Rang barse bheege chunar wali, rang barse
Are kaine maari pichkaari tori bheegi angiya
O rangrasia rangrasia, ho
Rang barse bheege chunar wali, rang barse …
Laaga, chunari mein daag, chhupaau kaise, laaga, chunari mein daag
Chunari mein daag, chhupaau kaise,
Ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag.
he maine kasam lee, he toone kasam lee
nahee honge judaa, hum
saans teree madir madir, jaise rajaneegandhaa
pyaar teraa madhoor madhoor, chaandanee kee gangaa
nahee honge judaa, hum
paa ke kabhee khoyaa tuze, kho ke kabhee paayaa
janam janam tere liye, badalee hum ne kaayaa
nahee honge judaa, hum
yek tan hai, yek man hai, yek paran apane
yek rang yek rup tere mere sapane
nahee honge judaa, hum
Yeh jeevan pyaar se bhar do tum
Bas itna kar do tum
Mit jaaye dil se tanhaaiyaan
Maheka do aaj tamannaayein
Maheka do khwaabon ko
Chaahat ki deke rangeeniyaan
Yeh jeevan pyaar se bhar do tum
Bas itna kar do tum
Jab tum na the to kuch na tha
Naakaam yeh zindagaani thi
Aawaara tha yeh dil mera
Badnaam apni kahaani thi
Tumne hi jeena sikhaaya
Apna jo mujhko banaaya
Uthi hai dil mein phir halchal
Ho jaaoonga paagal
Leti hai dhadkan angdaaiyaan
Yeh jeevan pyaar se bhar do tum
Bas itna kar do tum
Har saans mein samaaye ho tum
Basne lage ho nigaahon mein
Ab har taraf bahaare khili
Veeraan si dil ki raahon mein
Jeene ka ehsaas tum ho
Ab to mere paas tum ho
Mile ho jab se tum jaanam
Chaahat ka yeh mausam
Laaya hai kitni raanaaiyaan
Yeh jeevan pyaar se bhar do tum
Bas itna kar do tum
Mit jaaye dil se tanhaaiyaan
Maheka do aaj tamannaayein
Maheka do khwaabon ko
Bas itna kar do tum
Rafta Rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jadoo jagaya tumne
dil ko to pata bhi chala
sanam, o sanam, dil mera kehta hai
teri aankhon mein, mera sapna rehta hai
ho sanam, o sanam, dil mera kehta hai
Next: Aankhon
Its a chinese starter (steamed)
Penalty
Emran
Maine poocha chand se
ke dekha hai kahin
mera yaar sa haseen
Chand ne kaha
Chandni ki kasam, nahi nahi nahi
Maine poocha chand se…
Amanda
Ganga Ki Reti Pe
Ganga Ki Reti Pe Bangala Chhavaay De
Sainya Teri
Sainya Teri Khair Hogi
Balama Teri Khair Ho
Next: Ghungroo
Gapoochi gapoochi gum gum
kishiki kishiki gum gum
Gapoochi gapoochi gum gum
phoolon jaisa chehra
dali jaisa tan hai
teri hi amanat har dadkan hai
arre aa bhi jaa bahon mein
pyaar ka woh sangam
oh sanam hum dono saath rahein janam janam
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Shikaar khud yahaan shikaar ho gaya
Yeh kya sitam huwa
Yeh kya gulam huwa
Yeh kya ghazab huwa
Yeh kaise kab huwa
Na jaanoon main na jaane woh, aha
Jawaani jaan-e-man haseen dilruba
Milein do dil jawaan nisaar ho gaya
Ghunghte Mein Chanda Hai
Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala
Ghunghte Mein Chanda Hai
Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne waala
Hosh Na Kho De Kahin
Josh Mein Dekhne Waala
hamane dekha pyaar mein
do nainon ki maar mein
milane mein vo maza kahaan hai
jo hai intazaar mein
rasta takane vaala tuu kyon baitha majabuur hai
bhuul jaana vaada, ye duniya ka dastuur hai
halachal si rahane de, dil-e-beqaraar mein
dil to ye kahata hai, ki aane vaala aayega
aankhein ye kahati hain, ae dil tuu dhokha khaayega
aisa hi, hota hai, dono ke taqaraar mein
ham aur tum aur ye kushi
ye qahaqahe ye dillagi
chhitaki huyi hai chaandani
ham aur tum
angadaaiyaan bhuton ne li
mahaka chaman kaliyaan khili
aayi hawa masti bhari
Rohit
Assault
Churao na dil..,Churao na dil
Karoon kya dil to jaane na..
Karoon kya dil to maane na..
Hai deewana bada
Isse bekaraari na do
Hosh main aaye naa
Isse woh khumaari na do
Maine barson se isko seene main hai chhupaake rakhha
Bekhabar hai ya yeh toh jaane naa pyaar hota kya…
Churao na dil..,Churao na dil..
Next:
Jaane