looks like we posted together for G
i will take it forward from your song
na jaa kahin ab na jaa dil ke sivaa
hai yahii dil kuuchaa teraa
ai mere hamdam mere dost
naa jaa kahin ab na jaa..
aaj sahar-e-dil mein chalake
suurat-e-chiraaG jalake
jhukii jhukii nigaah kii
kaajal se dil pe
likhe aa naam-e-vafaa
naa jaa kahin ab na jaa…
aake khuun-e-dil milaake
bhar duun in labon ke khaake
bujhaa bhujhaa badan teraa
kamal kamal khilaa ke
khilaa duun rang-e-hinaa
naa jaa kahin ab na jaa
hmmmmmmmmm lemonade
rone se aur ishq meiN be_baak ho gaye
dhoye gaye ham 'eise ki bas paak ho gaye
sarf-e-baha-e-mai hue aalaat-e-maikashee
the; ye hee do hisaab, so yoN paak ho gaye
ruswa-e-dahar go hue aawaargee se tum
baare tabeeyatoN ke to chaalaak ho gaye
kehta hai kaun naala-e-bulbul ko be_asar
parde meiN gul ke laakh jigar chaak ho gaye
pooche hai kya wujood-o-adam 'ehl-e-shauq ka
aap apnee aag se KHas-o-KHaashaak ho gaye
karne gaye the; usse taGHaaful ka ham gila
kee ek hee nigaah ki bas KHaak ho gaye
is DHang se uTHaayee kal usne 'Asad' ki laash
dushman bhee jisko dekhke GHamnaak ho gaye
from Mirza Ghalib
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezaar, kab aayengi meri jane bahar
Ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil.
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Gam Ka Fasaana Ban Gaya Achchha
Ek Bahaana Ban Gaya Achchha
Sarakaar Ne Aake Mera Haal To Puuchha
Gam Ka
Tumhaare Kayaalon Mein Kho Jaayein
Ye Ji Chaahata hai Ki So Jaayein
Dekho Baaton-Baaton Mein Chaandani Raaton Mein
Kvaab Suhaana Ban Gaya Achchha
gali gali mein firata hai tu kyun banake banjara
aa mere dil main bas jaa mere ashik aawara
tera pyar hai ek soneka pinjara o shehjadi
mujhako apani jaan se pyari hai apani aajadi
mauka hai diwane dil ka khali damat bharale
isa duniya mein jina hai to pyar kisise karale
tere dil ko ched raha hai mera pyar akela
mere dil mein laga hua hai kai gamon ka mela
gali gali mein firata hai tu kyun banake banjara
aa mere dil main bas jaa mere ashik aawara
tera pyar hai ek soneka pinjara o shehjadi
mujhako apani jaan se pyari hai apani aajadi
meri tarah nahi hai koi isa duniya mein tera
aaja banaja mera sathi hath pakadale mera
mera rasta rok rahi hai tu kaisi diwani
ek jagah main kaise theharu main darya kaa pani
gali gali mein firata hai tu kyun banake banjara
aa mere dil main bas jaa mere ashik aawara
tera pyar hai ek soneka pinjara o shehjadi
mujhako apani jaan se pyari hai apani aajadi
aur kisise main ye kehati o kuch bhi kar jata
mere ek ishare parto vo hasake mar jata
na main shayar na main ashik na koi diwana
main tujhape nahi marane wala main hoon bada sayaana
gali gali mein firata hai tu kyun banake banjara
aa mere dil main bas jaa mere ashik aawara
tera pyar hai ek soneka pinjara o shehjadi
mujhako apani jaan se pyari hai apani aajadi
IndresH
Rajendra Kumar & Vaijayanthi Mala (Sangam – 1964)
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Aap hamaare dil ko churaakar aankh churaaye jaate hain
Yeh ek tarfa rasm-e-vafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain
Chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin, o
Jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Bhooli bisri yaadein mein hanste gaate bachpan ki
Raat beraat chali aati hai neend churaane nainan ki
Ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye, ho
Jaane kab in aankhon ka sharmaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Apni apni sabne keh li, lekin hum chupchaap rahe
Dard paraaya jisko pyaara, voh kya apni baat kahe
Khaamoshi ka yeh afsaana reh jaayega baad mere, o
Apna ke har kisi ko begaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
because she is walking and not driving ??
