N O I S E .
woh dil kahaan se laaun, teri yaad jo bhulaade
mujhe yaad aane vaale, koi raasataa bataade
woh dil kahaan se laaun, teri yaad jo bhulaade
Oh, very nice riddle.
next from u
ham ko to jaan se pyaari hain tumhaari aankhen
haay kaajal bhari madahosh ye pyaari aankhen
mast aankhen hain ke gaate hue mayakhaane hain
mast aankhen hain ke chhalke hue paimaane hain
hamane dekhi nahin aisi to kanvaari aankhen
haay kaajal bhari madahosh ye pyaari aankhen
ham ko to jaan se
roshani chaand mein suuraj mein hain jab tak kaayam
jyot roshan rahe aankhon mein tumhaari har dam
ye dua hai ki salaamat rahe pyaari aankhen
haay kaajal bhari madahosh ye pyaari aankhen
ham ko to jaan se pyaari hain tumhaari aankhen
next: Kh
(plz try to give name of movie)
Smita Patil & Sanjiv Kumar [Raahi-1987]
ik pal ruk jaana
ho~ jaane vaale raahi
ruk jaanaa x3
ik pal ruk jaana ho x2
baabuji dheere chal na
pyaar men szara ambhalna
haan bade dhoke hai
bade dhoke hai, is raah men
next:M
na tum hamen jaano, na ham tumhe jaane
magar lagta hai, kuchh aaisa, mera hamdam mil gaya
next: mohe aayi….
IsahaaQ
raajaa chalo akele men
baj gayaa tabalaa, tabele men
phans gai jaan jhamele men
baj gayaa tabalaa, tabele men
laal dupatta ud gaya re bairi hawa ke jhonke se
mujhko piya ne dekh liya haai re dhoke se
manaake mujhe dil dega voh, magar meri jaan lega voh
fakira na aaye sada kar chale - 2
miya khush raho hum dua kar chale - 2
koi naumeedana karte nigaah - 2
so tum humse muh bhi chupa kar chale
miya khush raho hum dua kar chale
parastish ki yatak ke aye budh tujhe - 2
nazar mein sabho ke khuda kar chale - 2
jabi sajda karte hi karte gayi - 2
haqey bandgi hum ada kar chale - 2
kahe kya jo pootchey koi humse meet - 3
jahan mein tum aaye they kya kar chale - 2
fakira na aaye sada kar chale
miya khush raho hum dua kar chale - 3
next; G
Doctor, means what you have asked is a thing is concern with HUMAN BODY ?
rahate the kabhi jin ke dil men
ham jaan se bhi pyaaron ki tarah;
baithe hain unhi ke kooche men
ham aaj gunahagaaron ki taraH
Salman khan & Revthi [Love]
sathiya yeh tune kya kiya, beliya ye tune kya kiya
maine kiya tera intezar, itna karo na mujhe pyaar
sathiya yeh tune kya kiya, beliya ye tune kya kiya
yun na kabhi karna intezar, maine kiya hai tumse pyar
Let us start from where the link was broken.
Revathi & Amitabh Bachchan [Dil Jo Bhi Kahe-2005]
dil jo bhi kahey maane ab tum bhi ham bhi
bas pyar ko pehchaane ab tum bhi ham bhi
gaaye zindagi har ghadi ek nayi dilnashi dhun koi pyar ki
baatein ham karey dhundta rehta hain dil jise aaise dildar ki
preetam meri duniya men, do din to rahe hote;
ham prem ke saagar men, ek saath bahe hote..
????? ????? ??? ??? ???? ????? ??? ??
?? ?? ?? ?? ????? ?? ?? ????? ??? ??
???? ???? ?? ???? ????? ?? ???? ??-?-??
?? ??????? ?? ?? ???? ???? ?????? ??? ??
????? ?? ??? ???, ???? ?????? ?? ????
??? ???? ???? ??, ???? ???? ??? ??? ??
?????? ?? ??? ?????, ????-?-??? ?? ??????
?? ???? ??? ????, ???? ?????? ??? ??
????-?-?????, ?????? ?? ???? ???? ?? ????
?? ???? ???? ???? ?? ??-????? ??? ??
