dekh liya maine,qisamat ka tamaasha dekh liya
ik aag bujhi,ik aag lagi
aankhon ne meri kya dekh liya,dekh liya maine..
dekh liya maine, saajan tera vaada dekh liya
rasate pe hun main, manzil pe hai tu
ye pyaar ka naata dekh liya, dekh liya maine…
next: bhari…… ???
mere ae dil bataa..mere ae dil bataa
pyaar tu ne kiya, paai maine saza
kya karun..kya karun
mere ae dil bataa
ulfat ka saaz chhedo, sama suhaana hai,
jalave bhi naach uthe, dil ka taraana hai
ulfat ka saaz chhedo…
dar pe huzoor aaye, leke muraad ham bhi
itani si aarzoo hai, rah jaayen yaad ham bhi
ulfat ka saaz chhedo…
dono jahaan ham bhi, tum par nisaar karen
kadmon pe chaand taare, sajade hazaar karen
ulfat ka saaz chhedo…
mahafil men aaj shama, kar degi naam roshan,
thaamega aaj koi, dil ka hasin daaman
ulfat ka saaz chhedo…
V
kahe jhoom-jhoom raat ye suhaani
piyaa haule se chhedo dubaara
vahi kal ki rasili kahaani
kahe jhoom-jhoom raat…
sun ke jise dil mera dhadaka
laaj ke sar se aanchal saraka
raat ne aisa jaadu phera
aur hi nikala rang sahar ka
kahe jhoom-jhoom raat
Next T
hamara dil hamein de do
na raato ko jagao tum
mohabbat ek musibat hain
mohabbat se bachao tum
tumhari is ada pe ham toh mar gaye
tumhare naam yeh dil ham toh kar gaye
hamara dil hamein de do
na raato ko jagao tum
mohabbat ek musibat hain
mohabbat se bachao tum
next: kaise…
gumanaam hain koee, badanaam hain koee
kis ko khabar kaun hain wo, anjaan hain koee
kisako samaze hum apanaa, kal kaa naam hain yek sapanaa
aaj agar tum jindaa ho, to kal ke liye maalaa japanaa
pal do pal kee mastee hain, bas do din kee bastee hain
chain yahaan par mahangaa hain, aaur maut yahaan par sastee hain
kaun balaa tufaanee hain, maut ko khud hairaanee hain
aaye sadaa wiraanon se, jo paidaa huaa wo paanee hain
qaraar khoya muhabbat men is zamaane ne
ye baat sach hi kahi hai kisi deewaane ne
ke jaan chali jaaye, jiya nahin jaaye
jiya jaaye to phir, jiya nahin jaaye
lye ilzaam sar pe liya nahin jaaye
liya jaaye to phir jiya nahin jaaye
R
raat abhi baaki hai
dil ko qaraar aayaa nahin
chhed de, haaye, woh naghama
tu ne jo gaayaa nahin
Pardesi pardesi
Pardesi pardesi jaana nahin
jaana nahin
Humein chhod ke
o o humein chhod ke
Pardesi pardesi jaana nahin
tu jaana nahin
Humein chhod ke humein chhod ke
Pardesi pardesi jaana nahin
Humein chhod ke humein chhod ke
Pardesi mere yaara vaada nibhaana
Humein yaad rakhna kahin bhool na jaana
Pardesi pardesi jaana nahin
Mujhe chhod ke mujhe chhod ke
Mujhe chhod ke haan mujhe chhod ke.
next: pyaas
kya hua tera vaada, vo qasam vo iraada
bhulegaa dil, jis din tumhen
vo din jindagi kaa aakhiri din hoga
kya hua tera vaada, vo qasam vo iraada
Deevaanaa Dil Jaantaa Nahin
Rokaa Ise Maantaa Nahin
Phir Ishq Mein Lo Kho Gayaa Anjaan Hai Naadaan Hai
Tabaah Ho Gayaa
Deevaanaa Dil Jaantaa Nahin
Ho Rokaa Ise Maantaa Nahin
maanaa ho tum, behad hansin
aise bure, ham bhi nahin
dekho kabhi to, pyaar se
darate ho kyun, iqaraar se….
N
???? ???? ????? ?? ??
?? ?? ???? ??????
?? ???? ?? ?????
???? ???? ?????….
?? ???? ?? ?? ??? ???? ?? ?? ????? ?? ??????
?? ?? ???? ?? ?????, ????? ??? ??????
????? ?? ???? ??? ???? ??? ? ???? ???
???? ???? ?????….
???? ?? ?? ???-???? ?? ?? ???-?????
?? ?? ???-?????? ???? ??? ?? ??????
?? ?? ??? ?? ?? ??? ???? ???? ??? ????
???? ???? ?????……….
correct.
song is:
ek baat maan lo tum
jo kahun main vo karo tum
jo karo to meraa vaadaa
main karungi jo kaho tum, tum
to bolo bolo hare hare raam…..
next:
1) Actor “F”
2) Actress “A”
3) Movie “K”
4) Song “D”
clue: Movie of 2002 . Music by Sanjeev Darshan
Khizaan ke rang men abhi bahaar baaqi hai
chiraagh-e-sahar hai par intazaar baaqi hai
hamen salaam karo ai havaadis-e-dauraan
tumhaare saath hain phir bhi qaraar baaqi hai
guzar chukaa hai ummeedon ka qaafila kab ka
raah-e-yaqeen pe ab bhi ghubaar baaqi hai
hamen pukaar lo jab chaaho, ham milenge vahin
mile hain khhaak men, lekin vaqaar baaqi hai
by:Azra Aadeel
******************************************************************
????? ?? ??? ??? ??? ???? ???? ??
?????-?-??? ?? ?? ??????? ???? ??
???? ???? ??? ? ??????-?-?????
???????? ??? ??? ??? ?? ???? ???? ??
???? ???? ?? ???????? ?? ?????? ?? ??
???-?-???? ?? ?? ?? ????? ???? ??
???? ????? ?? ?? ???? ?? ??????? ????
???? ??? ??? ??? ????? ???? ???? ??
“???? ????”
jangal men hai bole koyal ku ku kuu ku ku kuu
ku ku kuu
kahin aag lage lag jaave
koi naag danse dans jaave
kabhi gagan gire gir jaave
chaahen kuchh bhi ho jaaye
is toote dil ki peed sahi naa jaaye….
next
bahaar…..
Dafali vaale Dafali baja
mere ghungharu bulaate hain aa
main naachun tu nacha
Dafali vaale
gham hai kyun har khushi kam hai kyun ye bata
har ghadi aankh bhi nam hai kyun ye bata
tune kis jurm ki paai ye sazaa ho
dard se dil ka sangam hai kyun ye bata
tune kis jurm ki….
“H”
saathi haath badhaana, saathi haath badhaana
ek akela thak jaayega mil kar bojh uthaana
saathi haath badhaana….
milati hai zindagi men, mohabbat kabhi-kabhi
hoti hai dil-baron ki inaayat kabhi-kabhi
sharmaa ke munh na pher, nazar ke savaal par
laati hai aise mod par qismat kabhi-kabhi
khulate nahin hain roz, dariche bahaar ke
aati hai jaan-e-man ye, qayaamat kabhi-kabhi
tanahaa na kat sakenge, javaani ke raaste
pesh aaegi kisi ki zaroorat kabhi-kabhi
phir kho na jaaen ham kahin, duniyaa ki bheed men
milati hai paas aane ki, mohalat kabhi-kabhi
hoti hai dil-baron ki inaayat, kabhi-kabhi
milati hai zindagi men mohabbat kabhi kabhi….