[Lata Ji & Rafi sahib in AANSU-1953]
la: sun mere saajanaa re, sun mere saajanaa
dekho ji mujhako bhool na jaanaa
sun mere saajanaa re
ra: sun meri saanvari o, sun meri saanvari
apanaa banaake chhod na jaanaa
sun meri saanvari o
ra: na tujhako main bhulaaunga, nigaahon men chhupaaunga
magar itanaa karo vaada, ki rishta tod na jaanaa
sun meri saanvari o
la: ye rishtaa chaar aankhon ka, mere saajan na tootega
jo mujhako aazamaanaa ho, to doli leke aa jaanaa
sun mere saajanaa re
ra: baje jis roz shahanaai, samajh lenaa baaraat aayi
o aramaanon ki doli men, tu dulahan ban ke aa jaanaa
sun meri saanvari o
la: agar qisamat badal jaaye, judaai hamako tadapaaye
qasam hai pyaar ki tujhako, tu mujhase rooth na jaanaa
sun mere saajanaa re
DaamodaR
pardaa hai pardaa, parde ke pichhe, pardaa nashin hai
pardaa nashin ko be-pardaa na kar dun to
akabar meraa naam nahin hai
pardaa hai pardaa….
[ Mukesh: FLAT # 9]
gaa divaane jhoom ke
raat ki zulfen choom ke
dil bhi hai, diladaar bhi hai
mausam bhi hai, pyaar bhi hai,
gaa divaane jhoom ke
'k'
kal ki daulat, aaj ki Khushiyaan,unaki mahafil, apani galiyaan
asali kyaa hai, naqali kyaa hai, poochho dil se mere
'r'
Sir Iqbal ever, remained too hard to me to be understand, due to his comand over persian language.
I have tried to read his Kalam-e-iqbal, Shikawa, Jawab-e-Shikwa, Zarb-e- kalim ,but always remained fail to digest.
Anyhow his poem “Tarana-e-Hind ” from BANG-E-DARA, “saare jahaan se achchha, hindustaan hamara” and few more are exceptionable.
So I will not comment on this post.
Hai Khuda Hafiz
Shukriya Meharbani
Pal Do Pal Kya Mile
Mil Gayi Pareshaani
Anjana Anjaani
Begaana Begaana
Begaani
'n'
na milta gham to barbaadi ke afsaane kahaan jaate
agar duniya chaman hoti, to veeraane kahaan jaate
't'
is bhari duniya men, koi bhi hamaaraa na huaa
gair to gair hain, apanon ka sahaaraa na huaa
'AA'
Kumar Sanu sings in AISE NA DEKHO MUJHE
hamari dhadkan mein uski dhadkan
woh dil mein dil banke dhal rahi hain
hawa ke jhonko ki tarah aakar
hamari duniya badal rahi hain
hamari dhadkan mein uski dhadkan
woh dil mein dil banke dhal rahi hain
next:
dil ke….
