Main naa bhulonga, main na bhulongi
In rasmoon ko, in kasmoon ko, in rishte naaton ko
Main naa bhulonga, main naa bhulongi
Chalo jag ko bhoolein, khayaalon mein jhoole
Bahaaron mein dole, sitaaron ko chhoo le
Aa teri main maang sawaaru, tu dulhan ban jaa
Maang se jo dulhan kaa rishtaa, main naa bhulongi
Samay ki dhaaraa mein, umar beh jaani hai
Jo ghadi ji lenge, wahi reh jaani hai
Main ban jaon saans aakhri, tu jeewan ban jaa
Jeewan se saanson ka rishta, main na bhulongi
Banno ki saheli resham ki dori
Chhup chhupke sharmaaye dekhe chori chori
Yeh maane ya na maane main to iss pe mar gaya
Yeh ladki haaye allah, haaye haaye re allah
Babul ki galiyaan na chhadke jaana
Paagal deewana isko samjhaana
Dekho ji dekho yeh to mere peechhe pad gaya
Yeh ladka haaye allah, haaye haaye re allah…
Tu na jaa mere badshaah ek vaade ke liye ek vaadaa tod ke)
Main vaapas aayungaa – 2
Jaa raha hoon main yahaan jaan apni chhod ke
Tu na jaa mere badshaah ek vaadaa tod ke
Khuda ka tujhe vaastaa lautkar aana tera dekhungi main raasta
Yeh vaada hai mera – 2
Next>>>Sabki baratein aayi
Saif and Preity Zinta
Paune bara baje donon ghar se chale
What's going on – 2
Sooye hain raaste, yeh kahan hum chale
What's going on – 2
Bulaya kisine tumhein kya, jo tum yahaan pe aaye
Karain hum jo chahain tumhe kya
Jo aaye humko samjhane
Hum toh chale, peeche tum kyun pade
What's going on – 2
PaayaL
Hamsafar Chaahiye, Umr Bhar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ek Nazar Chaahiye
Dil Hai Beghar Isse Ek Ghar Chaahiye
Bas Youn Hi Dekh Kar Muskuraati Raho
Hey Hey Ey Hey
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraati Raho
Yeh Sahaaraa Mujhe Umr Bhar Chaahiye
Dil Hai Beghar Isse Ek Ghar Chaahiye….
Nain hamaare saanjh sakaare
Dekhainn laakhon sapne
Sach yeh kabhi honge ya nahin
Koi jaane na, koi jaane na yahaan
Kaali nagin ke jaise
Zulfain teri kali kali
Sagar ko moti aur
Suraj ko tu dati hai laali
Dekhe jo tujhko
Mann mera bole
Mann mein basi hai tu haule haule
Woh bheege pal, woh bheegi yaadein
Woh tanha raatein, woh teri baatein, bhoola nahin, bhoola nahin
Saari duniya ka maine pyaar paaya tere kadmo mein
Jee gaya main tere sang sadiyon ko chand lamho mein
Woh bheege pal, woh bheegi yaadein…
Next>>>”Y”
Milkar juda huye toh na soya karenge hum
Ek doosre ki yaad mein roya karenge hum
AaNsoo chalak chalak ke sathaayenge raat bhar
Moti palak palak mein piroyaa karenge huM
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Voh kyoon bhala
Khud se hi darrne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darrogi
Tum pyaar kaise karogi
Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Woh kyun bhala
Khud se hi darne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darrogi
Tum pyaar kaise karogi…
Next: Thaath nawaabi
Sunny Deol and Shilpa Shetty– Indian
Deewana main na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsaana ban gaya
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya…
Naseeb dar pe tere aazmaane aaya hoon
Aazmaane aaya hoon
Tujhi ko teri kahani
Tujhi ko teri kahani sunane aaya hoon
Naseeb dar pe tere aazmaane aaya hoon
Jo nagmein soye huye hain tere khayalon mein
Jo nagmein soye huye hain tere khayalon mein
Unhi ko aaj main gaa kar jagaane aaya hoon…
Lamha lamha lamha zindagi hai
Lamha lamha kal tha aaj bhi hai
Ek lamha hai tumhara ek lamha hai hamara
Aao lamhon ko mila de zindagi phir bana de…
SaiF
Har manzar har lamha, yeh paagal dil tanhaa
Betaab rehta hai yeh kehta hai haan kehta hai
Mehfil main, akele main, tujhe yaad karta hai, (haa karta hai)
Har manzar har lamha….
“I”
Aaj Hamaare Dil Mein Ajab Yeh Uljhan Hai
Gaane Baithe Gaana, Saamne Samdhan Hai
Hum Kuchh Aaj Sunayen, Yeh Unka Bhi Man Hai
Gaane Baithe Gaana, Saamne Samdhan Hai…
Tum Mujhe Bas Yunhi Pyaar Karti Raho
To Khushi Mere Dar Se Kahaan Jaayegi
Umr Saari Guzaarenge Hum Baanhon Mein
Zindagi Mere Dar Se Kahaan Jaayegi
Naam Honthon Pe Teraa Subho Shaam Hai
Bandagi Mere Dil Se Kahaan Jaayegi