gumsum saa ye jahaan, ye raat ye havaa
ek saath aaj do dil dhaDakenge dilruba
nxt:Chaahat
Rafta Rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jadoo jagaya tumne
dil ko to pata bhi chala
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Haay Haay re haay yeh ladka haay haay re haay
karta naadaaniyan to pucho to haay
Bas ek pal
Pradeep kumar/vyjayantimala
jaadugar saiyyan chodo mori baiyya
ho gayi aadhi raat ab ghar jaane do
bole chuudiyan bole kangana
hai main ho gayi tere saajana
nxt: girl friends singing about their future dreams, love and marriage
Hi friend, songs have to be from pre-ninties[:)
hum tum yug yug se yeh giit milan ke
gaate rahenge gaate rahenge…
hum tum jag mein jiivan saathi banake
aate rahenge, aate rahenge
Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Woh Teri Mehfil Mein Kaam Aaya
Kisike Hisse Mein Pyaas Aayi Kisike Hisse Mein Jaam Aaya
nxt:gulmohar
rajesh khanna/sharmila
hum aur tum tum aur hum
khush hai yuun aaj milke
jaise kisi sangam par mil jaaye do nadiyaan
tanhaa behate behate
naadaan muhabbat vaalon ke aramaan badalate rahate hai
is rang badalatii duniyaa mein inasaan badalate rahate hai
nxt:ghuunghat
Na Tum Jaano Na Hum
Ek pal ka jeena, phir to hai jaana
Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana
Khaali haath aaye the hum
Khaali haath jaayenge
Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge
To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana
Ae mere dil tu gaaye jaa
Ae aaye aao aaye aa
Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to
Main in aankhon mein jo rahoon to
Tum ye jaano ya na jaano
Tum ye maano ya na maano
Mere jaisa deewana tum paaoge nahin
Yaad karoge main jo na hoon to
Rooth na jaana tumse kahoon to
sapno ka shehar ho, khushiyon bahra safar ho – 2
koi dar na ho, kab aayegi sehar woh
Iftdaye ishq mein hum saari raat jaage
alla jaane kya hoga aage, ke maula jaane kya hoga aage
na jaao saiyya chudaake baiyya
kasam tumhari main ro padoongi
ro padoogi
Mera dil bhi kitna paagal hai
yeh pyaar to tumse karta hai
par saamne jab tum aate ho, kuch bhi kahane se dartaa hai
mere saajan, o mere saajan…
hema/rajesh khanna
tuune vo rangele kaisa jaadu kiya
piya piya bole matwala jiya
baahon mein chupaake yeh kya kiya vo re piya
hoo tuune vo rangele kaisa …
na jaane kyon hota hai yeh zindagi ke saath
achaanak yeh man kisi ke jaane ke baad
kare phir uski yaad, choti choti si baat