Qaraar khoya muhabbat mein is zamaane ne
yeh baat sach hi kahi hai kisi dewane ne
ke jaan chali jaaye jiya nahin jaaye
jiya jaaye to phir raha nahin jaaye
liye ilzaam sar pe liya nahin jaaye
liya jaaye to phir jiya nahin jaaye
Next- Name 5 movies in which hero/heroine has a dog?
Ghar se nikalte hi, kuch door chalte hi
raste main hai uska ghar, kal subah dekha to
baal banati woh, khidki main aayi nazar
Ghar se nikalte hi…
Next>>>Gustakh
Na jaane kahaan se aayi hai na jaane kahaan ko jaayegi
dewana kise banayegi yeh ladki
badi choti si hai yeh baat, bade afsoos ki hai baat
kisi ke haath na aayegi yeh ladki
Mera Dil Leke Dekho
Aankhen bandh karke jo ek chehra, nazar aaya
Woh tumhi ho ae sanam woh tumhi ho ae sanam
Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya
Woh tumhi ae sanam, woh tumhi ho ae sanaM
Yeh lo main haari piyaa, huyi teri jeet re
Kaahe ka jhagada baalam, nayi nayi preet re
Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koi mila mila -2
Teri harek adaa, lage sabse juda, tujhpe main fida (main fida)
Gila gila gila dil gila gila, mila mila mila koi mila mila
I donno any other movie of shayan munshi except for Jhankar beats and Ahista Ahista. In jhankar beats he was with Riya Sen and Arnab you just wrote a song from that movie but movie ahista ahista doesn't has any song that picturized on Shayan Munshi anyway I'll go with Ahista Ahista hope nobody have an objection.
Shayan Munshi with Soha Ali Khan
Tum jo mile armaan jage
Sapne kayi sajne lage
Na jaane kahaan dil kho gaya
Ahista ahista
Lekar hum dewana dil phirte hain manzil manzil
kahin to pyaare, kisi kinaare, mil jaao tum andhere ujaale
Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam
Marke bhi dil se yeh pyaar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai mere aansoo behte hain
Apna to milan hoga pal pal yeh kehte hain
Yeh bhi koi jeena hai sirf aansoo peena hai
Next>>>Aankhain/ Aankhen
Rishta Tera Rishta Mera
Ek Dor Hai Jo Koi Todega Kya
Maasoom Sa Chehra Tera
Maane Na Maane Koi Dil Hai Mera
Rishta Tera Rishta Mera
Next>>>Mother is singing to her son/daughter
Manisha Lamba with Jimmy Shergill
Pooche jo koi meri nishani rang heena likhna
Gore badan pe ungli se mera naam tu adaa likhna
Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai
Aao na aao na
Jhelum mein behlein ge
Waadi ke mausam bhi ek din to badlenge
Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai
O paape pyaar karke, o paape pyaar karke pachtaya – 2
maine socha ek akela, main rahoonga kitna re
dil kabutar ud gaya mera, dekh ke chehra chikna ve
phitte muan, phitte muan, phitte, dil ne bura phasvaya
o paape pyaar karke, o paape pyaar karke pachtaya
O Mere Dil Ke Chain
Chain Aaye Mere Dil Ko Dua Kijiye
Apna Hi Saaya Dekh Ke Tum
Jaane Jahan Sharma Gaye
Abhi To Yeh Pehli Manzil Hai
Tum To Abhi Se Ghabra Gaye
Mera Kya Hoga Socho To Zara
Haye Aise Na Aanhain Bhara Kijiye
“P”
Nayak
Nazrein mili, dil dhadka
Meri dhadkan ne kaha, love you Raja
Jaadu koi chaane laga
Mujhko maaza aane laga, haye
Bas mein nahin hain armaan
Mujhe seene se laga, kiss me aaja
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhain
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Jinke sar ho ishq ki chhanv
Paaon ke neeche jaanat hogi
Shaam raat meri kainat woh yaar mera saiyaan saiyaan
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Chal chhaiya chhaiya chhaiya chhaiya
Shahid Kapoor with Amrita Rao
Do anjaane ajnabi chale bandhne bandhan
haay re dil mein hai yeh uljhan
milkar kya bolen kya bolen re milkar kya bolen
nai umamg nai khushi mehak utha hai aangan
haay re ghar aaye mann bhaavan
milkar kya bolen kya bolen kya bolen re milkar kyaa bole