paas baithho tabiyat bahal jaayegee
maut bhee aa gaee ho to tal jaayegee
dhaar kaajal kee tum aaur tikhee karo
maang hothhon kee meethhee hasee se bharo
jindagee zumane par machal jaayegee
hum ne maanaa ke chhaayee hain kaalee ghataa
gore gaalon se gesoo hataa do jaraa
is andhere mein yek shammaa jal jaayegee
gam ne chhedaa humei tum naa chhedaa karo
jo tumhaare hai, un se naa paradaa karo
muskuraado tamannaa nikal jaayegee
yummmmmmmmmmmmmmmmmmmy
Strawberry Mousse ?
Birthdays
(Labon Ko Labon Pe Sajaao
Kya Ho Tum Mujhe Abb Bataao) – 2
Tod Do Khud Ko Tum, (Baahon Mein Meri – 3) Baahon Mein
(Baahon Mein Meri – 3) Baahon Mein
Tere Ehsaason Mein, Bheege Lamhaaton Mein, Mujhko ?? Tishnagi Si Hai
Teri Adaayon Se Dilkash Khataao Se, In Lamho Mein Zindagi Si Hai
Haya Ko Jara Bhool Jaao, Meri Hi Tarah Pesh Aao
Kho Bhi Do Khu Ko Tum, (Raaton Mein Meri – 3) Raaton Mein
Labon Ko Labon Pe Sajaao
Kya Ho Tum Mujhe Abb Bataao
Tere Jasbaaton Mein, Mehaki Si Saanso Mein, Ye Jo Mehek Sandili Si Hai
Dil Ki Panaaho Mein, Bikhari Si Aaho Mein Sone Ki Khaaish Jagi Si Hai
Chehare Se Chehara Chupaao, Sine Ki Dhadkan Sunaao
Dekh Lo Khud Ko Tum (Aankhon Mein Meri – 3) Aankhon Mein
Labon Ko Labon Pe Sajaao
Kya Ho Tum Mujhe Abb Bataao
Laaga, chunari mein daag, chhupaau kaise, laaga, chunari mein daag
Chunari mein daag, chhupaau kaise,
Ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...
Ho gayi maili mori chunariya,
Kore badan si kori chunariya - 2
Aa ... jaake baabul se,
Nazarein milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...
Bhool gayi sab vachan bida ke kho gayi main sasuraal mein aake
Aa ... jaake baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...
Kori chunariya aatma mori mail hai maaya jaal -2
Woh duniya more baabul ka ghar,
Ye duniya sasuraal
Haan jaake, baabul se,
Nazre milaau kaise, ghar jaau kaise
Laaga, chunari mein daag...
gam na karo ye gam ke din beet jaayenge
badlega phir ye mausam ham geet gaayenge
ham aaj haare hain to kal jeet jaayenge
badlega phir ye mausam …
is tarah kyon baithe ho tum zindagi se roothe roothe
ye tumhein kya jaane ho gaya
saamne hai apni manzil thak gaye kyon chalte chalte
hausala kyon aise kho gaya
ham aaj haare hain …
tumne dekha mujhko aaise yu laga patjhad mein jaise
phool mere dil mein khil gaye
tumne pakda haath mera mit gaya dil ka andhera
chaand suraj mujhko mil gaye
o gam na karo ye gam
expensive
zaalim zamaane ne itana sataaya hai
rone lagi zindagi gam muskuraaya hai
zaalim zamaane ne
phuuti meri qismat tuute sabhi sapane
gairon se shiqava kya karein luut gaye apane
apana jise samajhe usane mitaaya hai
rone lagi zindagi
aansu mere kab tak denge sahaara mujhe
tu hi sahaara ai maut de ro-ro pukaara tujhe
jine se bhi ab to ji ghabaraaya hai
rone lagi zindagi
Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein) – 2
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Yunhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
Meri khuli khuli laton ko suljhaaye
Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein
Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Aaja re aa re
Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar
Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar
Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein
(Zara zara bahekta hai, mahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa
Yeh doori kehti hai paas mere aaja re
Aaja re, aaja re, aaja re
ghadi ghadi puuchho naa ji
kinase meri prit hai
ghadi ghadi puuchho naa
ghadi ghadi puuchho naa ji
kinase meri prit hai
Next : ruksana
humko sifr tumse pyaar hai
humko sirf tumse pyar
keh rahee hai dil ki bekhudi
bas tumhara intezaar hai
chal chal chal mere saathi o mere haathi
chal le chal khataara kheench ke
chal yaar, dhakka maar
band hai motar kaar
chal yaar dhakka maar
chal chal chal …
na main bhagwaan hoon na main shaitaan hoon
duniyaa jo chaahe samajhe main to inasaan hoon
mujh mein bhalaaii bhii mujh mein buraaii bhii
laakhon hain mail dil mein thodii safaaii bhii
thodaa saa nek hoon thodaa beiimaan hoon
duniyaa jo chaahe samajhe main to inasaan hoon
na koii raaj hai na sar par taaj hai
phir bhii hamaare dam se dharatii kii laaj hai
tan kaa Gareeb hoon man kaa dhanavaan hoon
duniyaa jo chaahe samajhe main to inasaan hoon
jeevan kaa geet hai sur mein na taal mein
ulajhii hai saarii duniyaa rotii ke jaal mein
kaisaa andher hai main bhi hairaan hoon
duniyaa jo chaahe samajhe main to inasaan hoon
Next Movie : Teesri Kasam
Coffee
it is difficult for me to answer this as i am a girl..
i would still say wife.
same question ?
zara saamane to aao chhaliye
chhup chhup chhalane mein kya raz hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye avaz hai
zara samane
ham tumhein chahe tum nahin chaho
aisa kabhi nahin ho sakata
pita apane balak se bichhud se
sukh se kabhi nahin so sakata
hamein darane ki jag mein kya bat hai
jab hath mein tihare meri laj hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye avaz hai
zara samane
prem ki hai ye ag sajan jo
idhar uthe aur udhar lage
pyar ka hai ye qarar jiya ab
idhar saje aur udhar saje
teri prit pe bada hamein naz hai
mere sar ka tu hi sarataj hai
yun chhup na sakega paramatma
meri atma ki ye avaz hai
zara samane
ok…
Chocolate Icecream?
aye meri zindagi tu mere saath hai
ab mujhe is zamaane ki parvaah nahin
jaan le looNgi main, jaan de dooNgi main
koi keemat chukaane ki parvaah nahin
aye meri zindagi tu mere saath hai
Next Movie : MUNIMJI
Aankhein
You are absolutely right