IshtiaQ
main dhoondhata hun jinako, raaton ko khayaalon men
vo mujhako mil sake na, subah ke haseen ujaalon men
Kokamal, u r correct, the song given by mamatha is from Lakshya-2004 sung by Shaan and this is not from old movie, so we must go ahead with your last word “tumhe“
ham teri lagan men magan, bahut din bhatake
dukh paayaa ham ne naam, sanam kaa rat ke
ham teri lagan men magan, bahut din bhatake
dil hai ki nahin aataa hai bahalaane men
kyaa jaane kyaa ho gayaa ye anjaane men
ye khel khel men dekh prem ke latake
dukh paayaa ham ne naam sanam kaa rat ke
ham teri lagan men magan, bahut din bhatake
Shah Rukh Khan
Aishwarya Rai Bacchan
Mohabatten
Song is…………
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo.
next
a) S
b) B
c) M
d) A
your quiz was
a) S
b) B
c) M
d) A
and clue was ” its the first movie of this hero and heroin”
I tried but, fail to find this combination, so I give up.
If there is no one with answer, you may post answer to your quiz.
lagta nahin hai dil mera ujde dayaar men
kiski bani hai aalam-e-naapaayedaar men
keh do in hasraton se kahin aur ja basen
itni jageh kahan hai dil-e-daaghdar men
umr-e-daraaz mang kar laaye the chaar din
do aarzoo men kat gaye, do intezaar men
kitna hai badnaseeb'Zafar' dafan ke liye
go gaz zameen bhi na mil koo-e-yaar men
NidhI
teri meri love story ka angle
yaad karegi duniya pal pal
teri meri love story ka angle
yaad karegi duniya pal pal
hey ruk jao sambhal jao
is angle mainn hain triangle
Valentine's Day Pe Premi Milte Hain,
Tohfa Deke Apna Pyar Jatate Hain,
Dil Ki Baat Main Keh Doon Tumko Aaj Hi,
Jisse Mujhe Hai Pyar, Woh Ladki Hai Yehi.
Valentine's Day Ke Din Main Keh Doon Ankahi,
Tu Hi Hai Mere Dil Mein, Tu Hi Hai Har Kaheen.
Kabse Chhupa Tha Dil Mein Yeh Raaz,
Tujhko Hui Hai Khabar Yeh Aaj,
Ke Dil Ne Jo Kaha Hai,
Sach Hai Woh Ya Nahin.
Tohfa Hai Mera Tumko Yeh Ring,
Dil Ki Nishani Hai Yeh Darling,
Karta Hoon Main Yeh Vaada,
Tu Jahan Dil Waheen.
Yuh Hi Milte The, Hoti Thi Baat,
Aise Hi Hum Kho Gaye Hain Saath,
Mujhe Bhi Na Pata Hai,
Kab Dil Ne Haan Kahi.
Valentine's Day Ke Din Main Deti Hoon Yakeen,
Tu Hi Hai Mere Dil Mein, Tu Hi Hai Har Kaheen.
taaron ko mohabbat ambar se
phoolon ko mohabbat shabnam se
jaise dil ko mohabbat dilbar se
hamen aisi mohabbat hai tum se
ab tum bhi kaho na kuch hum se
ladaki badi anjaani hai, sapana hai, sach hai, kahaani hai
dekho ye pagali bilkul naa badali, ye to vahi divaani hai
ladaka bada anjaana hai, sapanaa hai, sach hai, fasaanaa hai
aa haa ye pagalaa, bilkul naa badalaa, ye to vahi divaanaa hai
vaada kare le saajana
tere bina main na rahun
mere bina tu na rahe
ho ke juda…
ye vaada raha, na honge juda
ye vaada raha
tum ko dekha to yeh khayaal aaya
zindagi dhoop, tum ghana saaya
aaj phir dil ne, ik tamanna ki
aaj phir dil ko, ham ne samajhaaya…..
