NooR
Na na na re na na, haath na lagaanaa
tose baar baar kahoon mohe na sataanaa
doongi gaaliyaan
roop yeh suhaanaa, uspe yeh baalaa
gori tori akhiyaan hain rang kaa khazaana
laage pyaariyaan
Duniya mein kitni hain nafratein, phir bhi dilon mein hain chahatein
mar bhi jaayen pyaar waale, mit bhi jaayen yaar waale
zinda rehti hain unki mohabatein
Taalash
You mean Pyaar!!!
Pyaar pyaar karte karte tumpe marte marte
dil de diya dil de diya ha ha ha…
Next>>>Tune
Vaada haan vaada
Jab tak ambar par taare hoon aur dharti par phool khilen
Issi jagah aur isi tarah hum do matavaale roz milen
samajhe karo vaada
haan ji haan vaada
“U”
Leharon se pooch lo
ya kinaaron se pooch lo
phir bhi yakeen na ho to
sitaaron se pooch lo
ShararaT
Ragini Shetty
Bekaraar dil, tu gaaye jaa
Khushiyon se bhare woh taraane
Jinhen sun ke duniyaa jhoom uThe
Aur jhoom uThe dil deevaane
Bekaraar dil, tu gaaye jaa
Next>>>Raat
Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De
Tera Dil Mere Paas Rehne De
Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De
Mera Dil Mere Paas Rehne De
Ichak dana beechak dana daane upar dana, ichak dana
Chhajje upar ladki naache ladka hai deewana, ichak danA
Hosh Walon Ko Khabar Kya Bekhudi Kya Cheez Hai
Ishq Kijiye Phir Samajhiye Zindagi Kya Cheez Hai
Hosh Walon Ko Khabar Kya…
Pyaar kar, iqraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chaahe jo bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai mazaa
Dil kardaa
Oye hoye vey mitran da dil karda
Aye haye vey mitran da dil karda
Teri buliyan da hasa ban javan
Mitra Da Dil Karda
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin…
Tera Nashila Badan
Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholi Magar
Sapna Woh Toda Nahin
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahin
“S”
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ke Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Tumko Bulaoon
Yeh Palkhein Bichhaoon
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasmaan Banaoon
Sitaron Se Sajaoon
Agar Tum KahO
Rajendra Kumar & Waheeda Rehman – Shatranj
Tumhein main agar apna saathi bana loon
bata do saath doge kahaan tak
zameen se jahaan aasmaan mil raha hai
na chhodenge daaman tumhaara wahaan tak
Qureshi
GhulaM