khoya khoya chaand, khula aasmaan
Aankhon mein saari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh, khoya khoya chaand, khula aasmaan
next: saala main
Mujhe neend na aaye, ho
Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye
Koi jaaye zara dhoondke laaye
Na jaane kahan dil kho gaya
next: aaja nachle
mera jhumka utha ke laaya re yaar ve, jo gira tha bareli ke bazaar me
main to thumka lagaake sharma gayi
boli ghoongar bandha denge mein aa gayi
mujhko nachaake nachle, aaja nachle nachle mere yaar tu nachle
Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam
Aa gaye, aa gaye
Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum
next: humsafar
haath aaya hai
haath aaya hai jab se tera haath mein
aa gaya hai naya rang jazabaat mein
main kahaan huun mujhe ye kabar hi nahin
tere qadamon pe hi gir na jaayuun kahin
haath aaya hai
Haan Maine Bhi Pyar Kiya
Pyar Se Kab Inkar Kiya
Bheegi Bheegi Raatein Meethi Meethi Baatein
Aur Maine Dil Ko Nisar Kiya
Haan Maine Bhi Pyar Kiya
Main tulsi tere aangan ki
Main tulsi tere aangan ki, koi nahin main
Koi nahin main tere saajan ki
Main tulsi tere aangan ki, koi nahin main
Koi nahin main tere saajan ki
Main tulsi tere aangan ki
saamane ye kaun aayaa, dil mein huyee halachal
dekh ke bas yek hee zalak, ho gaye hum paagal
baate, mulaakaate, hum se bhee to hogee
hum se, khulenge, wo aaj naheen to kal
rahanaa hain yahaan to, dono hain jawaan to
bhalaa door kaise rahenge
maanaa wo haseen hai, par hum bhee kam naheen hain
wo magarur kaise rahenge
aankhon hee aankhon me, baato hee baaton mein
kabhee jaan pahachaan hogee
sun lo ye kahaanee, haseenaa yek anajaanee
kisee din meharabaan hogee
IrfaN
ye kyaa huaa, kaise huaa, kab huaa
kyo huaa, jab huaa, tab huaa
chhodo, ye naa socho
Deepti Naval & Sanjeev Kumar (Angoor-1982)
pritam aan milo
ho dukhiya jivan kaise bitanoo
pritam aan milo
raat akele Dar lagata hai jungle jaisa ghar lagta hai
chati hai jab tez hawaien laherata hunter lagta hai
kitne hunter khanoo pritam aan milo
ho dukhiya jivan kaise bitanoo
pritam aan milo
birah mein koi bol raha hai
piDaa ka ras ghol raha hai
phir se jaan laboo par aayeee
phir koi ghunghat khol raha hai
mukhda kaise chupanoo pritam aan milo
ho dukhiya jivan kaise bitanoo
pritam aan milo
Aaja shaam hone aayi
Mausam ne li angdaai
Aaja shaam hone aayi
Mausam ne li angdaai
To kis baat ki hai ladaai
Tu chal main aayi
Tu chal main aayi
next: from sholay
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar tera saath na chhodenge
Kehna hi kya ye nein ik anjaan se jo mile
Chalne lagi mohabbat ke jaise ye silsile
Armaan naye aise dil mein khile
Jinko kabhi main na jaanoon
Vo humse hum unse kabhi na mile
Kaise mile dil na jaanoon
Ab kya karein kya naam lein
Kaise unhein main pukaroon
next: ek ladki
Madhuban khushboo deta hai, saagar saawan deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
Madhuban khushboo deta hai
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Zara saamane to aao chhaliye
chhup chhup chhalane mein kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye avaz hai
zara samane
Dhadakan jaraa ruk gayee hai, kahee jindagee bah gayee hai
palakon mein yaadon kee dolee, bheetar khushee has rahee hai
ye khushee tum ho, tum hee tum meree jaanam karu ayetabaar
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai
Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
Voh ajnabi jaana pehchaana
Sapnon mein uska hai aana jaana
Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
next: aap
Ichak dana beechak dana daane upar dana, ichak dana
Chhajje upar ladki naache ladka hai deewana, ichak dana
Ichak dana beechak dana daane upar dana ichak dana
next: J
bahaaron ne chheda kushi ka taraana
meri aaj unase mulaaqaat hogi
bahaaron ne chheda
next: Shokiyon mein
LakshmaN