Jamal Abdel NasaR
Lata:
Vaadaa Kare Le Saajanaa
Tere Binaa Main Na Rahuun,
Mere Binaa Tuu Na Rahe
Ho Ke Judaa …
Rafi:
Ye Vaadaa Rahaa,
Lata:
Na Honge Judaa
both:
Ye Vaadaa Rahaa
Lata:
Main Dharakan Tu Dil Hai Piyaa
Main Baatii Tuu Meraa Diyaa
Ham Pyaar Kii Jyot Jalaaen
Rafi:
Main Raahii Merii Manzil Hai Tuu
Main Huun Lahar Aur Saahil Hai Tuu
Jiivan Bhar Saath Nibhaaen
Rafi:
Vaadaa Kare Le jane ja
Tere Binaa Main Na Rahuun,
Mere Binaa Tuu Na Rahe
Ho Ke Judaa …
Lata:
Ye Vaadaa Rahaa,
http://www.youtube.com/watch?v=k2MknERMtJU
next : H
zulfon ki sunahari chhaanv tale
ik aag lagi do deep jale
jab pahali nazar ke teer chale
mat puchh ke dil par kyaa guzari
jab pyaar hue, do nain mile
jab aayi bahaar aur phool khile
jab baat hui aur lab na hile
mat puchh ke dil par kyaa guzari…..
itanaa saa hai dil kaa afasaanaa
apanaa na huaa ik begaanaa
nazaren to mili aur dil na mile
kuchh unase hamen shiqave na gile
kyaa khub mile ulfat ke sile
mat puchh ki dil par kyaa guzari…..
rah rah ke tadapanaa ghabaraanaa
har baat pe dil bhar bhar aanaa
aansu bhi bahe sinaa bhi jale
aramaan ajab kaanton men dhale
is pyaar se ham bepyaar bhale
mat puchh ki dil par kyaa guzari…
next : re-start with A
[akele-akele kahaan ja rahe ho, mujhe saath lelo jahaan ja rahe ho]
(tumhaare sang main bhi chalungi, tumhaare sang)-2
piyaa jaise patang pichhe dor,
haan re piyaa jaise patang pichhe dor
tumhaare sang main bhi…..
jaane na dungi tumhe, sainya akele
(bhul bhulaiyaan piya, duniya ke mele)-2
(dil ko tumhaare kahin koi na lele)-2
(yahaan laakhon hai chor, chale dil par na jhor)-2
tumhaare sang main bhi…..
jaate to jaa o magar,itana kahnngi,
dil me tumhaare piya haradam rahungi
(dekhegi duniya, aisi ulafat karungi,aisi ulafat karungi)-2
haan.. jaise chanda chakor, jaise saavan me mor,
ho jaise chanda chakor, jaise saavan me mor
tumhaare sang main bhi…..
****************************************
[?????-????? ???? ?? ??? ??, ???? ??? ???? ???? ?? ??? ??]
(???????? ??? ??? ?? ??????, ???????? ???)-?
???? ???? ???? ???? ???,
??? ?? ???? ???? ???? ???? ???
???????? ??? ??? ??…..
???? ? ????? ??????, ????? ?????
(??? ??????? ????, ?????? ?? ????)-?
(??? ?? ???????? ???? ??? ? ????)-?
(???? ????? ?? ???, ??? ??? ?? ? ???)-?
???????? ??? ??? ??…..
???? ?? ?? ? ???,???? ??????,
??? ?? ???????? ???? ???? ??????
(?????? ??????, ??? ???? ??????,??? ???? ??????)-?
???.. ???? ???? ????, ???? ???? ?? ???,
?? ???? ???? ????, ???? ???? ?? ???
???????? ??? ??? ??…..
watch this on youtube;
IshwaR
main chali, main chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, main chali main chali
na na naa meri jaan, dekho jaanaa na vahaan
koi pyaar kaa luteraa, lute na meri jaan
main chali main chali
puchho zaraa, puchho mujhe kyaa hua hai
kaisi bekaraari hai kaisaa nashaa hai
tum se dil lagaane ki sazaa hai
raajaa ji tum se dil…….
next: bahaar
watch this Gazal on youtube
http://www.youtube.com/watch?v=kKmg8hjwcQU
Go to below link , u will find more from Pankaj Udhas
jab bhi ji chaahe nai duniyaa basaa lete hain log
ek chehare pe kai chehare lagaa lete hain log
yaad rahataa hai kise guzare zamaane kaa chalan
yaad rahataa hai kise
sard pad jaati hai chaahat haar jaati hai lagan
ab mohabbat bhi hai kyaa ik tijaarat ke sivaa
ham hi naadaan the jo odhaa beeti yaadon kaa qafan
varanaa jine ke lie sab kuchh bhulaa dete hain log
next G
mamatha plz come back with clue.
[we will wait for next 5 days, else we will ask for new clue]
how a dry spell ends ?
[it is just like how a night ends]
ham tum yug yug se ye geet milan ke
gaate rahe hain, gaate rahenge
ham tum, jag men jivan saathi banakar
aate rahe hain, aate rahenge
ham tum …..
jab jab hamane jivan paayaa
teraa hi roop sajaa sajanaa
har baar tumhin ne maang bhari
tumhin ne pahanaayaa kanganaa
ham phool bane yaa raakh hue
par saath nahin chhutaa apanaa
har baar tumhin tum aan base
in aankhon men banakar sapanaa
ham tum….
Arjumand BanU
pyaar ke git ye dil jo gaane lagaa
ik nashaa sa nigaahon pe chhaane laga
dhadakanon ko nae jo taraane mile
hamako divaanagi ke bahaane mile
zaraa mere paas aa zaraa mujhe ye bataa
zaraa saa jo hosh thaa, zaraa bhi na kyun rahaa
pyaar ke git ye….
ulfat ki nayi manzil ko chala, tu baahen daal ke baahon men
dil todane vaale dekh ke chal, ham bhi to pade hain raahon men
kyaa kyaa na jafaaen dil pe sahin, par tum se koi shiqava na kiya
is jurm ko bhi shaamil kar lo, mere maasum gunaahon men
dil todanewaale dekh ke chal…..
jab chaandani raaton men tu ne, khud ham se kiyaa iqaraar-e-vafaa
phir aaj hain kyon ham be-gaane, teri beraham nigaahon men
dil todanewaale dekh ke chal…..
ham bhi hain vahi tum bhi ho vahi, ye apani apani qisamat hai
tum khel rahe ho khushiyon se, ham doob gaye hain aahon men
dil todanewaale dekh ke chal…..
next : V or W (both sound same)
gore haathon par na zulm karo
haazir hai ye banda huqm karo
tumhaari kanvaari kalaai ko daagh na lage
gore haathon par….
next:
“pyaar”
guzari thi raat aadhi, khaamosh tha zamaana
jalate hue dilon ka ,sun le zara fasaana
guzari thi raat aadhi
next: Dh, Dha, Dhe,Dhi, Dho, Dhu
correct.
next;
What always happens at the end of a dry spell?
Read once again and think, it is riddle.
thi subaha suhaag ki raat madhur
madhu chhalak rahaa thaa kan-kan men
sapane jagate the nainon men
aramaan machalate the man hi man men….
next M