HemlatA
Rahaa gardishon men har-dam
mere ishq ka sitaara
kabhi dag-maggaye kashti
kabhi kho gaya kinaaRA
Wafa jhin se ki, bewafaa ho gaye
woh waade muhobbat ke kya ho gaye
BEING CYRUS
next:
A __ __ I __ __ A __ __ A [Anupam Kher/1997]
Apradhi
next:
tirtirum [Saeed Jaffery also acted]
Yeh Raaste Hain Pyaar Ke
next:
experience
Love In Nepal
next:
Taju…..
BardashT
Vanish
Dharti
next:
rainystadh [here too Waheeda Rehman]
Dil Se
Foreign
Ilzaam
Mas…….
Waving
main deewana deewana
main deewani deewani
main deewana deewana
mere dil ko tumse mohabbat badi hai
tera hi tasabbur mujhe har ghadi hai
main deewana deewana
meri roobaroo teri chahat khadi hain
tera hi tasabbur mujhe har ghadi hain
main deewani deewani
next: cheeni kum
Teri umeed tera intezaar karte hain
Ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain
Jaaneman hum bhi tumpe jaan nisaar karte hain
Ae sanam hum to sirf tumse pyaar karte hain
Khwaab aankhon mein ab nahin aate
Ab to palkon mein tum samaaye ho [and so on…..]
next:
jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to ……..
It is from Bachke Rehna Re Baba (2005)
full version below:
(dil churane wale
jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene main basale
jab teri saansein ruk jaayegi
tab meri saansen kaam aayegi) - 2
dil churane wale
jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene main basale
aa gaye hai yaha
jayenge hum kaha
dil ki samjho tum jubaan
ab judaa hum na honge kabhi
haal jo hain tera
haal woh hain mera
main teri tu mera hain deewana
kam na hongi yeh deewangi
tujhe hain kasam meri neende churale
neende churakar apni aankhion main chupale
jab teri neend udd jayegi tab meri neen kaam aayegi
dil yeh lagta nahi
bin tere ab kahi
tera mera pehla pyaar hai yeh
tu nahi toh sanam main nahin
jalta hain dil yeh mera
tere liye jaaneman
dil main jo lagi aag hain
ab toh aakar bujhade sanam
dil ko churane wale dhadkanein churale
dhadkanein churakar apne seene main basale
jab teri dhadkan ruk jayegi
tab meri dhadkan kaam aayegi
dil churane wale
jaan bhi churale
jaan meri churakar apne seene main basale
jab teri saansein ruk jaayegi
tab meri saansein kaam aayegi
next from some1 intrested
o aasamaan waale, shikawaa hai zindagi kaa
sun daastaan gham ki, afasaanaa bebasi kaa
tu dekhataa rahe aur, duniyaa hamen sazaa de
kyaa jurm hai mohabbat, itanaa zaraa bataa de
manzil pe kyun luta hai
manzil pe kyun luta hai, har kaarawaan khushi kaa
o aasamaan waale, shikawaa hai zindagi kaa
sun daastaan gham ki, afasaanaa bebasi kaa
itani si iltijaa hai, tujh se meri duaa ki
allaah sharm rakhanaa, duniyaa men tu wafaa ki
hotaa hai maut hi to
hotaa hai maut hi to, anjaam zindagi kaa
o aasamaan waale, shikawaa hai zindagi kaa
sun daastaan gham ki, afasaanaa bebasi kaa
[ A memorable song written by Hasrat Jaipuri]
SIRF TUM
next:
__ O __ [Anupam Kher]
Saying
MOHABBAT ZINDAGI HAI
Heart Full of Love