yummmmmmmmmmy.
Candle light dinner with your spouse or a quiet family dinner?
Yaarana
Reckless
My Closest Friend……… same q
koyi aayaa dhadakan kahatee hain
dheere se palakon kee ye giratee, uthhatee chilaman kahatee hain
hone lagee kisee aahat kee fulakaareeyaa
parawaane banake udee dil kee chingaareeyaa
zoom gayaa, zilamilaataa diyaa
chaand hasaa leke darpan mere saamane
ghabaraa ke main lat ulazee thaam ne
chhed gayee muze chanchal hawaa
aa hee gayaa mithhee mithhee see ulazan liye
kho hee gayaa main to sharamaayee chitawan liye
gore badan se paseenaa bahaa
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
Mar jaana tha ye bhed nahin tha kholna
O jholna o jholna
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
Do chaar kadam pe tum thay do chaar kadam pe hum thay
Do chaar kadam pe tum thay do chaar kadam pe hum thay
Do chaar kadam ye lekin sau meelon se kya kam thay
Phir uspe kadam kadam pe dil ka dolna
Hay dolna o dholna
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
Lo jeet gaye tum humse hum haar gaye is dil se
Lo jeet gaye tum humse hum haar gaye is dil se
Aaya hai aaj labhon pe ye pyaar badi mushkil se
Is pyaar mein humko paagal na kar chhodna
Na chhodna o dholna
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
Mar jaana tha ye bhed nahin tha kholna
O jholna o jholna
Kab tak chup baithen ab to kuchh hai bolna
Kuchh tum bolo kuchh hum bolein o dholna
aaaa.
o basantee, pawan paagal naa jaa re naa jaa, roko koee
ban ke patthar hum pade the, sunee sunee raah me
jee uthhe hum jab se teree baah aayee baah me
chhinakar nainon se kaajal naa jaa re naa jaa, roko koee
yaad kar toone kahaa thaa, pyaar se sansaar hai
hum jo haare dil kee baajee, ye teree hee haar hai
sun le kyaa kahatee hain paayal naa jaa re naa jaa, roko koee
havent tried.. but i guess it will be good.
Curd rice with pickle?
Aradhana
My close friend…….
same q?
This is one of my favorite songs…..
Ghanan ghanan ghanan – 11
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke
–MALE–
Mann dhadkaaye badarwa – 2
–FEMALE–
Mann mann dhadkaaye badarwa
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao
–MALE–
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao
Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao
Megha chhaaye, barkha laaye
–FEMALE–
Ghir ghir aaye, ghirke aaye
Kahe yeh mann machal machal
Na yun chal sambhal sambhal
–MALE–
Gaye din badal, tu ghar se nikal
–BOTH–
Barasne waala hai ab amrit jal
–MALE–
Duvidha ke din beet gaye
Bhaiya malhaar sunaao
–CHORUS–
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke
Mann dhadkaaye badarwa – 2
Mann mann dhadkaaye badarwa
–MALE–
Ras agar barsega, kaun phir tarsega
Koyaliya gaayegi baithi mundero par
Jo panchhi gaayenge, naye din aayenge
Ujaale muskuraa denge andhero par
Prem ki barkha mein bheege bheege tan mann
Dharti pe dekhenge paani ka darpan
–FEMALE–
Jayiyo tum jahan jahan
–MALE–
Dekhiyo vahan vahan
–FEMALE–
Yahin ek samaa
–MALE–
Ki dharti yahan
–BOTH–
Hai pehne saat rangon ki chunariyaan
–CHORUS–
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke
Mann dhadkaaye badarwa – 2
Mann mann dhadkaaye badarwa
–FEMALE–
Pedon par jhoole daalo, aur oonchi peng badhaao
–MALE–
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao
–CHORUS–
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao
–MALE–
Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao
–CHORUS–
Hey eh eh eh, hm mm mm mm
Mm mm mm mm, oh oh oh oh
–MALE–
Aayi hai raat matwaali, bichhaane hariyali
Yeh apne sang mein laayi hai saawan ko
Yeh bijuri ki paayal, yeh baadal ka aanchal
Sajaane laayi hai dharti ki dulhan ko
–FEMALE–
Daali daali pehnegi phoolon ke kangan
Sukh ab barsega aangan aangan
–MALE–
Khilegi ab kali kali, hansengi ab gali gali
–FEMALE–
Hawa jo chali to rut lagi bhali
–MALE–
Jalaa de jo tan mann voh dhoop dhali
–CHORUS–
Ghanan ghanan ghanan – 2
–MALE–
Kaale megha, kaale megha paani to barsaao
–CHORUS–
Paani to barsaao
–MALE–
Bijuri ki talvaar nahin, boondon ke baan chalaao
–CHORUS–
Boondon ke baan chalaao
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho
Ghanan ghanan ghanan – 8)
mai aaj pawan mein paaoo, aaj pawan mein paaoo
yek meethhee see chubhan yek thhandee see agan
main aaj pawan mein paaoo
man hee man main naach rahee hoo, man hee man musakaoo
kyo kee meethhee meethhee see chubhan thhandee thhandee see agan
main aaj pawan mein paaoo
Yeshas
Inevitable
Hosh Valon Ko Khabar Kya Bekhudi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye Zindagi Kya Cheez Hai
Hosh Valon Ko Khabar Kya…
Unse Nazrein Kya Mili Roshan Fizayen Ho Gayi
Aaj Jaana Pyar Ki Jaadugari Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye…
Khulti Zulfon Ne Sikhayi Mausamon Ko Shayari
Jhukti Aankhon Ne Bataya Maikashi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye…
Hum Labon Se Keh Na Paye Unse Haal-E-Dil Kabhi
Aur Voh Samjhe Nahin Yeh Khamoshi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye…
Next: Zindagi
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Next: Upkaar
Main tujhko bhaga laya hoon tere ghar se
Main tujhko bhaga laya hoon tere ghar se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Jaoonga door leke tujhe sab ki nazar se
Jaoonga door leke tujhe sab ki nazar se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
saare shahar mein ek haseen hai
aur vo main hu aur koi nahi
tu na idhar dekh yaar udhar dekh
saare shahar mein
Yeh jo mohabbat hai
yeh unka hai kaam
mehboob ka jo
bas lete huye naam
mar jaaye mit jaaye ho jaaye badnaam
rehne do chodo bhi jaane do yaar
hum na karenge pyaar
hey Vaibhavi – you should have started with la and not aa