Baahon mein chale aao
Ho, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda
Yeh aaj ka nahin milan
Yeh sang hai umar bhar ka
Baahon mein chale aao
Ho, humse sanam kya parda
Oh humse sanam kya parda
ruk jaa raat thhahar jaa re chandaa, beete naa milan kee belaa
aaj chaandanee ke nagaree me, aramaanon kaa melaa
pahale milan kee yaade le kar aayee hain ye raat suhaanee
doharaate hain fir ye sitaare, meree tumhaaree parem kahaanee
kal kaa daranaa, kaal kee chintaa, do tan hai, man yek humaare
jeewan seemaa ke aage bhee, aaoongee main sang tumhaare
next: S
AnanD
Swaroop Sampat & Suresh Oberoi (Tumhare Bina – 1982)
Hanste hi hanste katengi ye raahen
Khush tu rahe khush main rahoon – phir kya chaahiye
Tere siwa kaun jise itna mein pyar karoon
Sare jahan ki khushiyaan tujhpe nisaar karoon
Ab jo tu saath rahega – mere pyar
Hanste hi hanste katengi – ye raahen …..
Mithe bade bol tere lagte hain itne bhale
Kar de nihaal jab tu hanse lag kar mere gale
Maine tere sang paye such saare
Hanste hi hanste katengi – ye raahen …..
Dekha kare ye duniya – kuch parwah nahin
Koi hume pehchaane iski chaah nahin
Manzil kya main jaanu – tu jaane
Hanste hi hanste katengi – ye raahen
Song from Nikaah, Salma Aagha sings
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
Hum wafa karke bhi tanha reh gaye
Dil ke armaan aansuon mein beh gaye
na jaa kahin ab na jaa dil ke sivaa
hai yahii dil kuuchaa teraa
ai mere hamdam mere dost
naa jaa kahin ab na jaa
haay raam kaise bedardi se paala pada paala pada
haay raam kaise bedardi se paala pada
binati hi binati mein bit gayi aaj shaam
haay raam kaise bedardi se paala pada paala pada
haay raam kaise bedardi se paala pada
Actor: Emran Hashmi
Actress: Sonal
Movie: Jannat
Song: not able to get the song
milati hai aisi ghadi life mein kabhi kabhi
judati hai dil ki kadi life mein kabhi kabhi
na jaane phir kahaan in raahon mein milein
na jaane phir kahaan masti ke gul khile
aaye aaye aisa manjar valha, valha valha valha….
life mein kabhi kabhi
next: Life in a Metro
yahaan sabko sab istemaal kar rahe hai
meethi meethi chhuri se halaal kar rahe hai
dikhaate hai aaisa nihaal kar rahe hain na puchho ke kya kya kamaal kar rahe hai
next: Movie Kanyadan
mil gaye mil gaye aaj mere sanam
mil gaye mil gaye aaj mere sanam
aaj meri zameen par nahin hai kadam
mil gaye mil gaye aaj mere sanam
Patthar Ke Sanam
Tujhe Humne Mohabbat Ka Khuda Jaana
Badhi Bhool Hui Arey Humne
Yeh Kya Samjha Yeh Kya Jaana
Pathar Ke Sanam
hai duniyaan useekee jamaanaa useekaa
mohabbat mein jo ho gayaa ho kisee kaa
lootaa jo musaafir, dil ke safar mein
hai jannat ye duniyaan usakee najar mein
usee ne hain lootaa majaa jindagee kaa
K
o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho
arey Johny jab bolaa thaa tujhse shaadi karegi mujhse
kaise kahaa thaa ye bataa aa aa aa
o Maaria, o Maaria, o Maaria ho ho ho
next: P
Tina Munim & Amol Palekar (Baaton Baaton Mein – 1979)
Suniye
Kahiye
Kahiye
Suniye
Suniye
Kahiye
Kahiye na
Suniye
Kehte, Sunte, Baaton Baaton Mein Pyar Ho Jaayega
ArnaB
badan pe sitaare lapete hue
oh jaane tamanna kidar jaa rahi ho
zara paas aao toh chain aajaye
zara paas aao toh chain aajaye
next : humari
Likha hai teri aankhon mein
kiska afsaana
agar inhe samaj sako mujhe bhi samjhana
likha hai teri aankhon mein
kiska afsaana.
next: M
milatii hai zindagii mein mohabbat kabhii-kabhii
hotii hai dilbaron kii inaayat kabhii-kabhii
sharmaa ke muh na pher nazar ke savaal par
laatii hai aise mod par qismat kabhii-kabhii
khulate nahiin hain roz dariche bahaar ke
aatii hai jaan-e-man ye qayaamat kabhii-kabhii
tanahaa na kat sakenge javaanii ke raaste
pesh aaegii kisiikii zaruurat kabhii-kabhii
phir kho na jaaen ham kahiin duniyaa kii bhiid mein
milatii hai paas aane kii muhalat kabhii-kabhii
hotii hai dilbaron kii inaayat kabhii-kabhii
milatii hai zindagii mein mohabbat kabhii kabhii
(Movie: Aankhen)
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
O Tune Kiya Kya Yaad, Haay Mai Mar Gayi, Mar Gayi, Mar Gayi
Na Na Karte Pyaar Oy Mai Kar Gaya, Kar Gaya, Kar Gaya
O Tune Kiya Aitbaar, Haay Mai Mar Gaya, Mar Gaya, Mar Gaya
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
I am in love, I am in love, I am in love
I am in love, I am in love, I am in love
Movie (Dhadkan)