Veer Zara
Meri duniya main aake
Vidhya Balan – Good Actress, Sweet Smile, Talented
Nisha
Yuva
Ar
“Zindagi k safar main guzar jaate hain jo makaam….wo fir nahi aate………………………..from Apki Kasam……………..really so sad song
other one is Sholay end song when Jai was died n Veru was crying………………” Ye dosti,hum nahi todenge…..todenge dum magar……tera saath na chorenge…………….
and last sad song is ” Bichhde abhi to ham bas kal parson……lambi judai…………..from ” Hero” really sad song
My most F……..avourite song is…………
Movie : Chori Chori
Aaja sanam madhur chandni mein hum
Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar
Jhumne lagega aasman
Jhumne lagega aasman
Kehta hai dil aur machalta hai dil
More saajan le chal mujhe taaron ke paar
Lagta nahin hai dil yahan
Lagta nahin hai dil yahan
Bheegi bheegi raat me, dil ka daaman thaam le
Khoyi khoyi zindagi, har dam tera naam le
Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar
Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar
Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar
Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar
Aaja sanam madhur chandni mein hum………………..
Kehta hai dil aur machalta hai dil………………………
Dil ye chahe aaj to, baadal ban ood jaoon main
Dulhan jaisa aasma, dharti par le aaoon main
Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache
Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile
Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache
Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile
Aaja sanam madhur chandni mein hum………………….
Kehta hai dil aur machalta hai dil………………..
Mithun chakraborty 20 films
Piya ka ghar
Zi
Absolutely wrong (Mr. Quoise ?? Jii ??)
Kabhi kahi mere dil main khayal aata hain,
K tumhe ye game achi lage na lage but
Isko aage badhane, main tera kya jaata hain??
Nisha
Tumse milke, aisa laga tumse milke,
Arma huwe pure dilke,
Aiye meri jaanewafa,
Teri meri meri teri ek jaan hain,
Saath tere rahenge sadaa,
Tumse na honge judaa…………………
Nisha
O Really sorry yaar………..i’ll make mistake yaar…………
Not with “L” but start with “M”
MUKADDAR KA SIKANDAR
“S”
Dear mynah this title has not been start with end of the word of title but with alphabetically. I write GHAYAL n u’ll start with “M” ok??
Now I’ll continue………………….
LOFAR
“S”
Nisha
Sorry mynah really being mistake by me next time I’m try to correct this ok??
Aawaz deke, humey tum bulaao,
muhobat main itna na humko sataao……………
the next person can choose which word after they've wrote a song with 'zindagi'…
Nisha
Jis gali main, tera ghar na ho baalma,
Us gali se humey to gujarna nahi,
Jo dagar tere dware se jaati na ho,
Us dagar pe hamey paaon rakhna nahi,
Jis gali main tera ghar na ho baalma…………..
Nisha
Nahi nahi abhi nahi, abhi karo intjaar,
Nahi nahi, kabhi nahi, main hu bekarar…………………
Nisha
Aary yaar, in this game songs title is fixed “Kabhi Kabhi Mere Dil Main Khayal Aata Hain…………….now u may join your own sentence………….n u see this two lines has been completed like funny shayari………………..now u understand????????
Nisha
Raaz ki baat kaheduto, jaane mahefil main fir kya ho?
Raaz khulne ka tum pahele, jara anjaam sochlo,
Isharo ko agar samjo, raaz ko raaz rahene do……….
the next person can choose which word after they've wrote a song with 'tum'…
Nisha
Raat baaki, baat baaki, hona hain jo,hojane do,
Rokona, tokona, dekho ha jaaneja, muje pyar se…………
Nisha
Rangeela
Do pal ka, khwabon ka kaarwa????
Agar tum mil jaao, zamaan chor denge hum,
Tuje paakar ,zamane bharse rishta tod denge hum,
Agar tum mil jaao, zamaan chor denge hum……….
Nisha