Forum Replies Created

Viewing 20 posts - 721 through 740 (of 2,056 total)
  • Author
    Posts
  • in reply to: Antakshari with any word from the song…… #53154
    mamatha
    Participant
    kuchh to log kahenge, logaane kaa kaam hain kahanaa
    chhodo, bekaar kee baato mein , kahee beet naa jaaye rainaa

    kuchh reet jagat kee ayesee hai
    har yek subah kee shaam huyee
    too kaun hai, teraa naam hain kyaa
    seetaa bhee yahaa badanaam huyee
    fir kyo sansaar kee baaton se
    bheeg gaye tere nainaa

    hum ko jo taane dete hai
    hum khoye hain in rang raliyon me
    hum ne un ko bhee chhup chhup ke
    aate dekhaa in galiyon me
    ye sach hain zoothhee baat nahee
    tum bolo ye sach hain naa
    in reply to: ANTAKSHARI! (once again!) #16781
    mamatha
    Participant

    Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka
    Deedaar Adhura Rehta Hai
    Jab Tak Na Pade Aashiq Ki Nazar
    Singaar Adhura Rehta Hai
    Ghoonghat Ki Aadh Se Dilbar Ka

    in reply to: Pure Love Songs #70428
    mamatha
    Participant

    haan pahali baar hua hai
    tujhe mujhase pyaar hua hai
    bina tujhe dekhe kaheen na chain hai
    bina tere jeena dushvaar hai
    pahali baar hua hai

    in reply to: YUMMY or YUCKY #45289
    mamatha
    Participant

    yummy

    Amla Pickle?

    in reply to: WRITE A MOVIE!!SING A SONG!!! #23553
    mamatha
    Participant

    Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Zindagi Ke Liye
    Saanson Ki Zaroorat Hai Jaise Zindagi Ke Liye
    Zindagi Ke Liye
    Zindagi Ke Liye
    Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

    Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise
    Jaam Ki Zaroorat Hai Jaise Bekhudi Ke Liya
    Haan Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
    Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

    Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
    Waqt Ke Haathon Mein Sabki Takdeerein Hain
    Aaina Jhootha Hai Sachee Tasveerein Hain
    Jahan Dard Hai Vahin Geet Hai
    Jahan Pyaas Hai Vahin Meet Hai
    Koi Na Jaane Magar Jeene Ki Yahi Reet Hai
    Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise
    Saaz Ki Zaroorat Hai Jaise Mausiki Ke Liye
    Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye

    Manzilein Haasil Hain Phir Bhi Ek Doori Hai
    Bina Humraahi Ke Zindagi Adhoori Hai
    Milegi Kahin Koi Raahguzaar
    Tanha Katega Kaise Ye Safar
    Mere Sapne Ho Jahan
    Dhoondhoon Main Aisi Nazar
    Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise
    Chaand Ki Zaroorat Hai Jaise Chaandni Ke Liye
    Bas Ek Sanam Chaahiye Aashiqui Ke Liye
    Saanson Ki Zaroorat

    Next : LAAWARIS

    in reply to: A NEW GAME CALLED FILMAKSHARI #66925
    mamatha
    Participant

    Iqbal

    in reply to: FIRST THING GAME #37962
    mamatha
    Participant

    college

    in reply to: QUESTION GAME #39528
    mamatha
    Participant

    Dreams Decoder

    and you?

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50264
    mamatha
    Participant

    Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
    Tum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehti
    Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti
    Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota
    Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain

    –FEMALE–
    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte
    Teri baahon mein hai jaanam
    Mere jism-o-jaan pighalte
    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte

    –MALE–
    Yeh raat hai, yeh tumhaari zulfein khuli hui hai
    Hai chaandni ya tumhaari nazrein se meri raatein dhuli hui hai
    Yeh chaand hai ya tumhaara kangan
    Sitaarein hai ya tumhaara aanchal
    Hawa ka jhonka hai ya tumhaare badan ki khushboo
    Yeh pattiyon ki hai sarsaraahat ke tumne chupke se kuch kaha hai
    Yeh sochta hoon main kab se gumsum
    Ke jab ki mujhko bhi yeh khabar hai
    Ke tum nahin ho, kahin nahin ho
    Magar yeh dil hai ke keh raha hai
    Ke tum yahin ho, yahin kahin ho

