naa kajare kee dhaar, naa motiyon ke haar
naa koee kiyaa singaar, fir bhee kitanee sundar ho
man mein pyaar bharaa, aaur tan mein pyaar bharaa
jeewan mein pyaar bharaa, tum to mere piryawar ho
“Next M”
Ek Din Bik Jayega, Maati Ke Mol
Jag Mein Reh Jayenge Pyare Tere Bol
Dooje Ke Hothon Ko Dekar Apne Geet
Koi Nishani Chhod, Phir Duniya Se Dol
jane jigar duniya mein tu sabse hasin hai
tere jasi aur yahan koi nahin hai
sokh aadayen mast nigahaen
pyar bhare dil mein kai toofan uthaye
tera to mein hoon diwana-4
jane jigar duniya mein tu sabse hasin hai
tere jasi aur yahan koi nahin hai
roop ki rani chehra noorani
maar gayi muje teri chadti jawani
O Mr.Raja laut ke aaja
Hui khata ab maan ja
O Mr.Raja laut ke aaja
Hui khata ab maan ja
Jo tuna maana bana begaana
To tere pyaar mein deewani hoke
Teri kasam de doongi main jaan
O Mr.Raja laut ke aaja
“Next – deewani”
yaara o yaara
milna humara jaane kya rang laayega
tumse bichadke ab ek pal bhi yeh dil na reh paayega
ok
here's another one
yeh mera dil pyaar ka deewana
deewana deewana pyaar ka parwana
aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Lute Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Lute Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Kaun Hai Vo Apnon Mein Kabhi Aisa Kahin Hota Haai
Ye Toh Bada Dhokha Hai
“M”
Hrithik
Leke pehla pehla pyaar, bharke aankho mein khumaar Jaadu nagari se aaya hai koyi jaadugar Leke pehla pehla pyaar
Mahiya ve ve sona mahiya … mahiya ve sona mahiya
Mausam ke dekho ishare kitne hasin hai nazare
Hmmm mausam ke dekho ishaare kitne haseen hai nazare
Phoolon ke sabnam ke moti rab ne zameen pe utare
Sochun tumhe chahun tumhe dekhun tumhe to duniya
haseen lagti hai
“Mausam”
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
O Tune Kiya Kya Yaad, Haay Mai Mar Gayi, Mar Gayi, Mar Gayi
Imran
Jaadu hai nasha hai madhoshiyan hai
tujko bhulake ab jaaon kahan
shama tujpe kheenchti hai aaja
parwaane meri baahon mein aa
“K”
Khud Se Baatein Karte Rehna
Baatein Karte Rehna
Aankhen Moonde Din Mein Meethi
Raatein Bharte Rehna
yeh dhuan dhuan sa rehne do
mujhe dil ki baat kehne do
main paagal deewana tera
mujhe ishq ki aag mein jalne do
lataka dikha diya hamane
jhataka laga diya tumane tada ho tumako tada
mataka ke chal diye ham to
khataka huwa hai kyuun tumako tada ho tumako tada
Maan mera ehsaan arre naadaan ke Maine tujhse kiya hai pyaar
Meri nazar ki dhoop na bharti roop To hota husn tera bekaar
Maine tujhse kiya hai pyaar
Maan mera ehsaan
kaate nahi katate ye din ye raat
kehni thi tumse jo dil ki baat
lo aaj main kehta hu i love you
koi nahi bas tum ho saath
kehni thi tumse jo dil ki baat
lo aaj main kehti hu i love you
nazar ke saamne jigar ke paas
nazar ke saamne jigar ke paas
koi rehtaa hai
woh ho tum.
yaad hai woh pehli mulaaqat yaad hai
yaad hai mujhe teri har ek baat yaad hai
woh mehki raaten saari saugaaten
beegi meri ankhon se ansu beh chale
kisse kuch purane mil gaye, rone ke bahaane mil gaye