dil pukaare aa re, aa re, aa re
abhee naa jaa mere saathee
baraso beete dil pe kaaboo paate
hum to haare, tum hee kuchh samazaate
samazaatee main tum laakho aramaan
kho jaate hai, lab tak aate aate
poochho naa kitanee, baate padee hai, dil mein humaare
paa ke tum ko hain kaisee matawaalee
aakhe meree been kaajal ke kaalee
jeewan apanaa main bhee rangee kar loo
mil jaaye jo in hothhon kee laalee
jo bhee hain apanaa, laayee hoo sab kuchh, paas tumhaare
mahakaa mahakaa aanchal halake halake
rah jaatee ho kyo palakon se mal ke
jaise sooraj banakar aaye ho tum
chal doge fir din ke dhalate dhalate
aaj kaho to mod doo badh ke, wakt ke dhaare
love you unconditionally soniye
love you unconditionally soniye
mere mere ho jaaiye durr kabhi na jaaiye
mere mere ho jaaiye durr kabhi na jaaiye
durr kabhi na jaaiye
love you unconditionally soniye
mere mere ho jaaiye durr kabhi na jaaiye
ho durr kabhi na jaaiye
Next : Ishq
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
deewane ka naam to poochho, pyaar se dekho kaam to poochho
chaahe phir na milna, arre chaahe phir na milna
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Chaahat meri haseen koi gunaah hai nahin
Ye jo mohabbat hai
Yehi to ibaadat hai
To phir aao pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Hai apni manzil yahin pe
Aa ab kahin na ja
Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
Ki dil ka dil hai thikaana
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Aao kuchh asie milein hum tumse
Ki aaj khuda bhi hasn pade humpe
Milein hum milein hum
Tumse tumse
Ki Khuda khuda
Bhi hans de hans de
To phir aao pyaar mein jalayein dil
Jalke bujh na paayein dil
Hai apni manzil yahin pe
Aa ab kahin na ja
Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana
Ki dil ka dil hai thikaana
Jaana suno hum tum pe marte hain
Tumse mohabbat karte hain
Jag ujiyaara chhaaye, mann ka andheraa jaaye
Kiranon ki rani gaaye
Jaago hey, mere mann mohan pyaare
Jaago mohan pyaare, jaago – 2
Navayug choome, nain tihaare
Jaago jaago mohan pyaare
in dino, dil mera, mujhse hai keh raha
tu khaab saja, tu ji le jara
hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat
berang si hai badi zindagi kuchh rang to bharoon
main apani tanahaayi ke waaste abbb kuchh toh karoon
jab mile thodi fursat , mujhse karle muhabbat
hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat
usako chhupaakar main sabse kabhi le chaloon kahin door…
aankhon ke pyaalon kse pita rahoon usake chehre ka noor
iss jamaane se chhupakar, puri karloon main hasra
hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat
in dino, dil mera, mujhse hai keh raha
tu khaab saja, tu ji le jara
hai tujhe bhi izaazat, karle tu bhi muhabbat
o bich bajaari dange lag gaye, do talwaari akhiyon ke, makhana
o jaan kate ke jigar kate abb inn do dhaari akhiyon se, makhana
(ho chaand ki utaar li hai dono baaliyaan
aaja aaja hath maar de taaliyaan) – 2
o billoni billoni billoni hath maar de taaliyaan – 2
aaja chaandani kutenge, aasamaan ko lutenge
chal dhuva udaake jhoom jhoom….
jhoom baraabar jhoom baraabar jhoom baraabar jhoom – 4
yeh raat badi chikani hai, mat khel phisal jaayega aaja ho aaja
yeh chaand ka chikana saabun kuchh der mein gal jaayega aaja
tu hi jeene ki wajah hai, tu hi marane ka sabab hai
billoni billoni billoni hath maar de taaliyaan
tu ajab hai, tu gajab hai, tu hi tab tha, tu hi abb hai
billoni billoni billoni hath maar de taaliyaan
ho yahi kahi shab kaatenge, chilam chataayi baatenge
chal dhuva udaake jhoom jhoom….
jhoom baraabar jhoom baraabar jhoom baraabar jhoom – 4
jo baawarein se lagate hai, woh log bhale hote hain makhana makhana
jo ishq mein ji nahi sakate pehle se marein hote hain makhana makhana
ba adab ho ba mulaajha, aaya tujhpar dil aaya – 2
billoni billoni billoni hath maar de taaliyaan
billoni billo billoni hath maar de taaliyaan
maki ki roti gudh rakh ke, misri se mithe lab chakh ke
tandoor jalaake jhoom jhoom….
jhoom baraabar jhoom baraabar jhoom baraabar jhoom – 4
o bich bajaari dange lag gaye, do talwaari akhiyon ke, makhana
o jaan kate ke jigar kate abb inn do dhaari akhiyon se, makhana
aaja chaandani kutenge, aasamaan ko lutenge – 2
chal dhuva udaake jhoom jhoom….
jhoom jhoom jhoom…..
yahi kahi shab kaatenge, chilam chataayi baatenge
chal dhuva udaake jhoom jhoom….
jhoom jhoom jhoom…..
maki ki roti gudh rakh ke, misri se mithe lab chakh ke
tandoor jalaake jhoom jhoom….
jhoom jhoom jhoom…..
