Raat Bhi Hai Kuchh Bhigi-Bhigi
Chaand Bhi Hai Kuchh Maddham-Maddham
Tum Aao To Aankhein Kholein
Soi Hui Paayal Ki Chham Chham
nainon se naina milaake
yaari khuub dikhalaake
ab bolo kaahe bhaage
tu jo ho na ?
aake jaake
aison se kyuun naina laage
nainon se naina milaake
yaari khuub dikhalaake
ab bolo kaahe bhaage
kit dhuunduun kit jaauun
git pyaare piya gaauun
mat bhuulo mohe piya
aaja yaad teri gaauun
kacche prem ke hai dhaage
yahi roti huun main gaake
nainon se naina milaake
yaari khuub dikhalaake
ab bolo kaahe bhaage
aafreen tera chehra
aafreen teri aankhen
aafreen tera manjar
aafreen teri baatein
tera pyaar paana hai, chaahe jo ho
pyaar yeh nibhaana hai, chahe jo ho
tera pyaar paana hai, chaahe jo ho
teri tammna hai
tera basera hai
dil ke ashiyane mein
masuam ke aane mein
masuam ke jaane mein
tu har fhasane mein
meri rooh talak tu samaayi hai
meri ishq yeh gehrayi hai
mehsoos karu tujhe har lamha
mere ehasaaso pe tu chaayi hai
aafreen tera chehra
aafreen teri aankhen
aafreen tera manjar
aafreen teri baatein
tera pyaar paana hai, chaahe jo ho
pyaar yeh nibhaana hai, chaahe jo ho
apni zulfein mere shano pe bikhar jane do
aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do
apni zulfein mere shano pe bikhar jane do
tum jo aaye toh baharon pe shabab aaya hai
in nazaron pe bhi halka sa nasha chaya hain
apni aankhon ko nasha aur bhi badh jane do
apni zulfein mere shano pe bikhar jane do
aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do
apni zulfein mere shano pe bikhar jane do
surkh hoton pe gulabo ka guma hota hain
aaisa manjar ho jaha hosh kaha rehta hain
yeh hasin hoth mere hothon se mil jaana do
apni zulfein mere shano pe bikhar jane do
aaj roko na mujhe hadh se gujar jaane do
apni zulfein mere shano pe bikhar jane do
In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta
In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
Ek tum hi nahin tanha, aah aah
Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva
Ulfat mein meri rusva
Is shaher mein tum jaise
Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain
Deewaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke, aah aah aah
Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi
Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain
Aankhon se pilaate hain
Kehne ko to duniya mein
Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain
Maikhaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
Is shamm-e-faroza ko, aah aah
Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho
Aandhi se darraate ho
Is shamm-e-faroza ke
Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain
Parvaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
Sab Tithiyan Ka Chandrama
Jo Dekhna Chaho Aaj
Dheere Dheere Ghoongta Sarkao Sartaaj
Chand Jaise Mukhde Pe Bindiya Sitara
Nahin Bhoolega Meri Jaan
Yeh Sitara Woh Sitara
Maana Teri Nazron Mein Main Hoon Ek Aawara, Ho Aawara
Nahin Bhoolega Meri Jaan
Yeh Aawara, Woh Aawara
Saagar Saagar Moti Milte Parbat Parbat Paras
Tan Man Aise Bheege Jaise Barse Mahuve Ka Ras
Kasturi Ko Khojta Phirta Hai Ek Banjara Ho Banjara
Nahin Bhoolega Meri Jaan
Yeh Banjara, Woh Banjara
Kajrare Chanchal Nainon Mein Suraj Chand Ka Dera
Roop Ke Is Paawan Mandir Mein Hansa Kare Basera
Pyase Geeton Ki Ganga Ka Tu Hi Hai Kinara Ho Kinara
Nahin Bhoolega Meri Jaan
Yeh Kinara, Woh Kinara
Jewellery
Rajesh
NEHLE PE DEHLA
Le Chala Jidhar Yah Dil Nikal Pade
Ham Chalein Jidhar Zamaana Chal Pade
Jo Saath Vaqt Ke Chala Vo Mard Hai
Jo Rah Gaya Vo Raaste Ki Gard Hai
Le Chala Jidhar
pyaar hua ikraar hua hai
pyaar se phir kyon darta hai dil
kehta hai dil rasta mushkil
maloom nahin hai kahan manzil
Rukhsanaaa…….. Rukhsana
Ruk Ruk Ruk
Ruk ja Ruk Jaana
O jana humse do baatein karke chali jaana ke mausam hai deewana….
