Dil deke dekho
dil deke dekho
dil deke dekho ji
dil lene waalon
dil dena Seekho ji
ho, dil lene waalon
dil dena seekho ji
next: ho
Lal Chadi Maidaan Khadi,
Kya Khoob Ladi, Kya Khoob Ladi,
Hum Dil Se Gaye, Hum Jaan Se Gaye,
Bas Aankh Mili Aur Baat Badi
next: M
aayega aayega aayega
Aayega aane waala, aayega aayega aayega
Deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain
Koi nahin chalaata, aur teer chal rahe hain
Tadpega koi kab tak beaas besahaare
Lekin yeh keh rahe hain dil ke mere ishaare
Aayega aayega aayega …..
Aradhana
ASTITVA
next: RKHNSAAA
Pal bhar ke liye koi humme pyaar kar le
Jhoota hi sahi
Do din ke liye koi ikraar kar le
Jhoota hi sahi
Pal bhar ...
Humne bahut tujhko chup chupke dekha
Dil pe khichi hai tere kaajal ki rekha
Kaajal ke rekha bani laxman ki rekha
Ho Ho Ho Ho kaajal ki rekha ...
Ram mein kyun tune rawan ko dekha
khade khidki pe . a ae ae ae ae ae
Khade khidki pe jogi sweekar kar le
Jhoota hi sahi
Pal bhar ...
La La La ... pyaar kar le
Jhoota hi sahi
Dheere se jade tere nain bade,
Jis din se lade tere dar pe pade
Sun Sunkar teri nahi nahi
Jaa ...
Apni nikal jaye naa kahi
Jara haan kah de meri jaan kah de
Meri jaan kah de jara haan kah de
Jab raain pade nahi chain pade
nahi chain pade jab raain pade
Mana tu saare haseeno se haseen hain
Apni bhi soorat buri tho nahi hai
Kabhi tu bhi
O kabhi tu bhi humara deedar kar le
Jhoota hi sahi
Lucy
Jeevan Se Bhari Teri Aankhen
Majboor Karen Jeene Ke Liye
Saagar Bhi Taraste Rehte Hain
Tere Hoth Ka Ras Peene Ke Liye
baadal yoo garajataa hai
dar kuchh ayesaa lagataa hai
chamak chamak ke
lapak ke ye bijalee hum pe gir jaayegee
jag jag sara jag sara nikhar gaya hud pyar ka hawadevich bikhar gaya
dil tera hoi jaye apran jul jaye, mar udhle dekho zikhar gaya
hud mauja hi mauja, sham savere, hud mauja hi mauja
pyar se tere, hud mauja hi mauja, udthe badi hud, mauja hi mauja
next: K
haan hai koi to wajah, to jeene ka maza yuun aane laga
yeh hawaaon mein hai kya, thoda sa jo naasha yuun chhaane laga
puchho na pucha mujhe kya hua hai, teri raahon mein aakar
puchho na pucha mujhe kya milega, teri baahon mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaaye, jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaaye, jannat dikhaaye haan
INSANIYAT
Next: IEAULDTPC
Sajna hai mujhe, sajna ke liye
Jara uljhi latein sanwaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon ….. Sajna hai mujhe ……
Paani pade tan pe to shola nikle
Jaane kaisi agan mein badan jale, din bhar ki thakan utaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon, sajna hai mujhe ……
Ang ang dholoon jara mal mal ke
Phool si mahek uthoon main khilke
Titali se pankh udhaar loon
Har ang ka rang nikhaar loon, sajna hai mujhe ……
Sajdhaj ke mein jara banthan ke
Baan chalaongi mein nainan ke
Aaina jara nihaar loon, khud apni nazar utaar loon
Main to saj gai re sajna ke liye
Main to saj gai re sajna ke liye.
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
ye duniyawaale poochenge
mulaaqaat hui kyaa baat hui
yeh baat kisise na kehna
ye duniyawaale poochenge
ek ladki bhigi bhagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ik ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho ye koyi baat hai, hmmm
“F”
Hema Malini
dekh tere sansaar ki haalat kya hogayi bhagwaan
kitna badal gaya insaan, kitna badal gaya insaan
sooraj na badla, chaand na badla
na badla re aasmaan, kitna badal gaya insaan
sapanaa meraa toot gayaa
too naa rahaa kuchh naa rahaa
rotee huyee yaade milee
bas aaur muze kuchh naa milaa
“toot”
bhanwaraa baaa naadaan haay bagiyan kaa mehumaan haay
fir bhee jaane naa, jaane naa, jaane naa
kaliyan kee musakaan haay
kabhee ud jaaye, kabhee mandalaaye
bhed jiyaa ke khole naa
saamane aaye, nainaa milaaye
mukh dekhe kuchh bole naa
aakhiyon mein rach ke, chale bach bach ke
jaise ho koee begaanaa
rahe sang dil ke, mile naheen mil ke
ban ke rahe wo anajaanaa
koee jab roke, koee jab toke
gunagun karataa bhaage re
naa kuchh poochhe, naa kuchh booze
kaisaa anaadee laage re