Chaahat Ki Khushboo Ko
Chaahat Ki Khushboo Ko Maine Chhoo Liyaa
Maine Tumse Pyaar Kar Liyaa
Maine Tumse Pyaar Kar Liyaa
Khaamoshi Kahti Hai Maine Sun Liyaa
Maine Tumse Pyaar Kar Liyaa
Maine Tumse Pyaar Kar Liyaa
Next: Dil
O haseena zulfonwaali jaane jahan
Dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil ae shama, phirti ho kahan
Voh anjaana dhoondti hoon, voh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chhip gaya hai, voh parwaana dhoondti hoon
Garm hai, tez hai yeh nigaahein meri
Kaam aa jaayegi sard aahein meri
Arre tum kisi raah mein to miloge kahin
Arre ishq hoon, main kahin theherta hi nahin
Main bhi hoon galiyon ki parchhaai, kabhi yahan kabhi vahan
Shaam hi se kuch ho jaata hai mera bhi jaadu jawaan
Ae, o haseena zulfonwaali jaane jahan
Dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil ae shama, phirti ho kahan
Voh anjaana dhoondti hoon, voh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chhip gaya hai, voh parwaana dhoondti hoon
Haan dil vil pyaar vyaar yunhi badnaam hai
Aisi badnaamiyon ka vafa naam hai
Oh oh oh, qatl kar ke chale, yeh vafa khoob hai
Haai naadaan teri yeh ada khoob hai
Main bhi hoon galiyon ki parchhaai, kabhi yahan kabhi vahan
Shaam hi se kuch ho jaata hai mera bhi jaadu jawaan
Hey, o haseena zulfonwaali jaane jahan
Dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan
O haseena zulfonwaali jaane jahan
Dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan
Mehfil mehfil ae shama, phirti ho kahan
Voh anjaana dhoondti hoon, voh deewana dhoondti hoon
Jalaakar jo chhip gaya hai, voh parwaana dhoondti hoon
Next : P
Na Na Karte Pyaar hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
O Tune Kiya Kya Yaad, Haay Mai Mar Gayi, Mar Gayi, Mar Gayi
Na Na Karte Pyaar Oy Mai Kar Gaya, Kar Gaya, Kar Gaya
O Tune Kiya Aitbaar, Haay Mai Mar Gaya, Mar Gaya, Mar Gaya
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
Baabuji dhire chalna, pyaar mein zara sambhalna
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.
Kyu ho khoye huye sar jhukaaye, jaise jaate ho sab kuchh lutaaye
Ye to baabuji pehla qadam hai, nazar aate hain apne paraaye
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.
Ye mohabbat hai oh bholebhaale, kar na dil ko ghamo ke havaale
Kaam ulfat ka naazuk bahut hai, aake hontho pe tootenge pyaale
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.
Ho gayi hai kisi se jo anban, thaam le dusra koyi daaman
Zindagaani ki raahein ajab hain, ho akela to laakho hain dushman
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna.
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaate chini chatori chinikhor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor
kitna mushkil yeh gaana zara gaake dikhana
chanda chini chamke chaate chaukanna chikhe chor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor
Next: chehra
na jaane kahaan se aayi hai na jaane kahaan ko jaayegi
divaana kise banaayegi ye ladaki
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon
Har Ek Pal Meri Kahani Hai
Har Ek Pal Meri Hasti Hai
Har Ek Pal Meri Jawaani Hai
Rishton Ka Roop Badalta Hai, Buniyaden Khatam Nahin Hoti
Khwabon Ki Aur Umango Ki, Miyaden Khatam Nahin Hoti
Ek Phool Mein Tera Roop Basa Ek Phool Mein Meri Jawaani Hai
Ek Chehra Teri Nishaani Hai, Ek Chehra Meri Nishaani Hai
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon…
Tujhko Mujhko Jeevan Amrit, Ab In Haathon Se Peena Hai
Inki Dhadkan Mein Basna Hai, Inki Saanson Mein Jeena Hai
Tu Apni Adaen Baksh Inhen Maein Apni Wafaen Deta Hoon
Jo Apne Liye Sochi Thi Kabhi, Woh Saari Duaen Deta Hoon
Maein Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon…
Next “N”
saanj dhalee dil kee lagee, thak chalee pukaar ke
aa jaa, aa jaa, aa bhee jaa
kyaa doo tuze pahale se mai, baithhee hoo dil haar ke
jaa jaa jaa jaa, jaa too jaa
Kiss, Kiss Kiss
Kisko, Kisko, Kisko Pyar Karun
Kaise Pyar Karun
Tu Bhi Hai, Yeh Bhi Hai
woh bhi hai, haaye.
