raat abhi baaki hai, raat abhi baaki hai
dil ko qaraar aayaa nahin,
chhed de, haaye woh naghama
tu ne jo gaayaa nahin
[Geetaa Dutt: Baghdaad: 1952]
next : H
jaadu bhare naino men dole jiyaa teri qasam
dil hai tera deewaana, bhole piyaa teri qasam
tuu saawan, aur main ghataa, teri meri preet hai
jo dhuun papaihaa gaye, wohi meraa geet hai
maine tujhe dil de ke jeet liya, teri qasam
dil hai tera deewaana, bhole piyaa teri qasam
shikava karun, yaa shikaayat karun, par main tujhi se mohabbat karun
baaghi banun, yaa baghaavat karun, par main tujhi se mohabbat karun
next:
sholaa
Nested
andrea:keemat
mlsaana eaamnst – preity
In first word “N” is confusing me, else the solution is Salaam Namaste.
Plz confirm at your earliest, so we can move our game caravaan ahead.
kuchh dil ne kahaa, kuchh bhi nahin
aisi bhi baaten hoti hain
kuchh dil ne kahaa, kuchh bhi nahin
next:
tu mera ……………
jaoon kahaan bataa-e-dil
duniya badi sang-dil
chaandani aai ghar jalaane
sujhe na koi manzil
p u r n i m a:ocean_princess:Yes purnima you're right word my is confusing, but I also think that it's nayee padosan.
Next>>> In Lover's Arm — (Movie of Tabu)
your reply is saajan ki baahon men, but let Nisha to confirm the solution of her quiz.
Seems that Nisha is busy, so let us move our caravan ahead.
next:
I have given heart to you.
Kishor Kumar in Buddhaa Mil Gaya [1971]
next:
rahen naa rahen ham, mahakaa karenge
ban ke kali, ban ke sabaa, baaghe vafaa men
Tarsati hai, Tadapati hai
deewaana sa kar jaati hai
O~~o~~ yaadoon se kehataa hun
yaad kyun aati hai [4]
from Tera Mera Saath Rahen
next:
Teraa jaana, dil ke armaano ka lu………………..
It is from Parasmani [1963]
next:
mere haathon men nau-nau chudiyaan hain
thoda thaharo sajan majaburiyaan hain
milan hogaa abhi ik raat ki duriyaa hai
mere haathon men nau-nau chudiyaan hain
No, it is not YAMARAAJ ,right title is YAMRAAJ ,so one blank will remain to be filled.
More clue ,Prem Chopra and Gulshan Grover is also acted in this movie.
Try it, goodluck !!
Naajayaz
next:
whatishavasg [Sanjeev Kumar]
Debase [=corrupt]
hamen koi gham nahin thaa, gham-e-aashiqi se pahale
na thi dushmani kisi se, teri dosti se pahale
na de ilzaam dil unako, na kar shiqavaa zamaane se
muhabbat kam nahin hoti kabhi aazamaane se
[ continue with alphabetic order ]
so gai chaandani, jaag uthi bekali
gham sataane lage
tum mujhe aur bhi yaad aane lage
Mujhko is raat ki tanhaai men, aawaaz na do, aawaaz na do
jis ki aawaaz rula de, mujhe wo saaz na do, aawaaz na do
Last letter must be D, but you highlighted as “O”, so here is couple of ashaar with “O”
Os pade bahaar par, aag lage kanaar men
tum jo nahin kanaar men, lutf hi kya bahaar men
next; M
It will be dificult for us [sp.Me] to play in this manner.
Hope you got my point.
your reply is famous Song by Rafi sahab
chaudahvin ka chaand ho, ya aaftaab ho
jo bhi ho tum, khuda ki qasam, la-jawaab ho
[ every “dosheeza”likes, to be address her, in this manner.This is my personal opinion]
next:
Zindagi pyaar ki……