love marriage
same q
Reasoning
Andha Kanoon
Main tujhko bhaga laya hoon tere ghar se
Main tujhko bhaga laya hoon tere ghar se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Jaoonga door leke tujhe sab ki nazar se
Jaoonga door leke tujhe sab ki nazar se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Main sang tere bhaag chali mere ghar se
Mere baap ke darr se mere baap ke darr se
Mere baap ke darr se mere baap ke darr se
Jaoongi door leke tujhe sab ki nazar se
Jaoongi door leke tujhe sab ki nazar se
Mere baap ke darr se mere baap ke darr se
Mere baap ke darr se mere baap ke darr se
Zaalim hai sitambgar hai vo pyaar ka duhsman
Banne nahin dega vo tujhko meri dulhan
Zaalim hai sitambgar hai vo pyaar ka duhsman
Banne nahin dega vo mujhko meri dulhan
Hum byaah rachaayenge kahin door shehar se
Hum byaah rachaayenge kahin door shehar se
Mere baap ke darr se mere baap ke darr se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Le jaayega kamre mein humein band karega
Milna vo tera mera na pasand karega
Le jaayega kamre mein humein band karega
Milna vo tera mera na pasand karega
Dhak dhak si dil mein hoti hai aisi khabar se
Dhak dhak si dil mein hoti hai aisi khabar se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Mere baap ke darr se mere baap ke darr se
Main tujhko bhaga laya hoon tere ghar se
Main sang tere bhaag chali mere ghar se
Tere baap ke darr se tere baap ke darr se
Mere baap ke darr se mere baap ke darr se
must try still….
sounds yummy though..
same q
Tridev
Drunk
Gundaraaj
Ankur
Aa jaa ke kab milke rab se dua maange
Jeevan mein sukoon chaahe, chaahat mein vafa maange
Haalaat badalne main ab der na ho maalik
Jo de chuke phir yeh andher na ho maalik
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) –
Next : Lajja
may be both… but if i have to chose one then Beaches….
same q
When people cheat or backstab.
Holidays in Beaches or Pilgrimages?
ooops….
Yummy
Apple Pie with custard?
Iqbal
camatose
a little baby fast asleep……..
what makes your blood boil in anger?
Harish
Anjana
Next : Aishwarya Bacchan from Hum Dil de chuke sanam
Chand Chupa Badal Mein, Sharma Ke Meri Jaana ,
Seene Se Lag Ja Tu, Bal kha Ke Meri Jaana,
Gumsum Sa Hai, Gupchup Sa Hai
Madhosh Hai,Khamosh Hai,
Haan Ye Sama, Haan Ye Sama Kuch Aur Hai,
Han Han Han Chand Chupa(Repeat)
Nazdikiyan Badh Jaane De,
Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Door Se Hi Tum Jee Bhar Ke Dekho, Tum Hi Kaho Kaise Door Se Dekhoon,
Chaand Ko Jaise Dekhta Chakor Hai,
Aye, Gumsum Sa Hai, Ye Sama Kuch Aur Hai
Ho Ho Ho, Chand Chupa Badal Mein(Repeat)
Aaja Re Aaja Re Chanda,
Ki Jab Tak Tu Na Aayega, Sajana Ke Chere To Dekhne Ye Man Tarsa Jayega,
Na Na Chanda Tu Nahin Aana , Tu Jo Aaya To,
Sanam Sharma Ke Kahin Chala Jaye Na, Aaja Re Aaja Re Chanda,
Tu Laakh Duayen Payega, Na Na Chanda Tu Nahin Aana, Varna Sanam Chala Jayega,
Aanchal Mein Tu Chup Jaane De, Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Julfon Mein Tum Kho Jaane Do, Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Pyaar To Naam Hai, Sabra Ka Humdam, Woh Bhala Bolo Kaise Karen Hum,
Sawan Ki Raah Jaise Dekhe Mor Hai,
He Rehne Bhi
tum tum dhoom dhaam tum tum dhum dhaam tum tum dhoom dhaam
naacho gaawo naacho gaawo naacho gaawo mil-jul kar) – 2
he e e e raajadulaari bitiya ri tohe meri umar lag jaaye
jiyo jiyo jiyo
he e e e raajadulaari bitiya ri tohe meri umar lag jaaye
jiyo jiyo jiyo
meri sooni duniyaan mein tu chanda banake aayi
aayi re aayi chanda banake aayi
o o o nain ki jyoti aas ki moti dil ki thandak laayi
laayi re laayi dil ki thandak laayi
o o o raam kare rakhavaali ho kabhi tujhape aanch na aaye
jiyo jiyo jiyo
he e e e raajadulaari bitiya ri tohe meri umar lag jaaye
jiyo jiyo jiyo
(tum tum dhuum dhaam tum tum dhum dhaam tum tum dhuum dhaam
naacho gaawo naacho gaawo naacho gaawo mil-jul kar) – 2
hansake lahake khilake mahake teri jivan daali
daali re daali teri jivan daali
o o o tujhako paakar main ne saare jag ki daulat pa li
pa li re pa li jag ki daulat pa li
o o o raam kare rakhavaali ho kabhi tujhape aanch na aaye
jiyo jiyo jiyo
he e e e raajadulaari bitiya ri tohe meri umar lag jaaye
jiyo jiyo jiyo
(tum tum dhuum dhaam tum tum dhum dhaam tum tum dhuum dhaam
naacho gaawo naacho gaawo naacho gaawo mil-jul kar) – 2
aankh michauli khel rahe hain sapane pyaare pyaare
sapane pyaare pyaare
aaj gale se lag ja lag ja, aaj gale se lag ja
pyaasi mamata tujhe pukaare
pyaasi mamata tujhe pukaare
pyaasi mamata tujhe pukaare
raam kare rakhavaali ho kabhi tujhape aanch na aaye
jiyo jiyo jiyo
he e e e raajadulaari bitiya ri tohe meri umar lag jaaye
meri umar lag jaaye
meri umar lag jaaye
meri umar lag jaaye