Mere mehboob tujhe meri mohabbt ki kasam
Phir mujhe nargisi ankhon ka sahara dede
Mera khoya hua rangeen nazara dede
Mere mehboob tujhe meri mohabbt ki kasam
raat ke hamsafar, thak ke ghar ko chale
jhoomti aa rahi hai subah pyaar ki
dekh kar saamne, roop ki roshani
phir luti ja rahi hai subah pyaar ki
Bhuvan
maut aaye jise sakoon mil gaya
ke murjaya hua phool to khil gaya
tadapte to voh hain jo martein nahi
zamane se kuch log dartein nahi
saiyya dil mein aana re
aake phir na jaana re
cham chama cham cham
raja banke aana re
mohe leke jaana re
cham chama cham cham
next: T
Hawa mein udta jaye
Mora laal dupatta malmal ka
Mora laal dupatta malmal ka ho ji, ho ji
Idhar udhar lehraye
Mora laal dupatta malmal ka
Mora laal dupatta malmal ka ho ji, ho ji
Dost dost na raha, pyaar pyaar naa raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Amaanatein main pyaar ki, gaya tha jisko saunp kar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Jo zindagi ki raah me bane the mere hamsafar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Saare bhed khul gaye, raazdaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha…
Safar ke waqt mein palak pe motiyo ko taulti
Woh tum na thi to kaun tha tumhi to thi
Nashe ki raat dhhal gayi ab khumaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha…
Bhaware ki gunjan hai mera dil
Kab se sambhale rakha hai dil
Tere liye, tere liye
next: bhawra
Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh to koi na jaane
Ki meri manzil hai kahan
next: Q
lekar hum deewaanaa dil firate hain manjil manjil
kahee to pyaare, kisee kinaare, mil jaao tum andhere ujaale
jis galee ke tum us galee ke hum par ye majabooreeyaa yahaa
tum yahee kahee, hum yahee kahee, fir bhee ye dooriyaa yahaa
waah ree duniyaan, duniyaan tere jalawe hain niraale
too kahee rahe, yoo lage muze, mere dil ke paas hain yahaa
maangoo teree khair, aa tere bagair, dil meraa udaas hain yahaa
aajaa hum ko seene se lagaa le
Vikram
Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai
Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai
Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai
Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai
Kahin Hoga Na Aisa Ek Bhi Hoshyar Bhi Woh Nek Bhi
Uuse Duniya Mein Sab Kehte Hai Achcha
Kabhi Jhoot Nahin Woh Bolta Kabhi Zaher Nahin Woh Golta
Woh Dil Ka Saaf Hai Aur Bilkul Sachcha Samje Bachcha
Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai
Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai
Farida Jalal
raat andheri door saveraa
barbaad hai dil meraa o..
aanaa bhi chaahein aa na sake ham
koi nahin aasaraa
khoyee hai manzil rastaa hai mushkil
chaaNd bhi aaj chhupaa, ho..
raat andheri door saveraa
barbaad hai dil meraa o..
aah bhi roye raah bhi roye
soojhe na baaT koi
thoDi umar hai soonaa safar hai
meraa na saath koi, ho..
raat andheri door saveraa
barbaad hai dil meraa o..
barbaad hai dil meraa
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil
Main aisa kyun hoon
Main aisa kyun hoon
Main jaisa hoon main waisa kyun hoon
Karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
Lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana
Hoga jaane mera ab kya
Koyi toh bataaye mujhe
Gadbad hai ye sab kya
Koyi samjhaaye mujhe
Oh we ee aa owe ee oh
Oh we ee aa owe owe owe owe
next : N
next word?
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Tumko Bulaoon
Ye Palkhein Bichhaoon
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasmaan Banaoon
Sitaron Se Sajaoon
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Main Titliyon Ke Peechhe Bhagoon
Main Jugnuon Ke Peechhe Jaoon
Ye Rang Hai Vo Roshni Hai
Tumhare Paas Dono Laoon
Jitni Khushbuain Baag Mein Milein
Haan Jitni Khushbuain Baag Mein Milein
Main Laoon Vahan Pe Ki Tum Ho Jahan
Jahan Pe Ek Pal Bhi Thehro Main Gulsitaan Banaoon
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Agar Kaho To Main Sunaoon
Tumhein Haseen Kahaniyaan
Sunogi Kya Meri Zabani
Tum Ek Pari Ka Daastaan
Ya Main Karoon Tumse Bayaan
O Ya Main Karoon Tumse Bayaan
Ki Raja Ko Rani Mili Thi Kahan
Kahaniyon Ke Nagar Mein Tumhein Leke Jaoon
Agar Tum Kaho
Tumko Bulaoon
Ye Palkhein Bichhaoon
Kadam Tum Jahan Jahan Rakho
Zameen Ko Aasmaan Banaoon
Sitaron Se Sajaoon
Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Ki Aarzoo Jagaoon
Agar Tum Kaho
Agar Tum Kaho
Hemant Kumar
naa kajare kee dhaar, naa motiyon ke haar
naa koee kiyaa singaar, fir bhee kitanee sundar ho
man mein pyaar bharaa, aaur tan mein pyaar bharaa
jeewan mein pyaar bharaa, tum to mere piryawar ho