Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Tumko Bulaoon
Yeh Palkhein Bichaoon
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasmaan Banaoon
Sitaron Se Sajaoon
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Lamha lamha lamha zindagi hai
lamha lamha kal tha aaj bhi hai
ek lamha hai tumhara ek lamha hai hamara
aao lamhon ko mila de zindagi phir bana de
Ek nazar main bhi pyaar hota hai, maine suna hai
Do baaton mein bhi iqraar hota hai, maine suna hai
Sama rangeen sa hone lagta hai
Jahaan haseen sa lagne lagta hai
Koi dil pe chaa jaaye to aisa hota hai, maine suna haI
Youn hasraton ke daagh, mohabbat main dho liye
khud dil se dil ki baat kahi, aur ro liye
youn hasraton ke daagH
I'm not sure Arnab but I think it's from the movie Hum saath saath hain
Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai,
Hai Magar Phir Bhi Anjaan Hai,
Dharti Pe Roop Maa Baap Ka,
Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai
Next>>someone else can go for me coz ri8 now i can't think of any situation.
Aaj Hamare Dil Mein Ajab Yeh Uljhan Hai
Gaane Baithe Gaana, Saamne Samdhan Hai
Hum Kuch Aaj Sunayen, Yeh Unka Bhi Mann Hai
Gaane Baithe Gaana, Saamne Samdhan HaI
Yaad rakhna pyaar ki nishani gori yaad rakhna
aabaad rakhna dil paradesi ka abaad rakhNA
Raat humari to
chand ki saheli hai
kitne dinon ke baad
aayi woh akeli haI
What the heck man. N is a consonant and I think that the person have a song that ends with the consonant next person have to sing the song with that word and if the words end with the vowel then the person have to sing the song with the letter next to the vowel. Ok now in maiN N is a consonant so I sang the song with letter N. I think Nisha you're confused.
Vivek Oberoi and Sameera Reddy
Dil usse mile, dil ko aaj yeh
ho gaya hai phir jaado kaisa,
shabnam se dur raha hain
par ghul raha hai
ankhon mein Naksha.
Nakshe mein dil kashin ka dil ki lagi
ka alam hai dekhiye
Naksha kehta hai dil se dil
hona kabhi bhi judaa
U and I,
Let's do balle balle,
Now alright,
With some shava shava
by the side.
Aayi hai,
Kaisi freaky freaky friday night
U and I
Akele hain, to kya gham hai
chaahe to humaare bas mein kya nahin
bas ek zaraa, saath ho tera
tere to hain hum, kab se sanam
Hey Nisha I just want to let you know that Shahrukh wasn't in the movie chori chori chupke chupke it was Salman Khan. Can anyone help nisha here Naming 5 movies in which Shahrukh and Rani acted together?
IntehA
O laale di jaan gule gulzar ruk ja
O hare duppatte wali seedhi saadhi bholi bhaali janam ruk jana
Tu salmaahai ya sultaana naam to apna batlaana
O janam ruk janA
Raja Ki Aayegi Baaraat Rangili Hogi Raat
Magan Main Nachoongi Ho Magan Main Nachoongi
Raja Ki Aayegi Baaraat ….
Next>>>Pyaara
I donno any other movie of Suchitra's so i'm going with the same as Atul one Kabhi haan kabhi na.
Suchitra and Shahrukh Khan
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezaar, kab aayegi meri jane bahar
Ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
RULES
Unke labon pe hai khaamoshi
Meri zubaan izhaar kare
Dil ko yakeen hai, chup rehkar woh
Behad mujhse pyaar kare
Aaj hai sagaai
Sun ladki ke bhai
Zara naach ke humko dikha
Kudi ki tarah na sharma
Hay tu meri gal maan ja
Tu meri gal maan ja
Na hanso hum pe zamaane ke hain thukaraaye huye
darbadar phirte hain taqdeer ke bahkaaye huye
na hanso hum pe …