    –FEMALE–
    O, tu badan hai main hoon chhaaya
    Tu na ho to main kahan hoon
    Mujhe pyaar karne waale
    Tu jahan hai main vahan hoon
    Hamein milna hi tha hamdam
    Issi raah pe nikalte
    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte
    Mm, meri saans saans maheke
    Koi bheena bheena chandan
    Tera pyaar chaandni hai
    Mera dil hai jaise aangan
    Koi aur bhi mulaayam
    Meri shaam dhalte dhalte
    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte

    –MALE–
    Majboor yeh haalaat, idhar bhi hai udhar bhi
    Tanhaai ki ek raat, idhar bhi hai udhar bhi
    Kehne ko bahut kuch hai, magar kisse kahe hum
    Kab tak yunhi khaamosh rahe aur sahe hum
    Dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha de
    Deevaar jo hum dono mein hai, aaj gira de
    Kyoon dil mein sulagte rahe, logon ko bata de
    Haan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat
    Ab dil mein yehi baat, idhar bhi hai udhar bhi

    –FEMALE–
    Yeh kahan aa gaye hum
    Yunhi saath saath chalte
    Yeh kahan aa gaye hum

    in reply to: Sing according to ur mood! #14936
    mamatha
    Participant

    Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
    Yahi Hai – Yahi Hai – Yahi Hai Rungroop
    Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
    Yahi Hai – Yahi Hai – Yahi Hai Chaon Dhoop
    Yeh Jeevan Hai…
    Yeh Na Socho Isme Apni Haar Hai Ke Jeet Hai
    Ise Apna Lo Jo Bhi Jeevan Ki Reet Hai
    Yeh Zid Chodo, Bandhan Yuh Na Todo
    Har Pal Ek Darpan Hai
    Yeh Jeevan Hai…

    Dhan Se Na Duniya Se, Ghar Se Na Dwar Se
    Saason Ki Dor Bandhi Hai, Preetam Ke Pyar Se
    Duniya Choote, Par Na Toote, Yeh Aisa Bandhan Hai
    Yeh Jeevan Hai…

    Yeh Jeevan Hai, Is Jeevan Ka
    Yahi Hai – Yahi Hai – Yahi Hai Rungroop
    Thode Ghum Hain, Thodi Khushiyan
    Yahi Hai – Yahi Hai – Yahi Hai Chaon Dhoop
    Yeh Jeevan Hai…

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50262
    mamatha
    Participant

    Tere Siwa, Kuch Yaad Nahin
    Tere Siwa, Koi Baat Nahin
    Aankhon Mein Tere Sapne
    Hoton Pe Tere Nagme
    Dil Mera Lagey Kehne
    Hui Hui Hui Main Mast
    Main Mast, Main Mast
    Hey Mast
    Tere Siwa, Kuch Yaad Nahin
    Tere Siwa, Koi Baat Nahin
    Aankhon Mein Tere Sapne
    Hoton Pe Tere Nagme
    Dil Mera Lagey Kehne
    Hui Hui Hui Main Mast
    Hey Mast, Main Mast
    Hey Mast…

    Tu Hai Nahin, Tu Saath Hai
    Ye Pyaar Ke Jasbat Hain
    Teri Kahoon, Teri Sunoon
    Mere Yehi Haalath Hain
    Rag Rag Mein Ravani Hai
    Teri Hi Kahani Hai
    Tujhko Hi Pataa Nahi Hai
    Hui Hui Hui Main, Mast
    Hey Mast, Main Mast
    Hey Mast
    Tere Siwa, Kuch Yaad Nahin
    Tere Siwa, Koi Baat Nahin
    Mast, Hey Mast, Mast
    Hey Mast…
    Tu Hai Yahan, Tu Hai Wahan
    Meri Nazar Jaaye Jahan
    Tujhe Chahati Hoon Is Tarhan

