Raat Andhiyaari Hai raat andhiyaari hai
maat dukhiyaari hai sukh se tuu so mere praan
mere maan, meri rain ke vihaar raat andhiyaari hai
Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram
Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram
Rajat
Keh do ki tum ho meri warna, Jina nahi mujhe hai marna
Dekho kabhi naa aisa kehna, Dekho kabhi naa aisa karna
Yehi aada tho ek sitam hai
Suno tumhe meri kasam hai
Nahin nahin, abhi nahin
Abhi karo intezaar chhodo na
Nahin nahin, abhi nahin
Abhi karo intezaar
Nahin nahin, kabhi nahin
Main hoon beqaraar
Upar khuda aasmaan neeche jahaan
Sab hain magar haaye tujhe dhoonde nazar
Tu aaya na aayi khabar
Balama jalama, balama jalama
Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
Tere bin
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Balama jalama
Kachche dhaage sache pyaar ke na todna
Tere bin
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
Tere bin nahi jeena mar jaana dholna
next: udhar tum
O O Jaane Jaana
Dhoonde Tujhe Deewana
Sapnon Mein Roz Aaye
Aa Zindagi Mein Aana
O O Jaane Jaana
Dhoonde Tujhe Deewana
Sapnon Mein Roz Aaye
Aa Zindagi Mein Aana Sanam
Madhubala
next: Dance Queen and was No 1 actress in bollywood. favorite of one of the best choreographers in bollywood. married to a doctor
Hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
Oh ho hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
Ek bagiya mein rehti hai ek maina
Poochhti hai ki bolo kya hai kehna
Tera rang haseen hai kya
Tera ang hassen hai kya
Kabhi poochhe to mera jawaab yehi hoga
Hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
oh ho hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
Ek hai raasta raste mein gaadi
Hai gaadi mein hai ladki
Maine jo poochha rang sari ka
Vo boli dhanak jaisa
Rimjhim barse jalti tapti dharti par jo kabhi pani
Uthay dharti se sondhi sondhi khushbuon ki dhanke suhaani
Hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
Jhoomeja jhoomeja zindagi ke phal koi
Pyaar se chakkhe to meethe hain
Jhoomeja jhoomeja pancheeyon ke sur koi
Dhyaan se sune to meethe hain
Kaanon mein hai mere saari duniya ki aawaazein
Unse bani tasveer kai
Jhoomeja jhoomeja raahi tu jhoomeja bhool ja pareshaaniyaan
Rimjhim barse jalti tapti dharti par jo kabhi pani
Uthay dharti se sondhi sondhi khushbuon ki dhanke suhaani
Hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
Oh ho hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
Ek bagiya mein rehti hai ek maina
Poochhti hai ki bolo kya hai kehna
Tera rang haseen hai kya
Tera ang hassen hai kya
Kabhi poochhe to mera jawaab yehi hoga
Jhoomeja jhoomeja jab tak hai jeewan mein
Ye sardi, ye garmi ye hawa
Jhoomeja jhoomeja duniya mein har dil ko
Hai Geet koi to mila
Honthon mein hain jinke pyaar sapnon ki duniyaein
Unko milti hai raahein nayi
Jhoomeja jhoomeja baadal jo hai garja
Dil pe bani parchhaaiyaan
Rimjhim barse jalti tapti dharti par jo kabhi pani
Uthay dharti se sondhi sondhi khushbuon ki dhanke suhaani
Hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
Ek bagiya mein rehti hai ek maina
Poochhti hai poochhti hai kya hai kehna
Oh ho hoo lalala
Hoo lalala
Hoo lalalalala lalala
Hamsa
subah se lekar shaam tak, shaam se lekar raat tak
subah se lekar shaam tak, shaam se lekar raat tak
raat se lekar suabh tak, subah se phir shaam tak
mujhe pyar karo hoo, mujhe pyar karo…
hoo mujhe pyar karo…mujhe pyar karo
deewane ka naam to poochho, pyaar se dekho kaam to poochho
chaahe phir na milna, arre chaahe phir na milna
Likhe jo khat tujhe
woh teri yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye
sawera jab huya
to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitaare ban gaye
next: M
gagan ye samajhe chaand sukhi hai, chanda kahe sitaare
saagar ki laharen ye samajhe hamase sukhi kinaare
o sathi dukh mein hi sukh hai chhipa re …
Qadir
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar
Koyal koohke koohke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar
Koyal koohke koohke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pahli baar
lehron Ki Tarah Yaadein
Dil Se Takraati Hain
Toofan Uthati Hain
Lehron Ki Tarah Yaadein
u r right…….
my mistake…… but it is so difficult from pyar nahi………… can you give any clue
ok i will take J next
janam janam ka saath hai nibhaane ko
sau sau baar maine janam liye
next: K
dheere dheere subah hui jaag uthi zindagi
panchhi chale ambar ko ambar ko ambar ko
maajhi chale saagar ko saagar ko saagar ko
pyaar ka naam jeevan hai
manzil hai preetam ki gali