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Pehli pehli baar milaata hai yehi
Seene mein phir aag lagaata hai
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hansata hai yehi yehi rulaata hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Sachche jhoothe khwaab dikhaata hai yehi
Hansata hai yehi yehi rulaata hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
lalalala…
Is dil ki baaton mein jo aate hain
Vo bhi deewane ho jaate hain
Manzil to raahi dhoondh lete hain
Raste magar kho jaate hain
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Soorat se main na pehchaanoongi
Naam se bhi na usko jaanoongi
Dekhoongi kuchh na main sochoongi
Dil jo kahega vohi manoongi
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Hay paagal hai
Haan deewana hai
Hmmm.. haha ha
Hmm.. oh oh ho
Dil ka kehna sab sab maanein
Dil na kisi ki maane
Jaan di humne jaan gaye sab
Ek wohi na jaane
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Rehne do chhodo ye kahaaniyaan
Deewanepan ki sab nishaaniyaan
Logon ki saari pareshaaniyaan
Is dil ki hai ye saari meherbaaniyaan
Ho dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Saari saari raat jagaata hai yehi
Ankhiyon se neend churaata hai
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi
Hansata hai yehi yehi rulaata hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Dil to paagal hai
Dil deewana hai
Koi Chanchal Shaukh Haseena Dil Dhund Raha Hai
Jo Ho Anmol Nagina Dil Dhund Raha Hai
Koi Paise Vaise Vaali, Lage Phulon Ki Jo Daali
Rakhe Dil Se Jo Humko Lagaake
Baate Kare Pyaari Pyaari, Din Badle Hamaare, Abb Mile Hamein Aake
O Yaara Dhol Bajaake, O Yaara Jashn Manaake
Vaise Toh Hazaaron Yahaan Roop Ki Balaayein Hongi
Dekhte Rahein Hum Jinako Kaha Woh Adaayein Hongi
Pyaar Ka Karaar Woh Ho, Chaahaton Ka Noor Woh Ho
Bane Jo Hamaari Soni, Heer Woh Bahoor Woh Ho
Paana Ki Paana Use, Apna Banaana Use, Akhiyon Se Akhiyaa Milaake
Baate Kare Pyaari Pyaari, Din Badle Hamaare, Abb Mile Hamein Aake
O Yaara Dhol Bajaake, O Yaara Jashn Manaake
Kya Kare Jo Soch Apani Rehti Hai Saath Usake
Chumein Kabhi Aankhein Usaki, Thaame Kabhi Haath Usake
Ho O O… Usake Ho Jaana Chaahe Khushbuon Ka Jaadu Jo Ho
Pyaar Ka Ho Aakhir Woh Hi, Pyaar Ka Shuru Bhi Woh Ho
Aisi Ho Aisi Koi, Khaabon Ki Jaisi Koi, Jaaye Jo Nind Churaake
Baate Kare Pyaari Pyaari, Din Badle Hamaare, Abb Mile Hamein Aake
O Yaara Dhol Bajaake – 3, O Yaara Jashn Manaake
San sanana nana, san sanana nan
Jaa jaa re jaa re jaa re, jaa re pawan
Mere jaisa dhoondke laa mera sajan
San sanana nana, san sanana nan
Jaa jaa re jaa re jaa re, jaa re pawan
Aisa kahin koi nahin
next: HumraaZ
Bike
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Mera Tujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Pehla pehla pyaar ho gaya
Pehli pehli baar ho gaya, haan
Pehla pehla pyaar ho gaya
Pehli pehli baar ho gaya
Yeh kya mujhko yaar ho gaya
Pehli nazar mein ban gaya
Main tera deewaana, main tera deewaana
Pehla pehla pyaar ho gaya
Pehli pehli baar ho gaya
Yeh kya mujhko yaar ho gaya
Pehli nazar mein ban gaya
Main tera deewaana, main tera deewaana
Main tera deewaana, main tera deewaana haan
next: duniya
Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye
Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne
Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se
Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga hai
Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai
Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke
Yoon Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se…
Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe
Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe
Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste
Kabhi Apni Ummeedon Ka Kahin Phool Na Murjhaye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se…
Maein Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon
Jaagte Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon
Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le
Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se
next: “Ghar”
tere bina jiya jaaye na
bin tere tere bin saajana
saans mein saans aaye na
tere bina
jab bhi kayaalon mein tuu aaye
mere badan se kushbuu aaye
mahake badan mein raha na jaaye
raha jaaye na
tere bina
reshami raatein roz na hongi
ye saugaatein roz na hongi
zindagi tujh bin raas na aaye
raas aaye na
tere bina
the confusion i think was in the font as you mentioned.
