hamaare dil se na jaana,dhoka na khaanaa,duniya badi beimaan
o piya duniya badi beimaan
hamaare dil se na jaana,dhoka na khaana,duniya badi beimaan
hamaare dil se………………………..
(main hoon ji, pyaar ki paheli nishaani)-2
(aankhon se aaj kahun dil ki kahaani)-2
o~oo~ sun lo ji painyaa padoon ho~oo~
(dekho ji binati karun)-2
ho~oo~,hamaare ghar laaj nibhaana
dil na dukhaana
balama kahana mera maan
oo~ piya duniya badi beimaan
hamaare dil se………………….
(miithe do bol yahaan,mushakil hai bolana)-2
(duniya ko bhed kabhi,man ke na kholana)-2
o~oo~
jhooti hai preet yahaan,
ho~oo~
(koi na meet yahaan)-2
ho~oo~,bura hai aaj zamaana
toote jiya na
ulajhan men hai meri jaan
oo~ piya duniya badi beimaan
hamaare dil se na jaana
'n'
lagaa kar dil pareshaan hain,
muhabbat dekh li hamane
ummiden ban gain aansu
ye chaahat dekh li hamane
'n'
“S”
?????? ???? ???? ????? ??? ?? ?? ????? ??
???? ??? ??????? ??, ???? ??? ????? ??
?????? ?? ???? ????? ??,????? ??? ???? ????
?????? ???? ?????? ??,???? ???? ?????? ??
?????? ?? ???? ???-?-??? ????????? ????
???? ?? ?????? ?? ????? ?? ???? ?????? ??
******************************************
shikaayat kyaa karun donon taraf Gham kaa fasaanaa hai
mere aage muhabbat hai, tere aage zamaanaa hai
pukaaraa hai tujhe manzil ne, lekin main kahaan jaaun
bichhadakar teri duniyaa se, kahaan meraa thikaanaa hai
mubaarak ho tujhe jaan-e-vafaa majabuuriyaan teri
mujhe to zindagi bhar pyaar kaa vaadaa nibhaanaa hai
[Lata Mangeshkar : KUNDAN]
continue with alphabetical order
na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se
bhari bahaar men hun door aashiyaane se
na baaz aayaa muqaddar mujhe mitaane se
's'
mujhe duniyaawaalon,
sharaabi na samjho
main pita nahiin hun
pilaaee gai hai
hun abhi main jawaan ai dil
hun abhi main jawaan
behosh hun bin piye
kal ka bhi Gham kis liye
hun abhi main jawaan………
next word: chaandani…..
“M”
Mohe Panghat Pe Nandlal Chhed Gayo Re
Mori Najuk Kalaiyaa Marod Gayo Re
Mohe Panghat Pe …
Kankari Mohe Maari Gagariya Phod Daali
Mori Saree Anari Bhigoyi Gayo Re
Mohe Panghat Pe …
Nayno Se Jadoo Kiya Jiyara Moh Liya
Mora Ghoongat Najariya Se Khol Gayo Re
Mohe Panghat Pe …..
[continue with alphabetical order]
wafa jhinse ki bewafa ho gaye
woh waade muhobbat ke kya ho gaye
[Subir Sen: KATHPUTALI-1957]
manzil vahi hai pyaar ki, raahi badal gaye
sapanon ki mahafil men, ham tum naye
manzil vahi hai pyaar ki……………….
duniya ki nazaron se dur, jaate hain ham tum jahaan
us desh ki chaandani, gaayegi ye daastaan
mausam tha vo bahaar ka, dil khil machal gaye
sapanon ki mahafil men ham tum naye
manzil vahi hai pyaar ki……………….
chhup na sake mere raaz, naghamon men dhalane lage
roka tha dil ne magar, pahalu badalane lage
vo din hi kuchh ajib the, jo aa ke kal gaye
sapanon ki mahafil men ham tum naye
manzil vahi hai pyaar ki……………….
'k'
nai manzil, nai raahen
naya hai, meharbaan apna
na jaane ja ke thaherega
kahaan ye, karvaan apna
'n'
LaxmI
shokhiyon mein gholaa jaaye, phoolon kaa shabaab
us men fir milaaee jaaye, thodisi sharaab
hogaa yun, nashaa jo taiyyaar, wo pyaar hain
next:
dil le ke……..
clue Empire State is more than 100 storey with staircase and elevators, and yes Power supply was also ON.
Here is another song of PARVARISH by Lata Mangeshkar & Manna Dey.
mastee bharaa hain samaa, hum tum hain dono yahaa
aankhon mein aajaa, dil mein samaa jaa, jhoome zameen aasamaan
neelee aankh milaa lo jee, dil mein aaj chhupaa lo jee
baahon mein baahe daalo jee, gir naa jaaye sanbhaalo jee
bheegee hawaaon me, aisee fizaaon mein, hosh muze hain kahaa
pyaar se pyaar sajaaye chal, man kee pyaas bujhaaye chal
pyaar kaa raag sunaaye chal, dil kaa saaz bajaaye chal
panchhee bhee gaayenge, sab ko sunaayenge, teree meree daasataa
next:
Amar,Akbar,Anthony
anahoni ko honi kar den honi ko anahoni -2
ek jagah jab jama hon teenon, amar akbar anthony
[plz write another song of this movie]
1.Jeetendra
2.Leena
3. Humjoli
4.tik tik tik, mera dil dole, dil se dil dole ….
next:
1). H
2). E
3). N
4). D
Clue: Movie 2002
story of un-seen lovers via P.O.Box 143
zindagi tanhaa safar ki raat hai
apne apne hausle ki baat hai
kis aqide ki duhaai deejiye
har aqidah aaj be-auqaat hai
(aqidah = belief : be-auqaat = without value)
kyaa pataa pahunchenge kab manzil talak
ghat te-badhate faasalon ka saath hai
–Jan Nisar Akhtar
aaj ham apani duaaon ka asar dekhenge
teer-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge
lo aa gayi un ki yaad, vo nahin aaye
dil un ko dhoondhata hai, gham ka singaar kar ke
aankhen bhi thak gayi hain, ab intazaar kar ke -2
ik saans rah gayi hai, vo bhi na toot jaaye
lo aa gayi un ki yaad………….
roti hain aaj ham par, tanahaaiyaan hamaari
vo bhi na paaye shaayad, parachhaaiyaan hamaari
badhate hi ja rahe hain, maayusiyon ke saaye
lo aa gayi un ki yaad …………
lau tharathara rahi hai, ab shamm-e-zindagi ki
ujadi hui muhabbat, mehamaan hai do ghadi ki
mar kar hi ab milenge, ji kar to mil na paaye
lo aa gayi un ki yaad…………
[Lata Mangeshkar:DO BADAN-1966]
'd'
laage jab se nain laage
laage jab se nain laage
ho dil to gayaa kyaa jaane, ulfat men kyaa hogaa aage
jab se nain laage, ho jab se nain laage
'g'
NilofaR