Gore Tan Se Sarakta Jaaye
Mera Dil Yeh Dhadakta Jaaye
Duppatte Ko Sambhaal Goriye
Bura Hai Mera Haal Soniye
Next>>>Name 5 movies in which Hero/Heroine brother(s) was Villian.
Geela sa yeh sama hai boondon se bheega sa asmaan hai
palkon ke neeche thodi si jagah dena
zulfon ki chaadar mein humko chhupa lena
geela sa yeh sama hai boondon se bheega sa asmaan hai
Next>>>Betaab
Gaadi Bulaa Rahi Hai, Seeti Bajaa Rahi Hai
Chalna Hi Zindagi Hai, Chalti Hi Ja Rahi Hai
Some part of this is in the toy train
Arz Hai, Dawa Bhi Kaam Na Aaye, Koi Dua Na Lage
Mere Khuda Kisi Ko, Pyar Ki Hawa Na Lage
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye
Pyar Mohabbat Se Na Jaane, Kyun Yeh Ghabraye
Dard-E-Dil, Jaane Na, Paas Maein Jitna Aaun
Utni Door Yeh Jaaye, Jaaye, Haan Jaaye
Is Deewane Ladke Ko, Koi Samjhaye
Next>>>Song by the waterfall (Jharna)
Dimple Kapadia with Akshay Khanna
Kaisi hai yeh rut ke jis mein phool banke dil khile
Ghul rahe hain rang saare, ghul rahi hai khushbuein
Chaandni, jharne, ghataayein, geet, baarish, titliyaan
Hum pe ho gaye hai sab maherbaan
India Se Aaya Life Banane America Main Maal Kamane
Aye Mere Yaaro Aye Mere Pyaaro Aaya Yahan Kuch Karke Dikhane
Poocho Na Kya Kya Kiya
Kabhi Dhoyi Thi Car Kabhi Tha Main Bekaar
Waiter Ka Kiya Kaam Sab Ko Kiya Salaam
Pyaar Ka Khumar Leke
Ishq Ki Bahar Leke
Sapnon Main Mere Aaye Woh
Mann Main Mere Muskuraye Woh
Mr. Arnab apko nahin lagta ke app kuch zyada hi galtiyaan karte hai. LOL
Chain Ho
Chain Ho Mere Dil Ka, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum
Labon Pe Labon Pe Sirf Tum Ho, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum
AnwaR
Yes Arnab I understand!!! I just wrote that song coz it picturized on Celina & Sunil.
Kambakth ishq hai jo, saara jahaan hai woh
Kab aata hai, kab jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakth jannat dikhaata hai
Arnab You have to write the song with Z coz Nisha already did with Y anyways I'll go with Z
Zehreeli raatein neendein udd jati hain
bhoolu tujhe to yaad tu aati hain
aalam yeh khafa sa hai
anjaana sa nasha sa hai
zehreeli raatein
Ram Teri Ganga Maili
Ishq main pyaar main kya kya ho raha hain
neend bhi chaain bhi hosh bhi kho raha hain
is tarah chod ke door na jaa
faasle keh rahe paas ajaa
is tarah chodke door naa jaa
paas mere paas aaja
Aaj na chorunga tujhe dam dama dam
tune kya samjha hai mujhe dam dama dam
dil mein hain toofaan bhara dam dama dam
naach meri jaan jara dam dama dam
Amir Khan with Manisha Koirala
Khushiyaan aur ghum sehti hai
phir bhi yeh chup rehti hai
abtak kisi ne na jaana
zindagi kya kehti hai
Apni kabhi to kabhi ajnabi
Aansoo kabhi to kabhi hai hansi
Darr ya kabhi to kabhi tishnagi lagti hai yeh to
Song from movie Rahul
Chalti Hai Purvaai Chal Hum Bhi Chalte Hain
Panchiyon Ke Saath Saath Hum Bhi Nikalte Hain
Jaana Humain Us Paar Humko Bulaata Hai Pyaar
Next>>>same situation
That song is from movie Khel.
Kisise Tum Pyaar Karo To Phir Izhaar Karo
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kisipe Aitbaar Karo To Phir Ikraar Karo
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Kahin Na Phir Der Ho Jaye
Yehi To Dil Churane Ka Andaaz Hota Hai
Next>>>song on a cruise/boat
Next>>>Name 6 Romantic movies