    Main Jaanon Na Ke Kis Tarhan
    Saaya Ban Ke Rehti Hoon
    Har Dam Main Tere Peeche
    Kehti Hoon Koi Puche
    Hui Hui Hui Main, Mast
    Hey Mast, Ho Ho Ho Mast
    Hey Mast
    Tere Siwa, Kuch Yaad Nahin
    Tere Siwa, Koi Baat Nahin
    Aankhon Mein Tere Sapne
    Hoton Pe Tere Nagme
    Dil Mera Lagey Kehne
    Hui Hui Hui Main, Mast
    Hey Mast, Main Mast
    Main Mast
    Tere Siwa, Kuch Yaad Nahin
    Tere Siwa, Koi Baat Nahin

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50260
    mamatha
    Participant

    Rahate The Kabhee Jin Ke Dil Mein
    Hum Jaan Se Bhee Pyaaron Kee Tarah
    Baithhe Hain Unhee Ke Koochen Mein Hum
    Aaj Gunahagaaronkee Tarah

    Daawaa Thaa Jinhe Humadardee Kaa
    Khud Aa Ke Naa Poochhaa Haal Kabhee
    Mahafeel Mein Bulaayaa Hain Hum Pe
    Hasane Ko Sitamagaaronkee Tarah

    Barason Ke Sulagate Tanaman Par
    Ashkon Ke Do Chhinte De Naa Sake
    Tapate Huye Dil Ke Jakhmon Par
    Barase Bhee To Angaaro Kee Tarah

    Sau Rup Bhare Jeene Ke Liye
    Baithhe Hain Hajaaro Jahar Piye
    Thhokar Naa Lagaanaa Hum Khud Hai
    Giratee Huee Diwaaron Kee Tarah

    in reply to: FIRST THING GAME #37961
    mamatha
    Participant

    Proxy

    in reply to: A NEW GAME CALLED FILMAKSHARI #66924
    mamatha
    Participant

    Qurbani

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50250
    mamatha
    Participant

    Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
    Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
    Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
    Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho…
    Tumko milega, utna pyaar, main hoon na
    Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
    Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na

    Kabhi jo tum socho, ke tum ye dekho
    Arre kitna mujhko tumse pyaar hai
    Toh chup mat rehena, ye mujhse kehena
    Arre koyi kya aisa bhi yaar hai
    Dil hi nahin de jaan bhi de jo tumhein
    Toh main kahoonga sarkaar, main hoon na

    Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
    Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
    Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
    Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho
    Tumko milega, utna pyaar, main hoon na
    Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
    Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na

    Kehne ki ho dil mein koyi baat, mujhse kaho
    Koyi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho
    Koyi mushkil koyi pareshaani aaye
    Tumhein lage kuchh thheek nahin haalaat, mujhse kaho
    Koyi ho tamanna ya ho koyi aarzoo – 2 ho..
    Rehena kabhi na beqaraar, main hoon na
    Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
    Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na
    Khaamosh kyun ho, jo bhi kehna hai kaho
    Dil chaahe jitna, pyaar utna maang lo ho…
    Tumko milega, utna pyaar, main hoon na
    Kiska hai ye tumko, intezaar main hoon na
    Dekh lo idhar toh, ek baar, main hoon na

    in reply to: Sing according to ur mood! #14934
    mamatha
    Participant

    Kaali Kaali Ratiyaan, Yaad Sataaye
    Sudh Bisaraayi Meri, Duun Main Duhaayi Teri
    Haaye More Baalama, Kaali Kaali Ratiyaan
    Yaad Sataaye

    Ratiyaan Suhaani Bhuule, Batiyaan Puraani Bhuule
    De Ke Nishaani Bhuule, Prit Kahaani Bhuule
    Manawa Mein Chain Naahin, Katati Ye Rain Naahin
    Sudh Bisaraayi Meri, Duun Mein Duhaayi Teri
    Haaye More Baalama, Kaali Kaali Ratiyaan
    Yaad Sataaye

