Forum Replies Created

Viewing 20 posts - 3,321 through 3,340 (of 3,434 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: write a song then pick a word for the nxt person.. #19731
    p u r n i m a
    Participant
    jaan gai, main to jaan gai
    o ho jaan gai, main to jaan gai
    koi banaae bahaane
    moraa chanchal jiyaravaa lubhaane

    next:panchhi

    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16039
    p u r n i m a
    Participant
    ek baar chale aao, phir chaahe na aanaa
    kuchh tum bhi mere dil ki bechainiyaan le jaao

    next:O

    in reply to: Antakshari with any word from the song…… #51671
    p u r n i m a
    Participant

    baabul ki duaaen leti jaa, jaa tujh ko sukhi sansaar mile
    maike ki kabhi naa yaad aae, sasuraal men itanaa pyaar mile
    in reply to: ANTAKSHARI: OLD SONGS ONLY!! #53845
    p u r n i m a
    Participant

    niraalaa mohabbat kaa dastoor dekhaa
    dastoor dekhaa
    vafaa karane waalon ko majaboor dekhaa
    haay majaboor dekhaa

    -Suraiyaa in Dillagi[1949] really an OLD SONG !!

    in reply to: write a song then pick a word for the nxt person.. #19729
    p u r n i m a
    Participant

    ******

    in reply to: write a song then pick a word for the nxt person.. #19728
    p u r n i m a
    Participant

    I am extremly sorry, henceforth I will follow the rules.

    a song from JAWANI DEEWANI, by Kishor Kumar

    saamane ye kaun aayaa dil men *** halachal
    dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye ham paagal
    baaten mulaaqaaten to hogi ham se bhi
    vo ham pe khulengi kabhi aaj nahin to kal

    next: saare

    in reply to: Aap Ka Jo Jee Chaahe Wo Geet Gaao….(as per your mood) #63747
    p u r n i m a
    Participant

    Not only Mayur Pankh, but wordings of every song, that touches the bottom of my heart.

    Look at this one:

    rote rote guzar gayee
    rote rote guzar gaee raat re
    aayee yaad teri har baat re
    rote rote guzar gayee……………
    neend bhi meri, na meri ho saki
    ro ke shabnam bhi na ye gham dho saki
    thi mein teri, par na teri ho saki
    rote rote guzar gayee………….
    khwaab ki duniya ujad kar reh gayee
    chhin li suraj ne ghar ki roshani
    chaand se hoti hai door ab chaandani
    rote rote guzar gayee…………….
    pyaar ki ghadiyaan bahot yaad aayengi
    yaad aa kar raat din tadapaayengi
    tum ko ye tanhaaeeyaan das jayengi

    rote rote guzar gayee………………

    [Lata Mangeshkar in BUZDIL]

    in reply to: Complete the title #26555
    p u r n i m a
    Participant

    Naach Utha Sansar

    next: nas…..

    in reply to: Guess the film….. #55843
    p u r n i m a
    Participant

    Movie: Dulha Dulhan [ 1964 ]

    SInger: Mukesh

    Music : Kalyaanji Aanandji

    Lyrics: Indeevar

    Next:

    samjhota ghamon se kar lo;

    zindagi emn gham bhi milte hain

    in reply to: Finish this song….. #27471
    p u r n i m a
    Participant

    Movie: Saudagar [1973]

    Singer: Kishor Kumar

    har haseen cheez kaa, main talabagaar hun
    ras kaa, phoolon kaa, geeton kaa beemaar hun

    saaraa gaanw mujhe rasiyaa kahe
    jo bhee dekhe man basiyaa kahe
    sab kee nazaron kaa, ek main hee didaar hun

    koee kahe bhanwaraa mujhe, koee diwaanaa
    bhed mere man kaa magar, kisee ne naa jaanaa
    ronaa maine kabhee sikhaa nahee
    chakhaa jeewan mein fal tikhaa nahee
    mai to har mol dene ko taiyyaar hun

    next: kitanaa haseen hai mousam

    kitanaa haseen safar hai……………..

    in reply to: WRITE A MOVIE!!SING A SONG!!! #23281
    p u r n i m a
    Participant

    O jaane jaana jara ruk jaana tuney mujhe jaana nahi
    Sab kuch kehna magar yeh na kehna
    ki mere peeche aana nahi
    tere peeche aaonga mei apna banaonga
    jayegi bachke kahan

    deewana mujsa nahin ( 2 )

    gussa tera jhoota sanam sacha mera pyaar hei (2)
    aankhon mei hei chahat meri hoton pe inkaar hei
    baahon mei aajao, chodo bhi na na na

    O jaane jaana jara ruk jaana tuney mujhe jaana nahi
    Sab kuch kehna magar yeh na kehna
    ki mere peeche aana nahi
    tere peeche aaonga mei apna banaonga

    jayegi bachke kahan

    saansein meri ruk jaati hei balkake jab tu chale(2)
    ji ka kasam aisa lage paani mei shola jale
    tan mera jalta hei udtha hei hawa aa aa aa …..

