ek shahanshaah ne banavaa ke hasIn taajamahal
saarii duniyaa ko muhabbat kii nishaanii dii hai
isake saaye mein sadaa pyaar ke charche honge
khatm jo ho naa sakegii vo kahaanii dii hai
ek shahanshaah ne banavaake hasIn taajmahal
zarUrat hai zarUrat hai zarUrat hai
ek shrImatI kI, kalAvatI kI, sevA kare jo pati kI – 2
zarUrat hai zarUrat hai zarUrat hai
nxt:A
Rajesh Khanna/Jayaprada
Chaandani raat mein ek baar tujhe dekha hai
Khud pe itraate huein, khud se sharmaate huein
Chaandani raat mein ek baar tujhe dekha hai
laagaa, chunarii mein daag, chhupaaUN kaise
laagaa, chunarii mein daag
chunarii mein daag, chhupaaUN kaise, ghar jaaUN kaise
laagaa, chunarii mein daag
apnii aaNkhon mein basaakar koii iqaraar karuuN – 2
jii mein aataa hai ki jii bhar ke tujhe pyaar karuuN
apnii aaNkhon mein basaakar koii iqaraar karuuN
hey blossom this song is from ancient times
sundar naarii priitam pyaarii, pyaarii chhab dikhalaaye
pyaarii pyaarii chhab dikhalaaye ) -2
nainaa rasiile baaNke kaTiile -2
chaaDii nain laDaaye, pyaarii chaaDii nain laDaaye
sundar naarii priitam pyaarii, pyaarii chhab dikhalaaye
pyaarii pyaarii chhab dikhalaaye
nxt: rasiya
Qayaamat hai -4
ye kaisii Gam kii shaam hai ye kaisii
qayaamat hai…
nxt: R
Imtiyaaz
Amol Palekar/Bindiya Goswami
aanewaala pal jaanewaala hai
ho sake to ismein zindagi bita do
pal jo yeh jaanewaala hai ho o o
Qayaamat
Andekhi Anjaani Si Pagli Si Deewani Si
Jaane Woh Kaisi Hogi Re
Andekhi Anjaani Si Pagli Si Deewani Si
Jaane Woh Kaisi Hogi Re
Chori Se Chupke Chupke Baithi Hai Dil Mein Chupke
Jaane Woh Kaisi Hogi Re
Andekha Anjaana Sa Pagla Sa Deewana Sa
Jaane Woh Kaisa Hoga Re
Andekha Anjaana Sa Pagla Sa Deewana Sa
Jaane Woh Kaisa Hoga Re
Chori Se Chupke Chupke Baitha Hai Dil Mein Chupke
Jaane Woh Kaisa Hoga Re
Andekhi Anjaani Si Pagli Si Deewani Si
Jaane Woh Kaisi Hogi Re
gora rang pe na itna gumaan kar
gora rang do din mein dhal jaayega
main shamaa huun tu hai parwaanaa
mujhse pehle tu jhal jaayega
nxt: G
Na jaane kya huaa, jo tune chhoo liyaa – 2
Khilaa gulaab ki tarhaa meraa badan
Nikhar nikhar gayi, savar savar gayi – 2
Banaake aainaa tujhe, ay jaaneman
Na jaane kyaa huaa, jo tune chhoo liyaa
picking a word from purnima's song
aajaao tadpate hain armaan
ab raat guzarne waali hai, ab raat guzaranewaali hai
main rouu yahan tum chup ho wahan
ab raat guzarnewaali hai, ab raat guzarnewaali hai
laut ke aaja mere miit aa laut ke aaja mere miit
tujhe meri giit bulaati hai
mera soona pada re sangeet
mera soona pada re sangeet tujhe mere giit bulaati hai
aa laut ke aaja mere miit
nxt- 'T'
Guunche lage hai kahane
phuulon bhi sunaa hai taraanaa pyaar kaa
ahataa hai dil aake mil o merii zindagii
tanahaa na biit jaaye din bahaar kaa
Rekha
Naukar
O sanam o sanam kash hota agar
Tum nibha jate yeh zindagi ka safar
Hum bhi tanha na rahete yu umar bhar
Tum saath hote agar
Tum saath hote agar
Fajaa bhee hain jawaan, jawaan, hawaa bhee hain rawaan, rawaan
sunaa rahaa hain ye samaa, sunee sunee see daasataan
nxt:G