SANAM TERI KASAM
Next: Sang…………
mein dil hun ik aramaan bharaa
tu aake mujhe pahachaan zaraa
ik saagar hun thaharaa thaharaa,tu aake mujhe pahachaan zaraa
teri mahafil se uthakar ishq ke maaron pe kyaa guzari |
mukhaalif ik jahaan tha, jaane bechaaron pe kyaa guzari |
sahar ko rukhsat-e-bimaar-e-furqat dekhane vaalo |
kisi ne ye bhi dekha, raat bhar taaron pe kyaa guzari |
suna hai zindagi veeraaniyon ne loot li mil kar |
na jaane zindagi ke naaz-baradaaron pe kya guzari |
hansi aai to hai bekaif si, lekin khuda jaane |
mujhe masaroor paakar mere, gham-khvaaron pe kya guzari |
asir-e-gham to, jaan dekar rihaai pa gaya lekin |
kisi ko kya khabar, zindaan ki divaaron pe kya guzari |
kalaam of Shakil Badaayuni |
mil kar judaa hue to na soyaa karenge ham
ek doosare ki yaad men royaa karenge ham
savere ka suraj tumhaare liye hai
ye bujhate diye ko na tum yaad karanaa
hue ek biti hui baat ham to
koi aansu ham par na barabaad karanaa
Next:jeet hi lenge baazi ham tum, khel adhuraa……
YAADEIN
next:
_A_D_ _A [7 alphabets] Ravina Tandon done this movie.
vo jab yaad aae bahut yaad aae
gham-e-zindagi ke, andhere men hamane
chiraag-e-muhabbat jalaae bujhaae
Next: Parichay-1972
paas baitho, tabiyat bahal jaayegi
maut bhi aa gai ho to tal jaayegi
smartkudi_mumbai:Atulji kitna Difficult word diya hai aap ne THEY
Is this
“??” OR “??”
hai justaju ke Khub se hai, Khubtar kahaan
ab dekhiye Thaharati hai, jaa kar nazar kahaan
PARICHAY [1972]
next:
_A_C_ _S [7 alphabetes] Tabu acted in this movie
preetam meri duniya men, do din to rahe hote |
ham prem ke saagar men, ik saath bahe hote |
gar yun hi bichhad na tha, ham se tujhe o zaalim |
do bol mohabbat ke, ham se na kahe hote |
ham prem ke saagar men, ik saath bahe hote |
bedard agar tujh ko, ghairon hi ka hona tha |
vaade vo vafaaon ke, ham se na kiye hote |
ham prem ke saagar men, ik saath bahe hote |
preetam meri duniya men, do din to rahe hote |
ham prem ke saagar men, ik saath bahe hote |
Singer: Lata Movie:Adaa [1951] |
leke maazi ko, jo haal aayaa, to dil kaanp gayaa
jab kabhi unka, Khayaal aayaa, to dil kaanp gayaa
rim-jhim ke taraane leke aayi barasaat
yaad aaye kisi se vo pahali mulaaqaat
[Geeta Dutt & M.rafi KAALA BAZAAR]
Nazaaron ne bhari aahen, sitaaron ko na neend aayi,
jo ham tadape to duniyaa men hazaaron ko na neend aayi
Next:O
Talat Mahmood in Dil-E-Nadaan [1953]
teri khatir sitam dil pe gavaaraa kar liyaa maine
kahaa kisane muhabbat se kinaaraa kar liyaa maine
jo khushi se chot khaaye,
vo jigar kahaan se laauun
kisi aur ko jo na dekhe,
vo nazar kahaan se laauun
jo khushi se chot khaaye
mujhe teri aarazu hai,
mere dil men tu hi tu hai
base gair jis men aa kar,
main vo ghar kahaan se laauun
jo khushi se chot khaaye
teri berukhi ke sadake,
teri har adaa pe qurbaan
kare aur ko jo sajade,
main vo sar kahaan se laauun
jo khushi se chot khaaye
vo jigar kahaan se laauun
jo khushi se chot khaaye............
Next:BAIJU BAAWRA
I withdraw my post, let Atulji go ahead
teri payal mere geet
next:Humr
any clue,plz
NAVRANG
Next: PUR………