    Chup Kaise Chhod Gae, Manawa Ko Tod Gae
    Itana Bata Do Saiyaan, Kaahe Mukh Mod Gae
    Akhiyon Se Duur Piya, Hua Majabuur Jiya
    Sudh Bisaraayi Meri, Duun Mein Duhaayi Teri
    Haaye More Baalama, Kaali Kaali Ratiyaan
    Yaad Sataaye

    in reply to: Dedicate a Song to Someone Special! #50245
    mamatha
    Participant

    Tera Khayal mere dil se ja nahin sakta
    tamam umra main tujhko bhula nahin sakta…
    bhula nahin sakta…

    Aaa Ja
    Ik baar tujhko dekha
    phir dekhoon ye dil kare
    Ik baar tujhko dekha
    phir dekhoon ye dil kare
    ab main jahaan bhi jaoon
    teri justajoo rahe
    deewana..
    kiya hai teri yaadon ne
    tu aake zara dekhle
    aaa ja

    deewana..
    kiya hai teri yaadon ne
    tu aake zara dekhle
    aaa ja

    mera tassavur
    meri deewangi
    tu hi to hai
    kaash tujhe khabar hoti
    ye zindagi tujh bin
    har lamha mujhe tadpati hai
    main kya karoon…?
    zindagi se bhaag kar kaha jaoon?
    tera pata bhi to nahin…

    Aashaon ka ban ke darpan
    tune badla mera jeewan
    anjane mein jod di maine
    tujhse apne dil ki dhadkan
    aayi hai yaad phir tu…
    phir hosh ho gaya
    phir dil machal machal ke
    betaab ho gaya…
    hoooo
    deewana
    kiya hai teri yaadon ne
    tu aake zara dekhle
    aaa ja

    ab tak maine khaab jo dekhe
    un khaabon ki chaahat hai tu
    lagta hai kyon aisa mujhko
    dil ke pehli hasrat hai tu
    ye meri bekarari
    ye meri bekhudi
    has has ke roz mujhse
    karti hai dillagi
    hoooo
    deewana
    kiya hai teri yaadon ne
    tu aake zara dekhle
    aaa ja

    Ik baar tujhko dekha
    phir dekhoon ye dil kare
    Ik baar tujhko dekha
    phir dekhoon ye dil kare
    ab main jahaan bhi jaoon
    teri justajoo rahe
    deewana..
    kiya hai teri yaadon ne
    tu aake zara dekhle
    aaa ja

    deewana..
    kiya hai teri yaadon ne
    tu aake zara dekhle
    aaa ja

    in reply to: WRITE A MOVIE!!SING A SONG!!! #23552
    mamatha
    Participant
    Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne
    Pehle To Maein Shaayar Tha Aashiq Banaya Aapne

    Aapki Madhosh Nazrein Kar Rahi Hain Shaayari
    Yeh Ghazal Meri Nahin Yeh Ghazal Hai Aapki
    Maine To Bas Woh Likha Jo Kuchh Likhaaya Aapne
    Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne...

    Kab Kahan Sab Kho Gayi Jitni Bhi Thi Parchhaiyaan
    Uth Gayi Yaaron Ki Mehfil Ho Gayi Tanhaiyaan
    Kya Hua Shayad Koi Parda Giraaya Aapne
    Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne...

    Aur Thodi Der Mein Bas Hum Judaa Ho Jayenge
    Aapko Dhoondunga Kaise Raaste Kho Jayenge
    Naam Tak Bhi To Nahin Apna Bataaya Aapne
    Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Dil Mein Jagaya Aapne

    Next: Aashiqui

    in reply to: YUMMY or YUCKY #45288
    mamatha
    Participant

    yummmmmmmy same q

    in reply to: FIRST THING GAME #37959
    mamatha
    Participant

    replace

Viewing 20 posts - 721 through 740 (of 2,056 total)