Chalte chalte, chalte chalte
Yunhi koi mil gaya tha
Sare raah chalte chalte
next: Awaara
maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi
teri yaad aayi phir aankhon mein nind nahin aayi
maar gayi mujhe
ye dil deewana aashiq puraana yaaron
ye aashiqaana mausam suhaana yaaron
kaun hamesha rahata hai machal ke ye dil kahata hai
tadap tadap ke yoon hi na mar jaana
ho koi hangaama hangaama ho jaaye
next: Z
meghaa chhaye aadhee raat bairan ban gayee nindeeyaa
bataa de main kyaa karu
sab ke aangan diyaa jale re, more aangan jiyaa
hawaa laage shool jaisee, taanaa maare chunareeyaan
aayee hain aansoo kee baaraat
ruthh gaye re sapane saare, toot gayee re aashaa
nain bahe re gangaa more, fir bhee man hain pyaasaa
kise kahoo re man kee baat
(Lata – Sharmeelee)
neend se aankh khuli hai abhi dekha kya hai
dekh lena abhi kuch der meiN duniya kya hai
baandh rakha hai kisee sonch ne ghar say humko
Varna apna dar-o-deewar se rishta kya hai
ret ki eenT ki pathar ki hooN ya miTTi ki
kisi deewar ke saye ka barosa kya hai
apni daanist me samjhay koi duniya `Shahid'
warna hathoN meiN lakiroN ke ilaawa kya hai
bade miya diwaana aisa na bano
haseena kya chaahe humse suno
bade miya diwaana aisa na bano
haseena kya chaahe humse suno
next: bhool
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun
Kutch apne bareme samjhane aaya hun
O yaaro maaf karna kutch kahne aaya hun…2
Kutch apne bareme samjhane aya hun
Mai hun pardesi naujawan, dil me rahne aaya hun
next from Mr & Mrs 55
thhandee hawaa, kaalee ghataa, aa hee gayee zoom ke
pyaar liye dole haseen, naache jiyaa ghoom ke
kab tak chup baiten ab toh kuch hai bolna
kuch tum bolo kuch hum bole oh dolna
next: Deewana
jahaan Daal-Daal par
sone kii chidiyaa karati hai baseraa
vo bhaarat desh hai meraa
jahaan satya, ahinsaa aur dharm kaa
pag-pag lagataa Deraa
vo bhaarat desh hai meraa
rim-jhim ke geet saavan gaaye, haay
bheegi-bheegi raaton mein
honthon pe baat dilaki aae, haay
bheegi-bheegi raaton mein
Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke
Ae meri jaane wafa
Teri meri meri teri ek jaan hai
Saath tere rahenge sada, tumse na honge judaa
Tumse milke aisa laga
Tumse milke armaan hue poore dil ke
Janaki
udhar tum haseen ho, idhar dil jawaan hain
ye rangeen raaton kee yek daastaan hain
ye kaisaa hain nagmaa, ye kyaa daastaan hain
bataa aye mohabbat meraa dil kahaa hain
mere ghar mein aayee huyee hain bahaar
kayaamat hain fir bhee karu intajaar
mohabbat kuchh ayesee sadaa de rahee hain
ke khud raat angadaeeyaan le rahee hain
jidhar dekhatee hoon, najaaraa jawaan hain
sulagatee hain taaron kee parachhaeeyaan
buree hain mohabbat kee tanahaeeyaan
mahakane lagaa meree julfon mein koee
lagee jaagane dhadakanen soyee soyee
meree har najar aaj dil kee jubaan hain
tarasataa hoon main ayese diladaar ko
jo dil mein basaa le mere pyaar ko
tere khwaab hain meree raaton pe chhaye
mere dil pe hain teree palakon ke saaye
ke mere labon par teree daastaan hain
next: V or W
Dilbar dilbar, haan dilbar dilbar
Hosh na khabar hai, yeh kaisa asar hai
Tumse milne ke baad dilbar
Dard hai chubhan hai, kya deewanapan hai
Tumse milne ke baad dilbar
Haan, tumse milne ke baad dilbar
Dilbar dilbar, haan dilbar dilbar
Next: Piya
Kabhi dil ke kareeb, tumhe mere naseeb
Yun laayenge socha na tha
Ek chahat ka pal, sab savalon ka haal
Yun paayenge socha na tha
Kabhi dil ke kareeb
Next: Dil
rainaa beetee jaaye, shaam naa aaye
nindeeyaa naa aaye
shaam ko bhoolaa, shaam kaa waadaa
sang diye ke jaage raadhaa
Rang rang mere rang rang mein rang jaayegi tu rang
Sang sang mere sang sang mein sang aayegi sang
Hey, rang rang mere rang rang mein rang jaayega tu rang
Sang sang mere sang sang mein sang aayega sang
Rang sang mera mil jaayega, ang ang tera khil jaayega
Hum bewafa hargiz na the
Par hum wafa kar naa sake
Humko mili uski sazaa
Hum jo khata kar naa sake
Hum bewafa hargiz na the
Par hum wafa kar naa sake
It is from a movie called Char Din and the song sung by Suraiyya
next from movie : Dilli ka Thug sung by Kishore Kumar
ham to mohabbat karegaa, duniyaa se nahin Daregaa,
chaahe ye zamaanaa kahe hamko deevaanaa
aji ham to mohabbat karega, duniyaa se nahin Daregaa,
chaahe ye zamaanaa kahe hamko deevaanaa
aji ham to mohabbat karega
Na Na Na Na, Na Na Na Na, Na Na Na Na
Oh… Maine Tho Maanga Tha, Saheli Jaisa Saiyaan
Haan… Maine Tho Maanga Tha, Saheli Jaisa Saiyaan
Mua Pale Pada, Paheli Jaise Saiyaan
Paheli Jaisa Saiyaan, Paheli Jaisa Saiyaan
next: bhoothnath