Amol Palekar & Swaroop Sampat (Naram Garam-1981)
mere angana aaye re ghanashyaam, aaye re
main ne saare hosh ganvaaye
mere angana aaye re, ghanashyaam …
BipashA
palakon ke peechhe se kyaa tum ne kah daalaa, phir se to faramaana
nainon ne sapanon kee mahafil sajaayee hain, tum bhee jarur aana
tobaa meree toubaa, mushkil thaa yek to pahale hee dil kaa bahalanaa
aafat fir us pee lat mein tumhaaraa mukhadaa chhipaa ke chalanaa
ayese naa bolo, pad jaaye muz ko sharamaanaa
next: skip Q (if you want) and go for R
Kaali ghata chhaaye, mora jiya tarsaaye
Aise men kahin koi mil jaaye re
Bolo kisi ka kya jaaye re, kya jaaye re, kya jaaye
Kaali ghata chhaaye
[Geeta Dutt: SUJHATA]
“Y”
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyaar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaaye ham
Teri baahon men mar jaaye ham
sung by Mohammad Rafi:
Likhe jo khat tujhe
woh teri yaad men
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye
sawera jab huva
to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitaare ban gaye
NEXT:
Udit and Abhijit from Movie Shaurya-2008 :
Kaise koi kaise kahe
dosti kya hai
Kya hai ]2
Zingadi ki dhoop mein
Yeh Dosti chauu hai ]2
Kaise ,Kaise
Waqt hai ek nadi
Kasti hai dosti
Dil humsafar hai
ho yeah
ho Lakh toofan uthe
lyricsmasti.com
Dil to dil se mile
Phir bhi magar hai
Neeche har lehar hai
Beasar zeher hai
Dosti agar hai Yeah
Kaise koi kaise kahe
Dosti kya hai
Dil pe gheri likhi
Hai agar dosti Miithi kahan hai
hmmm
Dost chup hai agar
Uski har ek nazar
uski zubaaan hia
Uska bhi hai pata
Hum wohin hai sada jab woh jahan hai
yeah
[Kaise koi kaise kahe
dosti kya hai
Kya hai kya hai ]2
[Zingadi ki dhoop mein
Yeh Dosti chauu hai ]2
sung by Kay Kay:
[Dil khudgarz hai
Pisla hai yeh phir haath se
Kal uska raha
Abb hai tera
Iss raat se]2
O meri jaaan uuuuu u u u u 2
O meri jaaaaaan
Tu aagaya yun nazar mein
Jaise subah dopaar mein
Madhooshi yun hi nahi
Dil pe chaai
Niyat ne li angdaai
Chuaa tune kuch is trah
Badli fizaa Badlaa sama
O meri jaaan uuuuu u u u u 2
O meri jaaaaaan
Nata samjhe na yeh dil mera
Jaaanu na jaaanu na
Isko kya hua
Meri bahaaon ki phir se dhunndhe phir phanah
Tu hai kahan 2
O meri jaaan uuuuu u u u u 5
O meri jaaaaaan
next: U,Me aur Ham
correct.
Here is song sung by Rana Mazumder :-
Tera chehra meri aankhon
mein basa Rehne de
Khud ko thoda sa kanhi
mujh mein bacha rehne de
Door na ja ,door na ja
Door na ja…
door na ja.. 2
Aajke baad mera safar tanhah hai
Aur tere saath ka bhi akhir yeh lamha hai
[Aur kuch deer mujhe 2
Khud se juda rehne de ]2
Door na jaa
door na jaa 2
Abb kahin jake mere dil ko ye
lagta hai
yaar ki baahon mein meri jannat ka jahan
basta hai
[Aur kuch deer mujhe 2
in mein bandha rehne de ]2
Door na jaa
door na jaa 2
next:
1). A
2). K
3). U
4). A
Music by : Vishal Bhardwaj
Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha, Woh Teri Mehfil Mein Kaam Aaya
Kisike Hisse Mein Pyaas Aayi, Kisike Hisse Mein Jaam Aaya
Mein Ek Fasana Hoon Bekasi Ka
Yeh Haal Hai Meri Zindagi Ka
Na Husn Hi Mujhko Raas Aaya
Na Ishq Hi Mere Kaam Aaya
Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha
Badal Gayee Teri Manzilein Bhi
Bichhad Gaya Main Bhi Caravan Se
Meri Mohabbat Ke Raaste Mein
Na Jaane Ye Kya Muqaam Aaya
Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha
Tujhe Bhoolane Ki Koshishein Bhi
Tamaam Nakaam Ho Gayi Hain
Kisine Zikr-E-Wafa Kiya Jab
Zubaan Pe Tera Hi Naam Aaya
Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha
next:”O”
bheegaa-bheega pyaar ka samaan
bata de tujhe jaana hai kahaan, baliye bata de tujhe jaana hai kahaan
chalungi tu le chale jahaan
ki tere bina jaana hai kahaan, baliya ki tere bina jaana hai kahaan
“h”