Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezaar hai
Badshah
yeh jo mohabbat hai, yeh unka hain kam
mehboob ka jo bas lete huye naam
mar jayain, mit jayain, ho jayain badnaam
rahne do, chodo bhi jaane do yaar
hum na karenge pyaar
Guys I'm sorry to say but Farhan and Manoja you both are playing this game wrong well in this thread you just have to write a song with the last letter. Shaam is a last word from the above post and last letter is “M” so here we go!!!!
Maine dil se kaha dhoond lana khushi
Na samajh laya gham to yeh gham hi sahi
shaanfarhan:Aanewala pal jaanewala hai
Ho sake tho iss mein zindagi bitaa do
pal jo yeh jaane wala hai
Next: Pal or Zindagi
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Next>>>Zindagi
I think Mr. Farhan it's good that you started a ghazal antakshri.It's gonna be fun.
Itna na mujhse pyaar tu badha
ki main ik badal aawara
kaise kisi ka sahara banoon
ki main khudh beghar bechara
sung by:Talat Mehmood & Lata
Koi hero yahan koi zero yahan
Koi star hai koi bekaar hai
Main kaun hoon tumse main kya kahoon
Hai sach to yeh doston
Ho I am the best I am the best I am the best
Ho you are the best
I am the best I am the best I am the best
Yes you are the best
Next>>>song you're in my heartbeat
Madhosh dil ki dhadkan
Chup si yeh tanhai,
Chuph gaya chand kyon
Kya teri zulf lehrayi
Deewana tera haye, kasam yehi khaaye
Tere kadmon mein jhoomti baharain bicha doonga
Jo tu mil jaaye, gazab ho jaaye
Teri duniya mein khushiyon ke mele laga doonga
O haseena, saath jeena, dosti ka haath de de
O haseena, dil jo cheena, dosti ka haath le le
Saajan ke paas chali sajni milan ki rajni aa gayi
Milan ki rajni aa gayi
Next>>>Dekhne
Kati Patang
Hadh se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
Oh, hadh se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad
Raahi tu mat ruk jaana, toofan se mat ghabrana
Kabhi to milegi teri manzil
Kahin door gagan ki chaon mein
Maana ke gehri hai dhaara
Par hai kahin to kinaara
Tu bhi mila aasha ke sur mein
Mann ka yeh ektaara
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Waafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
Baadalon se oonchi udan unki
Sab se alag pehchaan unki
Unse hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
Zara Sa Jhoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Zara Sa Ghoom Loon Main
Arre Na Re Na Re Na
Aa Tujhe Choom Loon Main
Arre Na Re Na Baba Na
Main Chali
Banke Hawa
Rabba Mere
Mainu Bacha
Aise na dekho mujhe pyar ho jaayega
Aasmaan mein agar hain ba-khuda hosh kho jaayega
Next>>>Shaam
Thakshak
Jaado sa mujhpe chal raha jaane kyun dil machal raha
Khayalon pe chaya yeh kaun nigaahon mein ayaa yeh kaun
Pyaar hone laga hai tujhko pyaar hone laga hai
Dil khone laga hai
Tujhko pyaar hone laga hai
Ek look ek look pyar waale sajna
Sau tenu rab diyan ek waari tak na
Na chaahoon sona chaandi, na chaahoon heera moti
Yeh mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi, na maangoon ghoda gaadi
Yeh to hain bas naam ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin