rahe hai
IlaakA
Namaste LondoN
To break deadlock, here is answer:
Gaai Aur Gori
next:
Che…….
Sung by Kishor Kumar: Movie Sharmilee [1971]
stress
Its already above.
Plz change one alphabet and write new word.