Geet Gaata Chal O Saathi Gungunaata Chal
O Bandhu Re
Hanste Hansate Beete Har Ghadi Har Pal
Geet Gaata Chal
saawan ki ghataao dhire-dhire aana
dhire-dhire aana
bedard titaliyo
shor na machaana
tum shor na machaana
sajani ka mere naazuk badan hai
naazuk badan hai
bhola hai mann dar jaaye na
dar jaaye na
Fir wahee raat hai, fir wahee raat hain khwaab kee
raat bhar khwaab mein dekhaa karenge tumhe
maasoom see nind me, jab koee sapanaa chale
hum ko bulaa lenaa tum palakon ke parade tale
ye raat hain khwaab kee, khwaab kee raat hai
kaanch ke khwaab hai, aakhon mein choobh jaayenge
palakon mein lenaa inhe, aakhon mein ruk jaayenge
ye raat hain khwaab kee, khwaab kee raat hai
Mere haaton mein nau nau chooriyaan hai
thoda tehron sajan majbooriyaan hai
milan hoga abhi ek raat ki dooriyaan hai
Nitin
nooooooo. i will give it a pass……
momos?
Suhaagan
depends on situations……… though i prefer to keep my problems to myself. what about you dear
haath aaya hai
haath aaya hai jab se tera haath mein
aa gaya hai naya rang jazabaat mein
main kahaan huun mujhe ye kabar hi nahin
tere qadamon pe hi gir na jaayuun kahin
haath aaya hai
maula mere, maula mere maula mere, maula mere
aankhein teri kitni haseen
ki inkaa aashiq, mein ban gayaa hoon
mujhako basaa le, iname tu
ishq hai maula mere, maula mere maula mere, maula mere
Next: Halla
Naina Barasen, Rim-Jhim Rim-Jhim
Naina Barasen, Rim-Jhim Rim-Jhim
Piya Tore Aavan Ki Aas
Naina Barasen, Rim-Jhim Rim-Jhim
Naina Barasen, Barasen, Barasen
yaar bina chain kahaan re
pyaar bina chain kahaan re
sona nahin chaandi nahi
yaar to mila, are pyaar karle
Latoo Latoo Latoo Main, Us Pe Latoo
Latoo Latoo Latoo Mein
Aye Lala Aye Lala Aye Lala..
Palak Kyun Phadke Re, Dil Kyun Dhadke Re
Thirak Si Jaoon Re, Kyun Mein Sharamaan Re
Aaj Ye Kaun Aaya, Khushbuwon Sa Chaaya
Chal Mein Ghungroo Hai Mausam Hai
Oh Oh Oh Oho Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar Yaar Yaar Yaar
Yaar Yaar Yaar Mera Yaar Yaar Yaar
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaate chini chatori chinikhor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor
kitna mushkil yeh gaana zara gaake dikhana
chanda chini chamke chaate chaukanna chikhe chor
chanda chamke cham cham chikhen chaukanna chor
chiti chaati chini chatori chinikhor
Amar
its not the last letter of English, its the last letter in hindi, so you should be starting a song starting BHI
Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De
Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De
Tere Dil Mere Paas Rehne De
Tera Dil Mere Paas Rehne De
Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De
Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De
Mera Dil Mere Paas Rehne De
Mera Dil Mere Paas Rehne De
Next:
chehare se jaraa aanchal jab aapane sarakaayaa
duniyaan ye pukaar uthhee, lo chaand nikal aayaa
maanaa ke wo hiraa ho, mushkil se jo haath aaye
itanaa bhee naa tadapaao ke jaan nikal jaaye
chhodo jee ab ye zagade, yek baar muskuraa do
takadeer hai kyaa apanee, mainne jo tumhen paayaa
waise to muze tum par puraa hee bharosaa hain
kaise wo bhoolaa doo main jo aankhon ne dekhaa hain
chhedoge dil todoge, yek baar muskuraa do
itanee see shikaayat par kitanaa muze tadapaayaa
this is one of my personal favorites…..
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Deti Sarsarati In Hawaon Ke Sang Aao Paas Mere Aana
Sapno Ka Safar Hai Mere Dil Ka Yeh Bhawar Hai Is Mein Doob Jana
Zarasa Tanha Chupata Ab Mil Gaya
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Madham Roshni Hai Aur Chanchal Chandni Hai Chale Aaona
Shabnam Si Chuban Hai Aur Mehka Sa Milan Hai Door Jao Na
Sahana Sahana Tumhara Sach Ho Gaya
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein
Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein
Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein
Next Movie :
Kaanch ki Gudiya
Rangon Mein Khwaab Mein hum Sabhi
Nainan Mein Hothiyan Tum Jo Kabhi
Zindagi Zara Tu Jhoom Le
Apane Gird Zara Tu Jhoom Le
Baant Le Saari Khushiyaan
Bhula De Saare Gam
Rangon Mein Khwaab Mein Ham Sabhi
Nainan Mein Hothiyan Tum Jo Kabhi
rang mein tere rang ke khudko bhul gayi main sona
kar diya hai mujhpe tune kaisa jaadu tona
haai re main sadke jaava
rang mein tere rang ke khudko bhul gayi main sona
Next: Jaadu