????-?-?????, ? ???..
? ??? ??? ???? ?? ?? ?? ???? ?????-?-????
?? ???? ?? ?? ?? ?? ????? ?????? ??? ??
Ghazal from Ghulam Ali watch here: http://www.youtube.com/watch?v=h3VhTwUXNME
Roja Roja
Roja Roja
Meri Roja
Ek Nazar Mein Kho Gaya Dil
Payee Tujh Mein Pyaar Ki Manzil
Chu Ne Na Doon Tujhe Chanda Ko
Chanchal Hawaa Ko Baharoon Ko
Saawan Ki Rim Jhim Phuaaron Ko
Na Chu Ne Doonga Na Chu Ne Doonga
Roja Roja
Roja Roja…
Saaya Bhi Tera, Girey Na Zameen Pe
Badal Sa, Chaaya Rahoonga Tujhpe
Ye Suraj Ki Teeron Si Kiraney Bhi
Na Chubhnein Paayein Tujhko Roja
Halka Sa Tabbasum Tera
Khilta Hai Dekho Magar Gulsita
Chupti Hai Nazaroon Mein Tu
Pooche Nazar Mujhse, Tu Hai Kahan
Roshan Hai Tujhse, Mera Ye Jahan
Aye Haseen, Sun Zara, Mere Dil Ki Zubaan
Raat Din, Hai Mujhe, Teri Tadap Abh Yahan
Tera Hi Zikr Hai, Teri Hi Fikr Hai, Roja, Roja, Roja
Roja Roja
Roja Roja
Roja Roja
Meri Roja
Ek Nazar Mein Kho Gaya Dil
Payee Tujh Mein Pyaar Ki Manzil…
Kudrat Ki, Khoob Nishani Hai
Ulfat Ki, Jo Na Kahi Gayee, Tu Kahani Hai
Dil Bole, Umr Bhar, Jeevan Bhar
Padta Hi Rahon Tujhko, Aye Meri Roja
Sharam-O-Hayaa, Adayein Teri
Un Pe Looti, Chah Na Ye Jaan Meri
Phoolon Ki Nazar Na Lagey
Aankhon Mein Aaja Chupa Loon Meri
Mera Kya, Sabh Kuch Abh To Hai Tera
Dil Mera, Nazraana Diya Tujhe Hai Sanam
Dil Tera, Aashiyaana Hai Mera Kya Sanam
Keh De Zara Haan To Jaan Tujhe De Doon
Roja, Roja, Roja
Roja Roja
Roja Roja
Roja Roja
Meri Roja
Ek Nazar Mein Kho Gaya Dil
Payee Tujh Mein Pyaar Ki Manzil
Roja Roja
Roja Roja
Roja Roja
Meri Roja…
tumne dikhaaye aise sapane
neend men ham ne umr gavaan di
umr gavaan di
ek kami thi taj-mahal men
ek kami thi taj-mahal men
ham ne tasveer, teri lagaa di
teri lagaa di…..
next word:
ajnabi khwaab…..
tanhaai men basi hai zindagi
kuchh bhi nahin , kuchh bhi nahin
sach hai yahi , sach hai yahi
aise kahan se u chal ke aa gayee
mehaki hawa teri sadaa
sun to zara , sun to zara
zamaane ka dastur, hai ye puraana
zamaane ka dastur, hai ye puraana
mita kar banaana, bana kar mitaana
mita kar banaana, bana kar mitaana
zamaane ka dastur, hai ye puraana
vafa kya yahi hai ?, jafa karane vaale
vafa kya yahi hai ?, jafa karane vaale
nigaahen mila kar, nigaahen churaana
nigaahen mila kar, nigaahen churaana
zamaane ka dastur, hai ye puraana
muhabbat ka anjaam zaahir tha ham par
muhabbat ka anjaam zaahir tha ham par
bahut hamane roka, magar dil na maana
bahut hamane roka, magar dil na maana
zamaane ka dastur, hai ye puraana
koi aasamaan se, zara ye to poochhe
koi aasamaan se, zara ye to poochhe
mila kya jala kar, mera aashiyaana
mila kya jala kar, mera aashiyaana
zamaane ka dastur, hai ye puraana
re-start with A