Kisko Pyar Karun…
Mere Liye to Ho gayi mushkil
kaise baantu, ek mera dil haaye
Mere Liye to Ho gayi mushkil
kaise baantu, ek mera dil haaye ee ee ee
KISS
Kisko Pyar karun
kaise pyar karun
tu bhi hai yeh bhi hai
woh bhi hai, haaye haaye
Dekhun jidhar main, sholay hi sholay
dil hai aakhir, kaise na dole, haaye
KISS
kisko pyar karun, kaise pyar karun
tu bhi hai yeh bhi hai…
Ek Ek surat, pyar ki murat
sabko lekin, meri zaroorat haaye
Ek Ek surat, pyar ki murat
sabko lekin, meri zaroorat haaye
ah ah ah ah
KISS
kisko pyar karun
kaise pyar karun
tu bhi hai, yeh bhi hai
woh bhi hai
haayee
Kisko pyar Karun…
Next “L”
Ladki badi anjaani hai
Sapna hai sach hai kahaani hai
Dekho ye pagli bilkul na badli
Ye to vohi deewani hai
Ladka bada anjaana hai
Sapna hai sach hai fasana hai
Hay hay ye pagla bilkul na badla
Ye to vohi deewana hai
milo naa tum to hum ghabaraye, milo to aankh churaye
humei kyaa ho gayaa hai?
tum hee ko dil kaa raaj bataaye, tum hee se raaj chhupaaye
humei kyaa ho gayaa hai?
Inzamam
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai
Do Chaar Din Se Lagta Hai Jaise
Sab Kuch Alag Hai
Sab Kuch Naya Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai
Cheezein Mein Rakh Ke
Bhool Jaati Hoon
Bekhayaali Mein Gungunati Hoon
Ab Akele Mein Muskuraati Hoon
Badli Hui Si Meri Ada Hai
Kuch To Hua Hai
Kuch Ho Gaya Hai
Dil Ka Bhanwar Kare Pukaar
Pyar Ka Raag Suno
Pyar Ka Raag Suno Re
Again Dil Ka…
Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samaane Laga
Jaise Mujhiko Mujhse Churaane Laga
Ho, Dil Mera Le Gaya Loot Ke
Chori Chori Chupke Chupke
next: chupke chupke (old – Dharmendra – Sharmila Tagore – Amitabh Bacchan – Jaya Bacchan)
ab ke sajan saawan me
aag lagegee badan me
ghataa barasegee, magar tarasegee najar
mil naa sakenge, do man yek hee aangan me
do dilon kee beech khadee, kitanee diwaare
kaise sunoongee main piyaa, parem kee pukaare
choree chupake se tum laakh karo jatan
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me
itane bade ghar mein nahee, yek bhee zarokhaa
kis tarah hum denge bhalaa, duniyaan ko dhokhaa
raat bhar jagaayegee ye mast mast pawan
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me
tere mere pyaar kaa ye saal buraa hogaa
jab bahaar aayegee to haal buraa hogaa
kaante lagaayegaa ye foolon bharaa chaman
sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me
Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar
Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar
Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya
Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya
Dil Churane Lagi Jab Tumhari Nazar
Jaan Jaane Lagi Hum Huve Bekhabar
Aahen Bharne Laga Jab Yeh Dil Saathiya
Kuch Kaha To Sanam Kya Kiya Kya Kiya
Maine Dil Tujhko De Diya
Maine Dil Tujhko De Diya
next: pyar jhukta nahin
RACE
saiyya dil mein aana re
aake phir na jaana re
cham chama cham cham
raja banke aana re
mohe leke jaana re
cham chama cham cham
chaandani raat hogi taaron ki baraat hogi
pehle pehle pyar ki pehli pehli baat hogi
khushi khushi gaayenge hum geet suhaana re
saiyya dil mein aana re
aake phir na jaana re
cham chama cham cham
thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyar hoga
kabhi ikraar hoga kabhi inkaar hoga
tera manana mera ruthh jana re
saiyya dil mein aana re
aake phir na jaana re
cham chama cham cham
raja banke aana re
mohe leke jaana re
cham chama cham cham
in the morning, by the sea
tu na mili dil padhaai mein laga nahi
ek bhi din bin tere college gaya nahi
din hain padhane likhane ke tum aahen bhar rahe
fees maan baap ki barbaad kar rahe
in the morning, by the sea …
padh lo zara likh lo zara o mere hero
varana imtihaan mein aa jaayega zero
paas fail ki fikar kisko meri jaan
paas tere pyaar ka karna hai imtihaan
in the morning, by the sea …
ippi ya ya ippi ya ya
hai gulaabon mein chehara tera khvaabon mein chehara tera
padhata hoon jab main aata hai nazar kitaabon mein chehara tera
in the morning, by the sea …
fail jo hue milegi naukari nahi
naukari ke bina milegi chhokari nahi
naukari ke bin hi mujhe tu jo mil gayi
lottery jaise meri nikal gayi
in the morning, by the sea …
haaye re insaan ki majbooriyaan
paas rah kar bhi hai kitani dooriyaan, dooriyaan
haaye re insaan ki
kuchh andhere men nazar aata nahin
koi taara raah dikhalaata nahin
jaane ummidon ki manzil hai kahaan
haaye re insaan ki
shamma ke anjaam ki kis ko khabar
khatm hogi yaa jalegi raat bhar
jaane ye shola banegi ya dhuaan
haaye re insaan ki