i should have read the lyrics.
here goes…….. from L
Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Kaun Hai Vo Apnon Mein Kabhi Aisa Kahin Hota Haai
Ye To Bada Dhokha Hai
Loote Koi …
Yahin Pe Kahin Hai Mere Mann Ka Chor
Nazar Pade To Baiyaan Doon Marod
Yahin Pe Kahin Hai Mere Mann Ka Chor
Nazar Pade To Baiyaan Doon Marod
Jaane Do Jaise Tum Pyaare Ho
Vo Bhi Mujhe Pyaara Hai Jeena Ka sahara Hai
Dekhoji Tumhari Yahi Batiyaan Mujhko Hain Tadpati
Loote Koi …
Rog Mere Jee Ka Mere Dil Ka Chein
Saanvala Sa Mukhda Uspe Kaale Nain
Rog Mere Jee Ka Mere Dil Ka Chein
Saanvala Sa Mukhda Uspe Kaale Nain
Aise Ko Roke Ab Kaun Bhala
Dil Se Jo Pyaari Hai Sajna Hamari Hai
Ka Karoon Main Bin Uske Rah Bhi Nahin Paati
Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
here you go……..
ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par
tumne mujhko hasna sikhaaya ho
rone kahoge ro lenge ab
aansoo ka hamaare gham na karo
woh behte hai to behne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par
chaahe banaa do chaahe mitaa do hoo aaaa
mar bhi gaye to denge duvaayen
udd udd ke kahegi khaak sanam
yeh dard-e-mohabbat sehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par
dil chahta hai woh kehne do
mujhe tumse mohabbat ho gayi hai
mujhe palko ki chaav mein rehne do
ehsaan tera hoga mujh par
Zara Touch Me Touch Me Touch Me
Ah Zara Zara Kiss Me Kiss Me Kiss Me
Ah Zara Zara Hold Me Hold Me Hold Me
Ah Zara Zara .. Oooo Ooo Ooo
Touch Me Touch Me Touch Me
Ah Zara Zara
Kiss Me Kiss Me Kiss Me
Ah Zara Zara
Hold Me Hold Me Hold Me
Ah Zara Zara
Oooo Ooo Ooo
Bin Tere Sanam Is Jahan Mein
Beqkaar Hum
Dum Da Dum Da Dum
Bin Tere Sanam Is Jahan Mein
Beqkaar Hum
kaali teri choti hai paraanda tera laal ni
ruup ki o raani tu paraande ko sambhaalani
kisi manachale ka tujh pe aa gaya jo dil hogi badi mushkil
kaali teri choti hai
maine bhi mushkilon se khelana hai sikha
meri bhi tamanna mujh pe aaye dil kisi ka
aashiq ka paraande naal baandh luungi dil hogi kaise mushkil
kaali teri choti hai
daavatein deti hai tere gaalon ki ye laali
ban baitha mera dil tera hi savaali
phuul nahin gaal damakate hain shole
dhone dhone hi bade dil ke hain bhole
o sholon se lipat ke patange jhuumate hain
jal jaayein chaahein shama ko chuumate hain
kisi siraphire ka tujh pe aa gaya jo dil hogi badi mushkil
mar mitane ki tuune baat kaise sochi
na tu mera maahi na tu mera padosi
koyi jo malaayi si kalaayi thaam lega
kya hote hain maahi tujhe pata tab chalega
jaayuungi tabhi jab maahi dola laayega
tere jaisa haath malata hi rah jaayega
sajana ke saath main to jaayuungi nikal hogi kaise mushkil