dilruba maine tere pyaar mein kya kya na kiya
dil diya, dard liya-2
kabhi phoolon mein guzaari, kabhi kanton pe jiya
dil diya, dard liya-2
nxt: dhiire se
Mera Dil Tere Liye Dhadakta Hai, Dhadakta Hai
Dekhun Jo Tujhe To Yeh Dil Behakta Hai, Behakta Hai
Likhe jo khat tujhe jo teri yaad mein
hazaaro rang ke nazaarein ban gaye
savera jab hua,to phool ban gaye
jo raat aayi to sitaare ban gaye…likhe jo khat tujhe…
nxt:'jha'
Jiyen to jiyen kaise bin aapke
lagta nahin dil kahin bin aapke
rimjhim gire saawan
sulag sulag jaaye man
bhiige aaj is mausam mein lagi kaisi yeh agan
Kaahe ko sataaye kaahe ko rulaaye
(raam kare tujhako neend na aaye) - 2
Tu Yaar Tu Hi Dildaar
Tu Hi Mera Pyaar
Tera Mere Dil Mein Hail Darbaar
Karde Ek Baar Beda Paar
Mujhe Ghar Baar Lage Bekaar
Phiroon Main Banke Tera Jogi
Leena C/ Rajesh Khanna
is zamaane mein is mohabbat mein
kitane dil toDe kitane ghar phuuNke
jaane kyuun log muhabbat kiyaa karate hain – 2
dil ke badale dard-e-dil liyaa karate hain
jaane kyuun log muhabbat kiyaa karate hain
Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya…Maine Sun liya…
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar…Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata…
aaja re aaja re o mere dilbar aaja
dil ki pyaas bhujha jaa re
o aajaa re…..o .. noorie noori
Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai
Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
nxt:Humraahi
Ta Ra Ram
likhe jo Kat tujhe
vo terii yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gae
saveraa jab huaa
to phuul ban gaye
jo raat aaii to
sitaare ban gaye
Ulfat mein zamaane kii, har rasm ko ThukarAo
phir saath mere aao o
ulfat men zamaane kii
nxt: V
Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam
Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai mere aansoo behte hain
Apna to milan hoga pal pal ye kehte hain
Kya ye zindagaani hai bas teri kahaani hai
Bas teri kahaani hai ye jo zindagaani hai
Do, pal ruka, khwaabon ka kaarvaan
Aur phir, chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Do pal ki thi, ye dilon ki daastaan
Aur phir, chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan
nxt: jinhe
Mashooq
Waheeda/Sanjeev kumar
aap ki mehki hui zulf ko kehte hain ghata
aap ki madbhari aankhon ko kanval kehte hain
main to kuchh bhi nahi tum ko haseen lagati hu
is ko chahat bhari nazaro ka amal kehte hain
odhani odhli piya tere naam ki – 3
aaise bani main teri – 2
jaise radha bani shaam ki
odhani odhli odhni
ha odhni odhli odhni
Saiya le gayi jiya teri pehli nazar – 2
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
kaisa jaadu kina tune mope o jadugar
saiya le gayi jiya teri pehli nazar
“T“