next:
ChaandanI
tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
ab yahaan se kahaan jaaen ham
teri baahon men mar jaaen ham
tujhe kho diyaa hamane paane ke baad
ho
tujhe kho diyaa hamane paane ke baad
teri yaad aai
teri yaad aai, tere jaane ke baad
teri yaad aai
tujhe kho diyaa hamane
milaa tha na jab tak judaai ka Gham mohabbat ka matalab na samajhe the ham
tadapane lage teer khaane ke baad
tadapane lage
tadapane lage teer, khaane ke baad
teri yaad aai
teri yaad aai, tere jaane ke baad
teri yaad aai
tujhe kho diyaa hamane
nigaahon men ab tu samaane laga
teraa naam honthon pe aane laga
hue ham tere, ek zamaane ke baad
hue ham tere
hue ham tere, ek zamaane ke baad
teri yaad aai
teri yaad aai, tere jaane ke baad
teri yaad aai
tujhe kho diyaa hamane
mohabbat mili aur tu kho gaya
tu kho gayaa
o
badalate hi qismat ye kyaa ho gayaa
kyaa ho gayaa
Khushi chhin gai, dil lagaane ke baad
Khushi chhin gai
Khushi chhin gai, dil lagaane ke baad
teri yaad aai
teri yaad aai, tere jaane ke baad
teri yaad aai
[watch this memorable song from AAN-1952 in colour] http://www.youtube.com/watch?v=apxUtXxsBOM
na koi umang hai, na koi tarang hai
meri zindagi hai kyaa, ik kati patang hai
ye duniyaa ye mahafil
mere kaam kii nahin
kis ko sunaaun haal-e-dil beqaraar ka
bujhata hua charaagh hun apane mazaar ka
ai kaash bhul jaaun magar bhulata nahin
kis dhum se uthaa tha janaaza bahaar ka
ye duniyaa ye mahafil…..
Hum Tho Chale Pardes Hum Pardesi Hogaye,
Chhuta Apna Des Hum Pardesi Hogaye…
Yeh Galiyan, Yeh Panghat, Yeh Mandir,
Barson Purana, Barason Purana,
Kal Tak Yeh Sab Apna Tha, Ab Lagata Hai Begana,
Badala Jag Ne Bes, Badala Jag Ne Bes,
Hum Pardesi Hogaye, Chuta Apna Des Hum Pardesi Hogaye
Maahi ve, mohabbataan sachiyaane
Mangda naseeba kuch aur hai
Kismat de maare assi ki kariye
Kismat de maare o assi ki kariye
Kismat pe kis ka zor hai
Maahi ve maahi ve, maahi ve maahi ve
Ek taraf ishq hai tanha tanha
Ek taraf husn hai ruswa ruswa
Raag Banke, Pyaar Chhaye, Zindagi Bhi Goonghunaaye
Raag Banke, Pyaar Chhaye, Zindagi Bhi Goonghunaaye
Mann Kyon Na Geet Gaaye, Paani Da Mere Mann Gaaye Ja
Sapno Ne Sur Sajaye Pani Da Mere Mann Gaaye Ja
Gaaye Jo Hum Pyaar Ki Sargam Taal Hai Goonji Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Kabhi Yun Bhi To Ho Bas Hum To Ho Aur Saari Surili Baatein Ho
Chamkile Din Rangi Shaame Aur Jhilmil Karti Raatein Ho
Jhooka Hawa Ka Jo Aaye Pyaar Ke Rang Naye Aaye
Duniya Ko Bhool Ke Sapno Mein Jhul Ke
Chule Hum Aasmaan Aao Na Meherbaan
Ho Hum Ko Yeh Raasta Bulaye
Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
Mann Kyon Na Geet Gaaye Paani Da Mere Mann Gaaye Ja
Sapno Ne Sur Sajaye Pani Da Mere Mann Gaaye Ja
Gaaye Jo Hum Pyaar Ki Sargam Taal Hai Goonji Dhadkan Dhadkan Dhadkan
Kabhi Yun Bhi To Ho Barse Chaahat Aur Bheege Is Barsaat Mein Hum
Humko Na Koyi Bhi Hosh Rahe Doobe Aise Jazbaat Mein Hum
Jo Dekhe Hum Ko Woh Yeh Jaane Shaayad Hum Dono Hai Deewane
Log Hain Raaz Ho Aise Hum Tum Hai Kyon Dono Khoye Hai Kyon
Dono Gumsum Hai Kaun Koyi Samajh Nahin Paaye
Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
Raag Banke Pyaar Chhaye Zindagi Bhi Ghunghunaaye
Mann Kyon Na Geet Gaaye Paani Da Mere Mann Gaaye Ja
Sapno Ne Sur Sajaye Pani Da Mere Mann Gaaye Ja
Gaaye Jo Hum Pyaar Ki Sargam Taal Hai Goonji Dhadkan Dhadkan Dhadkan
next; S