Next : Baat
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo…
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
ART
no one….. i would like to be left alone.
same question
Raat Aur Hum Saath Mein Ro Liye, Hans Diye
Aur Gun-Gunaane Lage
Kabhi Tham Tham Ke Wo Chalati Hai
Kabhi Sharma Ke Bachake Nikalati Hai
Kabhi Chhup Chhup Ke Bulaati Hai
Kabhi Milati Hai Toh Sabko Bataati Hai
Ye Tujhko Kya Huwa Hai, Kya Jaadu Huwa
Tujhe Koi Mil Gaya, Toh Humko Bhi Bata
(Humko Mil Gayi Raaste Mein Wo Khushi
Jo Karati Rahi Humse Abb Tak Dillagi) – (2)
Thank you… i have been in this forum for about 6 months or so…
I am from India.
the next song is dedicated to my pal
Tumse milke mujhe aisa lagta hai kyon
Tumse milke mujhe aisa lagta hai kyon
Meri jaan bhi nahin tum, anjaan bhi nahin tum
Tumse milke mujhe aisa lagta hai kyon
Mujhse door bhi nahin tum, mere paas bhi nahin tum
Tumse milke julti ek tasveer to hai mere seene mein
Pyaar mein jiske dooba dil ek heer to hai mere seene mein
Seene mein tere koyi aur nahin bas meri hai tasveer
Chaahat ki nazar se dekh zara bas main hoon teri heer
Baar baar yeh khayal dil mein uth tha hai kyon
Meri jaan bhi nahin tum, anjaan bhi nahin tum
Tum shayed bhoole ho woh kasmein woh waadein jo rahe apne
Dekho meri in aankhon mein ab tak jawaan woh mere sapnein
Sapnon ki is duniya se mujhe ab lagne laga hai darr
Main kaise bataoon aaj tujhe kya chot hai is dil par
Sochke bas yehi dil yeh darta hai kyon
Mujhse door bhi nahin tum, mere paas bhi nahin tum
Tumse milke mujhe aisa lagta hai kyon
Meri jaan bhi nahin tum, anjaan bhi nahin tum
smearing
Hoi Ye Kyaa Hua
Haay Ye Teraa Cheharaa Udaa Uda
Haay Ye Kyaa Hua
Ye Kurti Masak Gayi Chunari Sarak Gayi
Paanv Padate Hain Udhar Dhyaan Teraa Hai Teraa Kidhar
Kisi Ne Tujhako Chhua
Boliyee Kaise Hua
Kuchh Na Kuchh Ho Hi Gaya
Boliyee Kaise Hua
Nind Ke Maare Pi Kaa Pi Ka
Daravajjaa Khulaa Chhod Aayi Nind Ke Maare
Main Jaane Kyaa Kyaa Kar Aayi Nind Ke Maare
Raat More Sainyaa Ne Paani Maanga
Are Dilaayaa Kya
Main Kuyein Mein Dhakel Aayi Nind Ke Maare
Daravajjaa Khulaa Chhod Aayi
–MALE–
Hey, tumne kabhi kisi se pyaar kiya?
Kabhi kisi ko dil diya?
Maine bhi diya!
La la la la, la la la la
–CHORUS–
La la la la, la la la la
–MALE–
La la la la, la la la la
–CHORUS–
La la la la, la la la la
–MALE–
Meri umar ke naujawaanon
–CHORUS–
La la la la, la la la la
–MALE–
Dil na lagaana o deewanon
–CHORUS–
La la la la, la la la la
–MALE–
Ae meri umar ke naujawaanon
Dil na lagaana o deewanon
Maine pyaar karke
Chain khoya, neend khoyi
Arre jhooth to kehte nahin hai
Kehte nahin hai log koi
Ae, pyaar se badhkar nahin hai
Badhkar nahin hai rog koi
(Chalta nahin hai dil deke yaaron
Is dil pe zor koi) – 2
Is rog ka nahin hai ilaaj
Duniya mein aur koi
To gaao om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Hey, maine kisi ko dil deke kar li
Raatein kharaab dekho
Maine kisi ko dil deke kar li
Raatein kharaab dekho
Aaya nahin abhi tak udhar se – 2
Koi jawaab dekho
(Woh na kahenge to khudkashi
Bhi kar jaaoonga main yaaron) – 2
Woh haan kahenge to bhi khushi se
Mar jaaonga main yaaron
To gaao om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
(Jo chhup gaya hai pehli nazar ka
Pehla salaam lekar) – 2
Har ek saans leta hoon ab main
Uska hi naam lekar – 2
(Mere hazaaron deewane
Ab main khud ban gaya deewana) – 2
Yeh waqt tumpe aa jaaye pyaar mein
To yeh geet gaana
Sing om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Meri umar ke naujawaanon
Dil na lagaana o deewanon
Maine pyaar karke
Chain khoya, neend khoyi
Arre jhooth to kehte nahin hai
Kehte nahin hai log koi
Ae, pyaar se badhkar nahin hai
Badhkar nahin hai rog koi
Chalta nahin hai dil deke yaaron
Is dil pe zor koi
Is rog ka nahin hai ilaaj
Duniya mein aur koi
To gaao om shaanti om
Shaanti shaanti om
Om shaanti om, shaanti shaanti om
Next: Karan Arjun