Dekho Maine Dekha Hai Yeh Ek Sapna
Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai
Maein Aayi Aayi Aayi Aayi, Aaja
Kitna Haseen Hai Yeh Ek Sapna
Phoolon Ke Shehar Mein Hai Ghar Apna
Kya Sama Hai, Tu Kahan Hai
Maein Aaya Aaya Aaya Aaya, Aaja
Wahan Tera Mera Naam Likha Hai,
Rasta Nahin Yeh Aam Likha Hai
Yeh Hai Darwaaza Jahan Tu Khadi Hai
Andar Aajao Sardi Badi Hai
Yahan Se Nazaara Dekho Parvaton Ka
Jhanku Maein Kahanse, Kahan Hai Jharokha,
Yeh Yahan Hai, Tu Kahan Hai…
Achha Yeh Batao Kahan Pe Hai Paani
Bahar Beh Raha Hai Jharna Deewani
Bijli Nahin Hai Yahi Ek Gham Hai,
Teri Bindiya Kya Bijli Se Kam Hai
Chodho Mat Chhedo Baazar Jaao,
Jaata Hoon Jaoonga, Pehle Yahan Aao
Shaam Jawaan Hai, Tu Kahan Hai…
Kaisi Pyaari Hai Yeh Chhotisi Rasoi ,
Hum Dono Hain Bas Dooja Nahin Koi
Is Kamre Mein Hongi Meethi Baaten,
Us Kamre Mein Guzrengi Raaten
Yeh To Bolo Hogi Kahan Pe Ladaai,
Maine Woh Jagah Hi Nahin Banai
Pyar Yahan Hai, Tu Kahan Hai…
yummmmm
Aloo Tikki?
without any doubts – parents choice:)
Saucer
Main Hoon Na
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
Har Shyam Aankhon Par
Tera Aanchal Lehraye
Har Raat Yaadon Ki
Baarat Le Aaye
Maein Saans Leta Hoon
Teri Khushboo Aati Hai
Ek Mehka Mehka Sa
Paigham Laati Hai
Meri Dil Ki Dhadkan Bhi
Tere Geet Gaati Hai
Pal Pal …
Tum Sochogi Kyon Itna
Maein Tumse Pyaar Karoon
Tum Samjhogi Deewana
Maein Bhi Iqraar Karoon
Dewaanon Ki Yeh Baatein
Deewane Jaante Hain
Jalne Mei Kya Mazaa Hai
Parwanr Jaante Hain
Tum Yunhi Jalate Rehna
Aa Aakar Khwabon Mein
Pa L Pal …
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Dil ne yeh kaha hai dil se
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Mohabbat hogayi hai tumse
Meri jaan mere dilbar,
mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho,
tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Meri jaan mere dilbar,
mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho,
tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Tum jo kehdo to chaand taron
ko tod laaoonga main
In hawaaon ko, in ghataaon
ko mod laaoonga main
Ho, tum jo kehdo to chaand taron
ko tod laaoonga main
In hawaaon ko, in ghataaon
ko mod laaoonga main
Kaisa manzar hai meri aankhon mein,
kaisa ehsaas hai
Paas darya hai door sehra hai,
phir bhi kyoon pyaas hai
Kadmon mein jahan yeh rakhdoon,
mujhse aankhen chaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho,
tum bhi mujhse pyaar karlo
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat ho gayi hai tum se
Meri yaadon mein,
mere khwaabon mein roz aate ho tum
Is tarah bhalaa meri jaan mujhe kyoon sataate ho tum
Ho..meri yaadon mein,
mere khwaabon mein roz aate ho tum
Is tarah bhalaa meri jaan mujhe kyoon sataate ho tum
Teri baahon se,
teri raahon se yun na jaaoonga main
Yeh iraada hai,
mera waada hai laut aaoonga main
Duniya se tujhe churaloon,
thoda intezaar karlo
Jitna beqaraar hoon main,
khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho,
tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Kaise aankhen chaar karloon,
kaise aitbaar karloon
Apni dhadkano ko kaise,
itna beqaraar karloon
Kaise tujhko dil main dedoon,
kaise tujhse pyaar karloon
