duniya banaane vaale raamoji
gazab sa hai tera intazaam
duniya banaane vaale raamoji
gazab sa hai tera intazaam
roshani karane ko roz sooraj aata
raat ko chup-chaap chaand pahara lagaata
daso dishaaon mein pavan jam ke dhulaataa(?)
laakh parindon ka bheed jhoom ke gaata
vaah re vaah re daata
are vaah re vaah re daata kya koob tera kaam
duniya banaane vaale raamoji …
ajab tera jaadu hai ajab tera khel
jalate hain taaron ke diye roz bina tel
aag ka hota nahi paani se kabhi mel
phir bhi baadalon mein lagi bijaliyon ki bel
gahare samandar ke bhi andar hai dhoom dhaam
duniya banaane vaale raamoji …
kuch zaroor hai teri kudarat mein karaamaat
kuch zaroor hai
kuch zaroor hai teri kudarat mein karaamaat
tere ishaare pe yahaan ban rahi har baat
ye zameen ye gagan, ye prakash ye pavan
ye samudr ye pahaad ye bhi ?
tu ne har ik pe ? di hai bina daam
duniya banaane vaale raamoji
JANASHEEN
next: OOUNJN
Didi Tera Devar Deewana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,
Dhandha Hai Yeh Uska Puraana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana.
next: Mera Naam Joker
its the first movie of this hero and heroin
Teri galiyon se
babasta hai
Babasta hai dil ka sakoon
Humaara afsana, afsana, afsana
Ishq mein tere
Ban gaya junoon
next: khwaab ho tum
woh hai zara kafa kafa
ke nain yu milaaye hai
ki ho ho ho ho hooooo
next:
haal kaisa hai janaab ka
kya khayal hai aapka
tum to machal gaye ho ho ho
yuhi phisal gaye ha ha ha
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi
saari duniya ka maine pyaar paaya teri chaahato mein
ji gaya main tere sang sadiyon ko chand lamho mein
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi
next: GUIDE
Jis din Suraj ki Pehli Kiran
next:
pal pal dil ke paas tum rehti ho
Is it this……….
Rahe suhaagan tu sada, yug yug rahe suhaag
Khushiyon se aangan tera, sada rahe aabaad
Kaanon mein jhumka
Arre kaanon mein jhumka, maathe pe bindiya
Mehndi waale haath, hamdam tere saath
Main tujhpe qurbaan
Tera bhala kare bhagwaan
next: jaane kyon
how about SRK & Juhi Chawla
BHOOTHNATH
next: AIGNLRD (Isha Koppikar)
Its SWAMI
next: _ _ R _ _ E_ (clue: Lara Dutta is in this movie)
howling
Aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Hoy aaj kal ki ladkiyaan kamaal karti hain
Kisiko dil mein rakhti hain
Hey kisiko dil mein rakhti hain
Kisipe marti hain
next word: Dekh
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai
Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali
Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai
Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne
Pehle To Maein Shaayar Tha Aashiq Banaya Aapne
next: E
Hai rama ye kya hua kyon aise humein sataane lage
Tum itni pyaari ho saamne hum kaabu mein kaise rahein
Jaao humko to aati sharam hai
Teri aisi ada pe to fida hum hain
Hey
Sorry Dear ! I was out on vacation for the last 2 weeks