    O jaane jaana jara ruk jaana tuney mujhe jaana nahi
    Sab kuch kehna magar yeh na kehna
    ki mere peeche aana nahi
    tere peeche aaonga mei apna banaonga

    next: Daranaa Zaroori Hai

    in reply to: Complete the title #26553
    p u r n i m a
    Participant

    Kamchor

    next: Jhum……

    in reply to: Guess the film….. #55841
    p u r n i m a
    Participant

    This song is from “Balika Badhu”

    next:

    bholi suraat dil ke khote . [Sung By;Chitalkar]

    in reply to: WRITE A MOVIE!!SING A SONG!!! #23279
    p u r n i m a
    Participant

    badi suni-suni hai zindagi ye zindagi
    main khud se hun yahaan ajanabi ajanabi

    kabhi ek pal bhi, kahin ye udaasi
    dil meraa bhule
    kabhi muskuraakar dabe paanv aakar
    dukh mujhe chhule
    na kar mujh se gham mere, dillagi ye dillagi

    kabhi main na soyaa, kahin mujh se khoyaa
    sukh meraa aise
    pataa naam likh kar, kahin yun hi rakh kar
    bhule koi kaise
    ajab dukh bhari hai ye, bebasi bebasi

    Sung by Kishor Kumar

    Next:Pitaah [2001]

    in reply to: Finish this song….. #27469
    p u r n i m a
    Participant

    Movie released in the year 1970
    Starring: Rajendra Kumar, Mala Sinha

    Singers:Lata/ Mahendra Kapoor
    Music: Kalyanji-Anandji
    Lyrics: Anand Bakshi

    I think lot of clue is given for this song.

    in reply to: WRITE A MOVIE!!SING A SONG!!! #23277
    p u r n i m a
    Participant
    kasmei waade nibhaayenge hum  milate rahenge janam  janam

    dekhaa maine tuz ko to muze ayesaa lagaa
    barason kaa soyaa huaa, pyaar meraa jagaa
    too hain diyaa, main hoo baatee, aajaa mere jeewan saathee
    kasmei waade nibhaayenge hum milate rahenge janam janam

    cheharon se ho anajaane hum dil to dil ko pahachaane
    kabhee pyaar naheen marataa hai, paagal praemee hee jaane
    aa jaatee hain lab pe khud hee, bhoolee bisaree baat
    kasmei waade nibhaayenge hum milate rahenge janam janam

    too hain mere jeene kaa sahaaraa, sadiyo puraanaa hain saath humaaraa
    too hain diyaa, main hoo baatee, aajaa mere jeewan saathee
    kasmei waade nibhaayenge hum milate rahenge janam janam

    jis dil mein pyaar basaa hai, wo dil bhagawaan kee murat
    ye murat kabhee naa badale, badale insaan kee surat
    dil ke bandhan itane sachche, jitane ye din raat
    kasmei waade nibhaayenge hum milate rahenge janam janam
    next: bit difficult,Sad POCKETMAAR
    in reply to: Guess the film….. #55839
    p u r n i m a
    Participant

    Kishor Kumar in PIYAA KA GHAR

    Next: tu pyaar ka saagar hai, teri ek boond ke pyaase ham

    in reply to: Guess the film….. #55837
    p u r n i m a
    Participant

    YAARAA DILDAARAA [1989]

    Next: aa jaa sanam,madhur chaandani men hum……..

    in reply to: Complete the title #26551
    p u r n i m a
    Participant

    Jal Bin Machhali, Nritya Bin Bijli

    Next: Jhu……

    in reply to: Finish this song….. #27467
    p u r n i m a
    Participant

    Singer:Amit Kumar

    Movie: Yaad Rakhegi Duniya

    tere liye saari umar jaagoon
    main to yahi rab se duaa maangoon

    naam tere likh de meri baaqi zindagi
    nainaa o meri nainaa
    tere liye saari umar jaagoon
    main to yahi rab se duaa maangoon
    naam tere likh de meri baaqi zindagi
    nainaa o meri nainaa

    Next: tere nainaa ky…..

Viewing 20 posts - 3,321 through 3,340 (of 3,434 total)