Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Jhoomti bahaar hai kahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
Mere dil main tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon
Dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon
khud ko khoke tujhko paakar kya kya mila kya kahoon
teri hoke jeene main kya aaya maza kya kahoon
kaise din hain kaisee raaten kaisi fizaa kya kahoon
meri hoke tune mujhko kya kya diyaa kya kahoon
meri pehloo mein jab tu hai phir main dua kya karoon
dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon
hai ye duniya dil ki duniya milke rahenge yahaan
lootenge hum khushiyaan har pal dukh na sahenge yahaan
armaano ke chanchal dhaare aise bahenge yahaan
ye to sapno ki jannat hai sab hi kahenge yahan
ye duniya mere dil mein basi hai dil se juda kya karoon
dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujhpe fidaa kya karoon
Ye Dil Hai Tera Divaana Tu Maan Ja Jaan-E-Jaanaan
Tera Nazarein Churaana Mere Hosh Udaana Haay Usape Tera Sharamaana
Tu Lagata Hai Begaana Tu Lagata Hai Begaana
Beach
Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya
Jaage sapne, jaage armaan, jaagi hai dhadkan
Kaisi duniya, kya zamaana, tod har bandhan
Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya
Kya kahoon, kya maine tumse milke paaya hai
Tum jo aaye, zindagi mein rang aaya hai
Next: Hum Saath Saath hai
Saathiya … Saathiya
maddham maddham teri ye geeli hansi
saathiya … saathiya
sun ke ham ne saari pee li hansi
hansti rahe tu hansti rahe hayaa kee laalee khilatee rahe
zulf ke neeche gardan pe subah-o-shaam milatee rahe
hansti rahe tu hansti rahe hayaa kee laalee khilatee rahe
zulf ke neeche gardan pe subah-o-shaam milatee rahe
sondhee see hansi teree khilatee rahe milatee rahe
Next: Saawan
KAASH HUM JUDA NA HOTAY
KABHI ALWIDA NA KEHTAY
CHAHA NAHI THAA
PHIR BHEE PARA HUM KO JAANA
TUM HUM KO YAAD RAKHNA
KABHI DIL SAY NA BHULANA
HUM PAAS HOON YA NA HOON
HAMAIN PIYAR SAY BULANA
BAIL JO AANGAN MEIN THEE
PHOOL WHO LAATI HO GEE
CHUNTAY TO HO GAY KALIAN
HUM NAHI HAIN TO PHIR BHEE
MEHFILAIN SAJTI HON GEE
SOONI NAA HOON GEE GALIAN
AISAY MAIN THORI SEE AANKHAIN BHAR LAANA
SAMNAY AATI HOO GEE
KOI BHEE MERI NISHANI
YOON HEE KAHEEN CHALTAY PHIRTAY
DIL TARAP JAATA HO GAA
DEKH KAR SOOKHAY PATAY
SHAAKH SAY PER KI GIRTAY
AISA TO HOTA HAI
DIL KO SAMJHANA
JO AATA HAI WHO JAATA HAI
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Soch Thi Hai Zyada
Kham Woh Samajh Thi Hai
Dil Kuch Kehta Hai
Kuch Aur Hi Karti Hai
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Ladki Kyon Na Jaane Kyon Ladko Si Nahin Hoti
Next: hum tumpe marte hain
Gulaabi aankhen jo teri dekhi
Sharaabi yeh dil ho gaya
Sambhaalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushkil ho gaya
yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega
la : is duniya mein chhoti si apani duniya basaana yaad rahega
ho yaad rahega pyaar
Laage Naa Moraa Jiyaa
Sajanaa Nahin Aaye,Haaye
Laage Naa Moraa Jiyaa
Dekh Liye Piya Tere Iraade Jhuthe Nikale Ja Tere Wa' Ade
Tadapat-Tadapat Yaad Men Teri
Nain Neer Bhar Aae,
Nain Neer Bhar Aae, Haaye
Laage Naa Moraa Jiyaa
Tune Meri Sudh Bisaraai Be-Dardi Tohe Laaj Naa Aai
Bhool Gaye Kyun O, Harjaai
Jaa Ke Des Paraae,
Jaa Ke Des Paraae,Haaye
Laage Naa Moraa Jiyaa
Next: chor machaye shor
dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga
saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na
dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya
tu hai meri dilaruba, kya lagti hai, va re va
dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga
Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya
Yeh mausam yeh raat chup hai
Do hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunaane lagi hai dastaan
Yeh mausam yeh raat chup hai
Do hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunaane lagi hai dastaan
Nazar ban gayi hai, dil ki zabaan
Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya
Mohabbat ke mod pe hum
Mile sab ko chhod ke hum
Dhadakte dilon ka leke yeh karawan
Mohabbat ke mod pe hum
Mile sab ko chhod ke hum
Dhadakte dilon ka leke yeh karawan
Chale aaj dono jaane kahan?
Na tum humen jaano, na hum tumhe jaane
Magar lagta hai, kuch aaisa, mera humdam mil gaya
Family any day same q
Nargis
ruke ruke se kadam, ruk ke baar baar chale
karaar leke tere, dar se bekaraar chale
subah naa aayee, kaee baar neend se jaage
thee yek raat kee ye jindagee, gujaar chale
uthhaye firate the yehasaan dil kaa seene par
le tere kadamon mein ye karja bhee utaar chale
Tera Yakin Kyon Maine Kiya Nahi, Tujhse Raah Kyon Juda
Mujh Pe Yeh Zindagi Karti Rahi Sitam, Tune Hi Di Hai Panah
Tera Mera Rishta Puraana
Hai Kya Tadap Hai, Hai Yeh Kaisi Saza
Tu Kyun Mujhe Aaj Yaad Aa Gaya
Bechain Din Mere, Bechain Raat Hai
Kya Main Karu Kuchh Bata
Yeh Mere Paanv Hi Khud Meri Bediyaan
Uss Se Tu Mujhe Chhooda
Tera Mera Rishta Purana
Kya Mujh Mein Hai Shaks Woh Keh Raha
Aa Aab Main Du Karz Tera Chuka
Aankhen Hai Nam Meri, Saasein Chubhan Meri
Zakham Huwa Pir Haara, Dil Ke Viraane Mein
Mere Phasane Mein, Tu Hi Toh Har Dum Raha
Tera Mera Rishta Purana
Cane
lambuji lambuji bolo tinguji
lambuji lambuji haa bolo tinguji
mere raste mein taang na adaana – 2
iss kanya ko haath na lagana ho haath na lagana
yeh tinguji tinguji bolo lambuji
tinguji tinguji ha bolo lambuji
mere raste mein taang na adaana – 2
iss kanya ko haath na lagana ho haath na lagana
tinguji tinguji bolo lambuji
lambuji lambuji bolo tinguji
hum pyaar tumhi se karte hai
nadaan baalam tum kyaa jaano
tum rooth gaye, dil tut gayaa
paaya hai jo gum tum kyaa jaano
hum pyaar tumhi se karte hai