main chali main chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, main chali main chali
na na na meri jaan, dekho jaana na vahaan
koi pyaar ka luteraa, loote na meri jaan
main chali main chali
Gaadi Bulaa Rahi Hai, Seeti Bajaa Rahi Hai
Chalna Hi Zindagi Hai, Chalti Hi Ja Rahi Hai
Next: H
maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar
maang ke saath tumhara mainne maang liya sansaar
dil kahein dildar mila, hum kahein humein pyaar mila
pyaar mila humein yaar mila, ek naya sansaar mila
saamane ye kaun aayaa, dil mein huyee halachal
dekh ke bas yek hee zalak, ho gaye hum paagal
baate, mulaakaate, hum se bhee to hogee
hum se, khulenge, wo aaj naheen to kal
hum kale hai to kya hua dilwale hai
hum tere tere tere chahanewale hai
hum kale hai to kya hua dilwale hai
hum tere tere tere chahanewale hai
hum kale hai to kya hua dilwale hai
Pyaar main so uljhanein hain pyaar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Chahat ki baton main samjho to bas dhokha hai
Yeh batain sun ne se apne dil ko
Humne to roka hai
Pyar main so uljhanein hain pyar mat karna
Jeene marne ka koi iqraar mat karna
Himesh
Hoga Tumse Pyara Kaun,
Humko To Tumse hai
Hey Kaanchi, Hey Kaanchi, Pyaar…
Starting from A again:
aa ja ke dil tujh ko ro ro pukaare
aise mere din na guzare guzaare
saajan aa ja, aa ja, aa ja ho saajan aa ja
next : B
lagee aaj saawan kee, fir wo zadee hain
wahee aag seene mein, fir jal padee hain
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
next: Movie:
kah doo tumhe yaa choop rahoo, dil mein mere aaj kyaa hai
jo boloe to jaanoo, guru tumakoe maanoo
chalo ye bhee waadaa hai
jeevan ke har moD pe mil jaayenge hamsafar
jo door tak saath de DhoonDhe usi ko nazar) -2
tu vo hi hai jisko DhoonDhe kab se meri do nigaahen
chalte chalte mil jaayengi tere mere dil ki raahen
itne baDe is jahaaN men basaayenge ham apnaa chhoTaa saa ghar
jeevan ke har moD pe
next: jahaan
tumhen yaad karate karate, jaayegee rain saaree
tum le gaye ho apane sang nind bhee humaaree
man hain ke jaa basaa hai, anajaan yek nagar me
kuchh khojataa hain paagal khoyee huyee dagar me
itane bade mahal me, ghabaraoo main bechaaree
tum le gaye ho apane sang nind bhee humaaree
birahaa kee is chitaa se, tum hee muze nikaalo
jo tum naa aa sako to, muze swapn mein bulaa lo
muze ayese mat jalaao, meree pareet hain kawaanree
tum le gaye ho apane sang nind bhee humaaree
Tumko dekhaa to ye kayaal aayaa
zindagii dhuup tum ghanaa saayaa
tumako...
aaj phir dilane ek tamannaa kii
aaj phir dilako hamane samajhaayaa
zindagii dhuup tum ghanaa saayaa...
tum chale jaaoge to soche nge
hamane kyaa khoyaa- hamane kyaa paayaa
zindagii dhuup tum ghanaa saayaa...
ham jise gunagunaa nahii n sakate
vaqt ne aisaa giit kyuu n gaayaa
zindagii dhuup tum ghanaa saayaa...
duniya mein, logon ko
dhokha kabhi ho jaata hai
aankhon hi, aankhon mein
yaaron ka dil kho jaata hai
HrishithA
Mehboob mere
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de
Mehboob mere, mehboob mere
Teri aankhon se mujhe peene de
Kuch dard hai mere seene mein
Mujhe mast mahaul mein jeene de
next: jhoot….
raat bhar ka hai mehmaan andhera
kiske roke ruka hai savera
raat bhar ka hai mehmaan andhera
Next “R”
Dil mein pal pal hai ek hulchul
Hoga kya kal whats gonna happen
Bechaniya betaabiya beqrari 24×7
next: from Jaan Tere Naam
first time dekha tumhen ham kho gaya
second time mein lavh ho gaya
ye akkha india jaanata hai ham tumpe marta hai
dil kya cheez hai jaanam apani jaan tere naam karta hai
Taaron ko mohabbat ambar se
Phoolon ko mohabbat shabnam se
Jaise dil ko mohabbat dilbar se
Humein aise mohabbat hai tum se
Ab tum bhi kaho na kuch hum se
next: duniya