mera jeevan kora kagaz kora hi rah gaya
jo likha tha aansuon ke sang bah gaya
movie – ek duuje ke liye and the song is
' mere jivan saathi pyaar kiye jaa'
i am not good at this- let me try anyway
heroine standing at the busstop thinking about the hero who was following her to and from her office to home. Song which plays in the background says how in life we miss somebody!
raj k/nargis
jahan main jaati hoon vahi chale aate ho
chori chori mere dil mein samaate ho
yeh to bataao ke tum mere kaun ho
Ek raasta
Ohoo ho ho…khoya khoya chaand khula aasmaan
aankhon mein saari raat jaayegi, tumko bhi kaise niind aayegi
o o khoya khoya chaand
sing songs in alphabetical order – ur song should start with the letter C
Chookar mere man ko kiya tuune kya ishara
badlaa yeh mausam lage pyaara jag saara
nxt song starts with D
shabana/shashi kapoor
tota maina ki kahaani to puraani puraani ho gai
ab hai sabake labon par ye taaza kabar
ek ladaki deevaani ho gai
tujhase milake zindagaani haay kitani suhaani ho gai
milate hi nazar hua aisa asar
main fakeere ki raani ho gai
tota maina ki kahaani …
koi roko naa deewaane ko
yeh man machal raha kuch gaane ko
nxt: deewaanaa
kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
vohi hota jo manzur e khuda hota hai
rimjim ke geet saawan gaaye haaye
bhiigi bhiigi raaton mein
Nazar nazar dhoonde use meri nazar
Aayegi ek din voh mere saamne
Uski ada ne mujhko aashiq banaake chhoda
Aake meri neendon mein khwaabon se rishta joda
Na usko pata hai, na usko khabar hai
Main uspe fida is kadar
yuun hii tum mujh se baat karatee ho, yaa koi pyaar kaa iraadaa hai
adayein dil ki jaanataa hii nahin, meraa humdam bho kitnaa saadaa hai
Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann
Na jaane jud gaya kaise ye bandhan
Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann
Na jaane jud gaya kaise ye bandhan
Kaisi ye deewangi kaisa ye deewanapan
Mera mann kyon tumhein chaahe mera mann
nxt: chanda
Khwaab ho tum yaa koi haqeeqat
kaun ho tum batlaao
der se kitni door khaDi ho
aur qarib aa jaao
Mumbai Express
rani/amitaabh
mausam ki adalaa-badali mein
pavan gulaabi ho jaati hai
(haan mainne chhuukar dekha hai) – 2
qayaamat hai -4
ye kaisi gam ki shaam hai ye kaisi
qayamat hai …
tu peer hai faqeer hai
tere dar pe sar hain jhuke hue oo
aankhon mein aansu ruke hue
ye barbaadi
aa…
*** kaisi ye barbaadi *** kaisi
kis pe ye ilzaam hai -2
movie from 2000, anil kapoor and juhi chawla are in it and rajesh roshan's music – enough clues???
Tu kya jaane vafaa, o bevaffa
pyaar karna tere bas ki baat nahi
kisi pe marna tere bas ki baat nahi
o bevaffa…
ek pyaar ka nagma hai
maaujon ki ravaani hai
zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahaani hai