Subha hogi, shaam hogi
Subha hogi, shaam hogi
Din guzarte jaayenge, jaayenge, jaayenge
Hum tumhaare pyaar mein youn jeete marte jaayenge
Hum tumhaare pyaar mein youn jeete marte jaayenge
nxt:shukriya
Har Taraf Tu Hi Dikhe
Tu Hi Tu Dil Mein Rahe
Kya Kahon Tere Bina
Ek Pal Bhi Na Kate
Yeh Meri Saason Mein Bhi
Teri Hi Khusboo Rahe
Tu Lahoo Ban Ke Sanam
Jism Mein Mere Bahe
Chahta Hu Itna Tujhe
Chahta Hu Itna Tujhe
any of this form -jha/jhe/jhi/jho
dilruba dilnashin
maahrooh maahzabeen humnawaab humnashin
hum tere humko yakin
(tera mera jo pyaar hai
pyaar yeh zordaar hai
dilruba dilnashin maahrooh maahzabeeen
ram lakhan
ishq (huaa hai)
tere zulfon se mujhako tere aankhon se mujhako
tere hoton se mujhako ishq huaa hai
teri surat se mujhako tere rangat se mujhako
iss najaakat se mujhako ishq huaa hai
ishq (huaa hai)
maar gaya
bichhua bichhua
bedarda aadhi raat ko meri chhat pe chadh gaya
chori se haay ungli mein chhalla jad gaya
ai bedarda aadhi raat ko …
Hai dil – Hai dilka yeh dhadakna
Hai dil – Hai dilka yeh tadapna
Sunle zara sunle is dilka hai kahana
Kahane laga hai dil tere dil main hai rehna
Main mauj tu meri lahar ab sang hai bahna
Hai dil – Hai dilka yeh machalna
Hai dil – Hai dilka yeh phisalna
betaab dil kee, tamannaa yahee hain
tumhe chaahenge, tumhe poojenge
tumhe apanaa khudaa banaayeng
nxt:lamha
nashe mein bhiigi raat hai, nashe mein bhiigi raat hai
labon pe dil ki baat hai
mere dilbar zara mujhko bataane de
nxt- dilbar
gairon pe karam, apno pe sitam
ai jaan/e /vafaa yeh zulm na kar
gairon pe karam, apno pe sitam
Vaqt ne kiya kya hasiin sitam
tum rahe na tum, hum rahe na hum
Vaqt ne kiya…
Zeher
Tu is taraah se meri zindagi mein shaamil hai
jahaan bhi jaauun yeh lagtaa hai teri mehfil hai
tu is taraah se meri…
Itna To Keh Do Humse Tumse Hi Pyaar Hai,
Meri Khaamoshi Sajna Mera Ikraar Hai,
Baalon Main Taak Doon Agar Main Dil Ke Phool Ko,
Kar Dogi Maaf Kyaa Tum Meri Is Bhool Ko
naam gum jaayega
chehraa yeh badal jaayega
meri aavaaz hi pehchaan hai
Gar yaad rahe
nxt-baadal
yeh kahan aa gaye hum
yunhi saath saath chalte
teri baahon mein hain jaanam
meri jism jaan pigalte, yeh kahan aa gaye hum
zara zara mehaktaa hai, bahaktaa hai aaj to mera
tan badan main pyaasi hoon mujhe bharle apni baahon mein
hai meri qasam, tujhko sanam duur kahin na ja
yeh duuri kahati hai paas mere aaja re, aaja re
Naastik
koi kahen kahataa rahe kitna bhi humko diiwaana
hum logon ki Thokar mein hai yeh zamaana
tujhe dekh dekh sonaa, tujhe dekhkar hai jagnaa
maine yeh zindagaani sang tere bitaani
tujhe mein basi hai meri jaan