Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
next: parbat
ye dil tum been kahee lagataa naheen, hum kyaa kare
tasawwoor mein koee basataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare
tere bina jiya jaaye na
bin tere tere bin saajana
saans mein saans aaye na
tere bina
next: U
Kali Ghata Chayi, Prem Ruth Aayi,
Aayi Aayi Aayi Aayi Teri Yaad Aayi,
Tujeh Dunden, Mere Nain,
Nahin Neend, Nahin Chain..
Jo Bhi Chaahoon Vo Main Paoon
Zindagi Mein Jeet Jaoon
Chaand Taare Tod Laoon
Saari Duniya Par Main Chhaoon
Bas Itna Sa Khwaab hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Chaand Taare Tod Laoon
Saari Duniya Par Main Chhaoon
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Yaar Tu Bhi Sun Zara Aarzoo Meri Hai Kya
Main Kya Ban Jaana Chaahta Hoon
Main Kahan Kharaab Hoon Main To Lajawaab Hoon
Main Ye Manvana Chaahta Hoon
Maan Ja Ay Khuda
Itni Si Hai Dua
Main Ban Jaoon Sabse Bada
Main Ban Jaoon Sabse Bada
Mere Peechhe Mere Aage
Haath Jode Duniya Bhaage
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Shaan Se Rahoon Sada Mujhpe Log Hon Fida
Haseenayein Bhi Dil Hon Khoti
Dil Ka Ye Kamal Khile Sone Ka Mahal Mile
Barasne Lage Heerein Moti
Maan Ja Ay Khuda
Itni Si Hai Dua
Main Jyaada Nahin Maangta
Main Jyaada Nahin Maangta
Saari Daulat Saari Taakat
Saari Duniya Par Hukoomat
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
hum ladkiyan nahin hungama hain
lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain
ladko ke peetche, peetche peetche jaye
jadoo chalaye hum hain balaye
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba
ladkon ka fashion hua hain poorana aaya hain ab ladkiyon ka zamana
payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana
jadoo chalaye hum hain balaye
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba
aankhon main kajal agar hum lagaye phir kya hain hum raat usko banaye
pal bhar main badal ko aawara karde chunri agar hum hawa main udaye
jadoo chalaye hum hain balaye
ek chutki main kar doongi main tumko apna raja
bachke rehna re baba
KavithA
Nasha ye pyaar ka nasha hai
Ye meri baat yarron maano
Nashe mein yaar doob jaao
Raho na hosh mein deewanon
thandi mein pasina chale na bhuukh na pyaas lage
yaar yahi pyaar to nahin
daddy se puuchhuunga
tan mein baraf dhale jigar mein aag jale
yaar yahi pyaar to nahin
daddy se puuchh lena
Jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
Hey jeene ke hain chaar din, baaqi hain bekaar din
Jaaye jaaye, jaaye jaaye
Ek baar jo jaaye, jawaani phir na aaye
Hey hey, jawaani phir na aaye
Mere baare mein kya hai sochti
Dushman na samajh, kar le dosti
Chaand Sitare Phool Aur Khushboo Ye To Saare Puraane Hain
Taaza Taaza Kali Khili hai Hum Uske Deewne Hain
Arre Kaali Ghatayein Barkha Saawan
O Kaali Ghatayein Barkha Saawan
Ye To Sab Afsane Hain
Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain
next: Anjaam
Athra baras ki kanwaari kali thi
Ghoonghat mein mukhda chhupaake chali thi
Phasi gori
Phasi gori channe ke khet mein
Hui chori channe ke khet mein
Pehle to julme ne pakdi kalaai
Phir usne chupke se ungli dabaai
Jora jori
Jora jori channe ke khet mein
Hui chori channe ke khet mein
janu main janu piya
yaad mohe tune kiya
hitchki satave saari rain
ho hitchki satave saari rain
next: jeevan se
naa kajare kee dhaar, naa motiyon ke haar
naa koee kiyaa singaar, fir bhee kitanee sundar ho
man mein pyaar bharaa, aaur tan mein pyaar bharaa
jeewan mein pyaar bharaa, tum to mere piryawar ho
Dev Anand & Waheeda Rehman (Guide – 1965)
tere mere sapane, ab yek rang hain
jahaa bhee le jaaye raahe, hum sang hain
Pal bhar ke liye koi humme pyaar kar le
Jhoota hi sahi
Do din ke liye koi ikraar kar le
Jhoota hi sahi
Humne bahut tujhko chup chupke dekha
Dil pe khichi hai tere kaajal ki rekha
Kaajal ke rekha bani laxman ki rekha
Ho Ho Ho Ho kaajal ki rekha …
Ram mein kyun tune rawan ko dekha
khade khidki pe . a ae ae ae ae ae
Khade khidki pe jogi sweekar kar le
Jhoota hi sahi
jab chalee thhandee hawaa, jab uthhee kaalee ghataa
mujko aye jaana-ye-wafaa tum yaad aaye
jindagee kee daasataa, chaahe kitanee ho hasee
been tumhaare kuchh nahee
kyaa majaa aataa sanam aaj bhoole se kahee
tum bhee aa jaate yahee
ye bahaare ye fijaa, dekhakar o dilarubaa
jaane kyaa dil ko huaa, tum yaad aaye
ye najaare ye samaa aaur fir itane jawaan
haay re ye masteeyaa
ayesaa lagataa hain muze, jaise tum najadeek ho
is chaman se jaana-ye-jaan
sun ke pee pee kee sadaa, dil dhadakataa hain meraa
aaj pahale se siwaa, tum yaad aaye
jab bhi koi ladki dekhu, mera dil deewana bole
ole ole ole, ole ole ole
gaao taraana yaara jhoom-jhoom ke haule haule
ole ole ole, ole ole ole
mujhko lubhaati hai jawaaniya, masti lutaati zindagaaniya
maane na kehna paagal mast pavan sa dil ye dole
ole ole ole, ole ole ole
ole ole ole, ole ole ole
AnirudH
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya ho o o saawariya
doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake
le jaayega ek roj tera udaake jiya
saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa
saawariya ho o o saawariya
Jaya Bhaduri & Dharmendra (Chupke Chupke – 1975)
ab ke sajan saawan me
aag lagegee badan me
ghataa barasegee, magar tarasegee najar
mil naa sakenge, do man yek hee aangan me
do dilon kee beech khadee, kitanee diwaare
kaise sunoongee main piyaa, parem kee pukaare
choree chupake se tum laakh karo jatan
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me
itane bade ghar mein nahee, yek bhee zarokhaa
kis tarah hum denge bhalaa, duniyaan ko dhokhaa
raat bhar jagaayegee ye mast mast pawan
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me
tere mere pyaar kaa ye saal buraa hogaa
jab bahaar aayegee to haal buraa hogaa
kaante lagaayegaa ye foolon bharaa chaman
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me