Sathiya ye tune kya kiya… beliya ye tune kya kiya..
Maine kiya tera intezar ….itna karo na muje pyar
Sathiya ye tune kya kaha… beliya ye tune kya kaha
U na kabhi karma intezar….maine kiya hai tumse pyar
next: Aamr Akbar Anthony
i thot it was forgotten
anyways it is Maine Pyar Kiya
Chhoti Si Ye Duniya,
Pehchaane Raaste Hain
Tum Kabhi To Miloge,
Kahin To Miloge To Poochhenge Haal
Chhoti Si Ye Duniya
next: chalo
haan hai koi to wajah, to jeene ka maza yuun aane laga
yeh hawaaon mein hai kya, thoda sa jo naasha yuun chhaane laga
puchho na pucha mujhe kya hua hai, teri raahon mein aakar
puchho na pucha mujhe kya milega, teri baahon mein aakar
yeh ishq haaye baithe bithaaye, jannat dikhaaye haan
o raama, yeh ishq haaye baithe bithaaye, jannat dikhaaye haan
Neetu Singh & Rishi Kapoor – Khel Khel mein (1975)
ek main aur ek tu
dono mile is tarah
aur jo tan man men ho raha hai
woh to hona hi tha..
dillagi ban gayi hai dil ki lagi
are zindagi naam hai isika zindagi
khel khel main sanam
aa gaye jahan pe hum
rok le wahi kadam
bolo bolo bolo bolo bolo bolo
ek main aur ek tu
dono mile is tarah
aur jo tan man men ho raha hai
woh to hona hi tha..
mera dil bhi kitna pagal hai
ye pyar jo tum se karta hai
par saamne jab tum aate ho, kuch bhi kehne se darta hai
o mere saajan, o mere saajan, saajan saajan, mere saajan
mera dil bhi kitna pagal hai
kitna isko samajhata hu, kitna isko behlata hu
naadaan hai kuch na samajhata hai, din raat ye aahen bharta hai
mera dil bhi kitna pagal hai
har pal mujhko tadpata hai, mujhe saari raat jagata hai
is baat ki tumko khabar nahi, ye sirf tumhi pe marta hai
mera dil bhi kitna pagal hai
next : tum bin
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Dil ne yeh kaha hai dil se
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Mohabbat hogayi hai tumse
Meri jaan mere dilbar,
mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho,
tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
–FEMALE–
Aa aa aa aa aa…
–MALE 1–
Mohabbat hogayi hai tumse
–FEMALE–
Aa aa aa aa aa…
–MALE 1–
Meri jaan mere dilbar,
mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho,
tum bhi mujhse pyaar karlo
–FEMALE–
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa – 2
–MALE 1–
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Tum jo kehdo to chaand taron
ko tod laaoonga main
In hawaaon ko, in ghataaon
ko mod laaoonga main
Ho, tum jo kehdo to chaand taron
ko tod laaoonga main
In hawaaon ko, in ghataaon
ko mod laaoonga main
–FEMALE–
Kaisa manzar hai meri aankhon mein,
kaisa ehsaas hai
Paas darya hai door sehra hai,
phir bhi kyoon pyaas hai
–MALE 1–
Kadmon mein jahan yeh rakhdoon,
mujhse aankhen chaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho,
tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat ho gayi hai tum se
Meri yaadon mein,
mere khwaabon mein roz aate ho tum
Is tarah bhalaa meri jaan mujhe kyoon sataate ho tum
Ho..meri yaadon mein,
mere khwaabon mein roz aate ho tum
Is tarah bhalaa meri jaan mujhe kyoon sataate ho tum
Teri baahon se,
teri raahon se yun na jaaoonga main
Yeh iraada hai,
mera waada hai laut aaoonga main
Duniya se tujhe churaloon,
thoda intezaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho,
tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo – 2
Kaise aankhen chaar karloon,
kaise aitbaar karloon
Apni dhadkano ko kaise,
itna beqaraar karloon
Kaise tujhko dil main dedoon,
kaise tujhse pyaar karloon
Dil ne yeh kaha hai dil se
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Mohabbat hogayi hai tum se
Meri jaan mere dilbar, mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main, khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho, tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Jaane kyoon log pyaar karte hain
Jaane kyoon voh kisi pe marte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon
Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon
Pyaar mein sochiye to bas gham hai
Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai
Pyaar mein sar jhukaana padta hai
Dard mein muskuraana padta hai
Zaher kyoon zindagi mein bharte hain
Jaane kyoon log pyaar karte hain
Jaane kyoon, jaane kyoon
Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon
next: K
Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat
Krithika
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Qurana
gaya gaya dil jaane de
kisi haseena ko is dil mein chori chori aane de
us ka chehara us ki zulfen us ka tevar us ki aankhein
us ka jaadu us ki masti us ki khushbu us ki baatein
dekha jo us ko dil mera dhadka milne ko tadpa
chupke se bola re bola re bola
gaya gaya dil
Honey I need you, honey I need you
Hey hey, hey hey hey hey hey hey
Har kisi ke dil mein ek ladki ka khayaal rehta hai
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
O koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
Aa aa aa aa, aa aa aa, o ho ho ho
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai
Koi kehta hai, koi chhupaata hai
Haan koi kehta hai, koi chhupaata hai
Ajab haal rehta hai
Har kisi ke dil mein ek ladke ka khayaal rehta hai
Ghairo pe karam apno pe sitam, eh jaan-e-wafa ye zulm na kar
Rehne de abhi thoda sa bharam,
Eh jaan-e-wafa ye zulm na kar ye zulm na kar
Ghairo pe karam
next: H
Hi Vaibhavi,
We both have posted it together..
lets continue with your song
likha hai teri aankhon mein, kisaka afasana
agar ise samajh sako, mujhe bhi samjhana
likha hai teri aankhon mein, kiska afasana
Sanjiv Kumar & Jayabaduri (Anamika – 1973)
Meri bheegi bheegi si palkon pe reh gaye
jaise mere sapne bikhar ke
jale man tera bhi kisike milanko
anamika tu bhi tarse
naa munh chhupaa ke jio, aaur naa sar zukaa ke jio
gamon kaa daur bhee aaye to muskuraa ke jio
andheri raat mein ham aur tum
haathon mein haath hai hosh hain gum
bhiga mausam mast samaan hai
tum hasin to ham bhi javaan hain
aise mein ab hosh kahaan hai
aankhon mein bas josh raha hai
andheri raat mein
andheri raat mein ham aur tum
haathon mein haath hai hosh hain gum
bhiga mausam mast samaan hai
tum hasin to ham bhi javaan hain
aise mein ab hosh kahaan hai
aankhon mein bas josh raha hai
andheri raat mein
next: bahar