Duke
Flash
afasana ban gayi hoon main tere pyar ka
kya haal main bataaun dil bekaraar ka
afasana ban gaya hoon main tere pyar ka
kya haal main bataaun dil bekaraar ka
next: Zara si dil
dariya kinaare ek banglo ga pori jai jo jai jai jo jai arey jaayegi kaha pori arey jaayegi kaha tere pichhe yeh pora aai jo aai aai jo aai
next: Ghar aaya
milatii hai zindagii mein mohabbat kabhii-kabhii
hotii hai dilbaron kii inaayat kabhii-kabhii
sharmaa ke muh na pher nazar ke savaal par
laatii hai aise mod par qismat kabhii-kabhii
khulate nahiin hain roz dariche bahaar ke
aatii hai jaan-e-man ye qayaamat kabhii-kabhii
tanahaa na kat sakenge javaanii ke raaste
pesh aaegii kisiikii zaruurat kabhii-kabhii
phir kho na jaaen ham kahiin duniyaa kii bhiid mein
milatii hai paas aane kii muhalat kabhii-kabhii
hotii hai dilbaron kii inaayat kabhii-kabhii
milatii hai zindagii mein mohabbat kabhii kabhii
ik cheez maangate hain ham tumase pahali baar
pahale cheez ka naam bataao
dekho ham par shak na laao
ultee-siidhi cheez kabhi na maange sachcha pyaar
ik cheez maangate
Main to hoon paagal munda tu hai meri soni kudi
Ya ya
Hey main to hoon paagal munda tu hai meri soni kudi
Ya ya
Haan leke dil ke pinjare ko bulbul meri kahan udi
ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par
baatein kuchh ankahee si, kuchh ansuni si hone lagi
kaabu dil pe raha na, hasti hamaari khone lagi
wo wo o o o o o
shaayad yahi hai pyaar
pareshaaN raat saari haiN sitaroN tum to so jaaO
sukut-e-marG taari hai sitroN tum to so jaaO
tumHe kya aaj bhi koi agar milne nahiN aaya
ye baazi humne haari hai sitaroN tum to so jaaO
kahe jaate ho ro-roke hamara haal duniya se
ye kaisi raazdaari hai sitaroN tum to so jaaO
raat bhar ka hai mehmaan andhera
kiske roke ruka hai savera
raat bhar ka hai mehmaan andhera
gazab kiya tere waade pe aitabaar kiya
tamaam raat qayaamat ka intazaar kiya
next: dilruba
O hamdam …
O hamdam suniyo re
O jhaniyaa suniyo re
O jhaniyaa …
shaam ko khidikee se choree choree nange paaon chaand aayegaa
Chhoti Si Ye Duniya,
Pehchaane Raaste Hain
Tum Kabhi To Miloge,
Kahin To Miloge To Poochhenge Haal
Chhoti Si Ye Duniya ...
Hum To Ye Samjhenge
Humne Ek Patthar Ko Pooja
Lekin Tumko Apne Jaisa
Nahin Milega Dooja,
Nahin Milega Dooja
Chhoti Si Ye Duniya ...
Seekha Nahin Hamaare Dil Ne
Pyaar Mein Dheeraj Khona
Aag Mein Jal Ke Bhi Jo Nikhre,
Hai Vohi Sachcha Sona,
Hai Vohi Sachcha Sona
Chhoti Si Ye Duniya ...
Dil Ki Daulat Mat Thukraao,
Dekho Pachhtaaoge
Aaj Chale Jaate Ho Jaise,
Laut Ke Bhi Aaoge,
Laut Ke Bhi Aaoge
Chhoti Si Ye Duniya ...
Chakke Mein Chakka Chakke Pe Gaadi
Gaadi Mein Nikli Apni Savaari
Thode Agaadi Thode Pichaadi, Chakke Mein Chakka
Chunu Chhabile Munnu Hathile
Makhmal Ki Topi Chhotu Rangile
Lallu Batata Lalli Tamata
Gamma Banenge Gattu Mathile
Pet Mein Inke Lambi Si Dadhi
Umar Mein Kacche Yeh Chhotte Bacche
Hain Bhole Bhaale Hain Seedhe Sachhey
Kahenge Jo Bhi Karke Rahenge
Yeh Apni Dhun Ke Hain Poore Pakke
Koi Na Samjhe Inko Anadi
Lamba Safar hai Tedi Dagar Hai
Manzil Hain Mushkil Girne Ka Dar Hai
Par Na Rukenge Chalte Chalenge
Yeh Sari Duniya Ab Apna Ghar Hai
Haar Na Manenge Yeh Khiladi
harshaD
nazar kaa milaanaa mohabbat hai
nazar kaa jhukaanaa mohabbat hai
tum chaahe jis se poochh lo, mere sanam
Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Sabhki Nazar Mein Na Aaya Karo
Nazar Lag Jayegi
next one from GumNaam
ek ladki hain jisne jina mushkil kar diya
woh tumhi ho, o naajani
woh tumhi ho, o mehjabi
ek ladki hain jisne jina mushkil kar diya
jaaiye hamase kafa ho jaaiye
dushmanon ka aasara ho jaaiye
chaand se lipati hui hai chaandani
mahaka mahaka hai yah mausam shabanami
aapaki mahasuus hoti hai kami
aaj to mere kuda ho jaaiye
nahin to,
jaaiye hamase kafa ho jaaiye
next: likha hai