Hai ye wohi aasamaan,
aur hai wohi zamin;
par meri taqadeer ka,
ab woh zamaana nahin;
aane se us ke aaye bahaar
jaane se us ke jaaye bahaar
badi mastani hai meri mehbooba
meri zindagaani hai, meri mehbooba
ye daulat bhi le lo, ye shoharat bhi le lo
bhale chhin lo mujh se meri javaani
magar mujh ko lauta do, bachapan ka saavan
vo kaaghaz ki kashtii, vo baarish ka paani
[ashaar from Sudarshan Faakir]
naina hay jaadu bhare
gori tere naina hay jaadu bhare
haaye chhup-chhup julam kare
o gori tere naina hay jaadu bhare
ho, tamanna lut gayi phir bhi tere dam se mohabbat hai | |
mubaarak gair ko kushiyaan mujhe, gam se mohabbat hai | |
na milta gam to barbaadi ke afsaane kahaan jaate -2 | |
agar duniya chaman hoti, to veeraane kahaan jaate -2 | |
chalo achha hua apnon mein koi gair to nikla -2 | |
agar hote sabhi apne, to begaane kahaan jaate -2 | |
le le dard paraaya, kar de door gham ka saaya
teri khushi tujh ko mil hi jaayegi
-Hemant Kumar [Chhote Baabu-1957]
o meri chhammak chhallo, do din ki hai zindagaani
tu pyaar mujhe kar aise, main likh dun prem kahaani
o mere raam lubhaaya
kya likhani prem kahaani
mauqa hai mauj mana, lo kab kis ki rahi javaani
NEXT:P
main teraa hun, main teri hun, ai ye ai oho
miyaau jhum jhum jhum ai o
tujhi se har khushi hai iyaao
tujhi se zindagi hai ye ye ye
hai meri dhadakanon ka ye taraana
yahi geet hai mere pyaar ka
[/]
ye din bahaar ke, ab ke bhi raas na aa sake
ke gunche khil to sake, khil ke muskuraa na sake
Arnab Paul:us paar hai meri jaan
is paar bas jism hai
koi ye bata de main kahaan hoon…next: Pyaar Mein Twist
If nobody reply this quiz in due time ,you may post your reply, coz there is not a single song of this movie with my Database.
Darnaa Manaa Hai
Next: Remember that day
Nisha Patel:BACHPAN
D _ _ T _
DEVATA
next Once again _A_H_A_ [movie of Amitabh year 2003]
raahi tu mat ruk jaanaa, toofaan se mat ghabaraanaa
kabhi to milegi teri manzil
kahin dur gagan ki chhaaon men
next:Naseeb
Nisha Patel:Insaaf Ka Mandir Hain Yeh Bhagwaan Ka Ghar Hain…………
(Cant remember more words of this song)
Hi, if u want more verses,here are these, the song from Amar-1954 Sung by Mohammad Rafi.[for your information]
insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai -2
kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka dar hai
insaaf ka mandir hai ...
hai khot tere man mein jo bhagwan se hai door -2
hai paanv tere phir bhi tu aane se hai majboor -2
himmat hai to aaja ye bhalai ki dagar hai
insaaf ka mandir hai ...
dukh de ke na dukhiyon se jo insaaf karega
bhagwan bhi usko na kabhi maaf karega
( ye soch le ) -2 har baat ki daata ko khabar hai -2
insaaf ka mandir hai ...
maayoos na ho haar ke taqadeer ki baazi
pyaara hai vo gam jismein ho bhagwan bhi raazi
( dukh dard mile ) -2 jismein vahi pyaar amar rahe -2
insaaf ka mandir hai ...
nazar ke saamane jigar ke paas
koi rahataa hai, vo ho tum m_m_m_m_m
bujh meraa kyaa naam re, nadi kinaare gaanv re
peepal jhume more aanganaa thandi-thandi chhaanv re
khwaab ho tum ya koi haqeeqat
kaun ho tum batalaao
der se kitani door khadi ho
aur kareeb aa jaao
main shaayar to nahin
magar ai hansin
jab se dekhaa, mainne tujh ko, mujh ko
shaayari, aa gai
fizaa bhi hai javaan-javaan, havaa bhi hai ravaan-ravaan
suna rahaa hai ye sama, suni-suni si daastaan
next>>> G