udati udati ankhiyon ke, lad gaye penche lad gaye ve
?? lagaake ke jhoom jhoom jhoom
jhoom baraabar jhoom baraabar jhoom baraabar jhoom
Next: mere yaar ki Shaadi hai
Prison
Apne jahan ke
hum badshaah hai
masti bhara yeh apna jahan hai
kaho ji tum kya-kya – suno ji tum kyaa-kya
kaho ji tum kya-kya khareedoge
suno ji tum kya-kya khareedoge
yahaan to har cheez bikati hai
kaho ji tum kya-kya khareedoge …
laalaaji tum kya-kya
miyaanji tum kya-kya
baabooji tum kya-kya khareedoge
suno ji tum kya-kya khareedoge …
Next: Jaanam
Gore Gore Yeh Chore
Gore Gore Yeh Chore
Yeh Ishq Ishq Chilaatein Hai
Oooh Yeah
Yeh Gali Gali Mand Raatein Hai
Oooh Yeah
Yeh Ishq Ishq Chilaatein Hai
Oooh Yeah
Yeh Gali Gali Mand Raatein Hai
Oooh Yeah
Shaadi Ki Degar Na Jaaye Magar
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Andher Se Chahe Kuch Bhi Ho Yeh
Adha Magar Hai Heero Wali
Din Raat Kitaabein Parthe Hai Yeh
Ladki Ki Tasweero Wali
Kahin Jeevan Mela… Oye Shava
Par Shaadi Jamela… Oye Shava
Darwaza Inhe Dikhlaon Zara
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Gore Gore Yeh Chore
Gore Gore Yeh Chore
Shaadi Ki Jo Baat Karo To
Budi Yeh Haalat Karthe Hai… Achcha Mmm
Bin Shaadi Sang Rehne Ki Yeh
Badi Waqalat Karte Hai
Har Ladki Pyaari… Oye Shava
Bin Zimivari… Oye Shava
Laila Ke Bina Yeh Majhnu Bane
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Jab Yeh Budhe Ho Jayenge
Kaans Kaans Ke Reh Jayenge
Kande Par Koi Haath Na Hoga
Hum Dum Koi Saath Na Hoga
Tokar Kayenge… Oye Shava
Phir Pachtayenge… Oye Shava
Tab Yaad Inne Aayenge Hum
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Gore Gore Chore
Yeh Gore Gore Se Chore
Yeh Ishq Ishq Chilaatein Hai
Oooh Yeah
Yeh Gali Gali Mand Raatein Hai
Oooh Yeah
Shaadi Ki Degar Na Jaaye Magar
Yeh Gore Gore Se Chore
ham pyaar mein jalanevaalon ko
chain kahaan, haay, aaraam kahaan
ham pyaar mein jalanevaalon ko
prit ki andhiyaari manzil mein, chaaron or siyaahi
aadhi raah mein hi ruk jaaye, is manzil ka raahi
kaanton par chalanevaalon ko, chain kahaan, haay, aaraam kahaan
ham pyaar mein jalanevaalon ko
bahalaaye jab dil na bahale, to aise bahalaayein
gam hi to hai pyaar ki daulat, ye kahakar samajhaayein
apana man chhalanevaalon ko, chain kahaan, haay, aaraam kahaan
ham pyaar mein jalanevaalon ko
Ghar aaya mera pardesi
Pyaas bujhi meri ankhiyan ki
Tu mere mann ka moti hai
In nainan ki jyoti hai
Yaad hai mere bachpan ki
Ghar aaya mera pardesi
Ab dil todke mat jaana
Rote chhodke mat jaana
Kasam tujhe mere aansuan ki
Ghar aaya mera pardesi
Hai rama ye kya hua kyon aise humein sataane lage
Tum itni pyaari ho saamne hum kaabu mein kaise rahein
Jaao humko to aati sharam hai
Teri aisi ada pe to fida hum hain
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao – 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane – 2
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao – 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane – 2
(Humne tumko dekhte hi dil diya
Tum bhi socho tumne humse kya kiya) – 2
Tumne kya kiya, kya kiya
Mera dil na todo, kabhi dil se dil milaa lo
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane – 2
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao – 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane – 2
(Dil yeh chaahe teri zulfein choom loon
Sochta hoon aur tumse kya kahoon) – 2
Tumse kya kahoon, kya kahoon
Koi faislaa do, kabhi to gale lagaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane – 2
Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao – 2
Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao
Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane – 7
(Tumhaare deewane, deewane, deewane)
(Deewane, tumhaare deewane, deewane)
(Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane)
kaahe ko byaahe bides, are lakhiyan baabul mohe -2
kaahe ko byaahe bides …
ham to baabul tore bele ki kaliyan -2
are ghar-ghar maange hain jaaye
are lakhiyan baabul mohe …
kaahe ko byaahe bides …
mahalan tale se dola jo nikala -2
are beeran mein chhaaye pachhaad
are lakhiyan baabul mohe
kaahe ko byaahe bides …
bhaiya ko diyo baabul mahalan do mahalan -2
are ham ko diyo pardesh
are lakhiyan baabul mohe
kaahe ko byaahe bides
are lakhiyan baabul mohe
kaahe ko byaahe bides
are lakhiyan baabul mohe
main chali main chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, main chali main chali
na na na meri jaan, dekho jaana na vahaan
koi pyaar ka luteraa, loote na meri jaan
main chali main chali …
ye fiza ye havaa, ye nazaare ye sama
ab pyaar na hua to phir kab hoga
koi khel to naheen, ye hai pyaar meri jaan
tujhe pata bhi na chalega ye jab hoga
main chali main chali …
kaheen aankh na mili, kaheen dil na laga
to pyaar ka zamaana kis kaam aaya
to ye rut ye ghata bolo sochegi kya
main chali main chali
next: Nayi Padosan
stripe
same here i will also forgive
would you like others to forgive u when u have done a big mistake or punish you for that