Dil ne yeh kaha hai dil se
Dil ne yeh kaha hai dil se
Mohabbat hogayi hai tumse
Mohabbat hogayi hai tum se
Meri jaan mere dilbar, mera aitbaar karlo
Jitna beqaraar hoon main, khudko beqaraar karlo
Meri dhadkano ko samjho, tum bhi mujhse pyaar karlo
Tum bhi mujhse pyaar karlo
Hain Ishq Toh
Ishq Toh
Hain Ishq Toh Ishq Toh Gale Se Laga Le
Ek Jhalak Ko Ankh Taras Gayi
Aa Saamne Aur Tham Le Teri Aamanat Yaar Main
Deedar De
Deedar De Deedar De Deedar Le Deedar De
Hain Ishq Toh Ishq Toh Gale Se Laga Le
Abhi Koi Armaan Rang Na Laya
Abhi Koi Dil Ko Chal Nahi Paya
Abhi Koi Aankhon Mein Sapna Nahi Hain
Abhi Koi Jadooo Chal Nahi Paaya
Tu Pyar Ki Yeh Kashtiyan Kar De Jara Ve Paar Re
Deedar De
Deedar De Deedar De Deedar Le Deedar De
Abhi Koi Dil Main Jashn Hua Hain
Abhi Koi Taza Zakhm Mila Hain
Abhi Khamoshi Bhi Khamosh Si Hain
Ke Koi Mujhko Soch Raha Hain
Bechainiya, Betaabiyan Karne Lagi Singar Ve
Deedar De
Deedar De Deedar De Deedar Le Deedar De
Hain Ishq Toh Ishq Toh Gale Se Laga Le
Ek Jhalak Ko Ankh Taras Gayi – 3
Aa Saamne Aur Tham Le Teri Aamanat Yaar Main
Deedar De
Eedar De Deedar De Deedar Le Deedar De
jaadu bhare naino mein
jaadu bhare
jaadu bhare naino mein dole jiya, teri kasam
dil hai tera deewana
dil hai tera
dil hai tera deewana bole piya, teri kasam
main saawan
main saawan aur tu ghata
teri-meri preet hai -2
jo dhun papeeha gaaye -2
wo hi mera geet hai -2
maine tujhe dil de ke
mainne tujhe
mainne tujhe dil de ke jeet liyaa, teri qasam
haathon mein haath rahe
haathon mein haath
haathon mein haath rahe -2
ho
haath nahi chodana
saath nahi chodana
o
dekho ji yaad rahe -3
o
vaada nahi todana -2
koi nahi is dil mein
koi nahi
koi nahi is dil mein tere siwa, teri kasam
Next: CHAALBAAZ
yumm
same q?
absolutely to be loved and lost…
would you choose your partner on your parents choice or your choice?
Thank you Rani 🙂
bhalee bhalee see yek soorat bhalaa saa yek naam
dhadakan hain mere dil kee, subah ho yaa shaam
kaun hain wo dilarubaa, kaho naa hum se jaraa
tum ho wo dilarubaa
huyee mere bhee jiyaa kee choree
haa us chor kee shakal hain goree
ho gayaa milanaa bahot jaruree
fir suno to aage humaaree, dil kee majabooree
wo jo mere kareeb aayaa, mere tan pe padaa jo saayaa
yoo samazo naa gale lagaayaa
tab se sotee hoo jaagatee hoo, leke us kaa naam
kaun hain wo dilarubaa, kaho naa hum se jaraa
tum ho wo dilarubaa
haay mushkil hain meraa bhee jeenaa
sochoo to aataa hain paseenaa
kal maine dekhee ajab haseenaa
pyaar mein usake dhadake meraa dil jalataa hain seenaa
paas wo aayee badee adaa se
bolee kyo ho khafaa khafaa se
hum bhee the yek najar ke pyaase
dil pe usane jo haath rakhaa, aa gayaa aaraam
kaun hain wo dilarubaa, kaho naa hum se jaraa
tum ho wo dilarubaa
soccer
NEHLE PE DEHLA
Badan Pe Sitaare Lapate Huye
O jaane tamanna kidhar ja rahi ho
Zara paas aayo, to chain aa jaaye
Zara Paas Aayo to chain aa jaaye
Hameiin Jab na honge to aye dil rubaan
Kise dekh kar haaye sharmaayo gi
Na dekhogi phir tum kabhi aaina
Hamare bina roz ghabraayo gi
Badan Pe Sitaare Lapate Huye...
Hai ban ne sawar ne ka jab hi maza
Koyi dekhne wala aashiq to ho
Nahi to yeh jalwe hain bhujte diye
Koyi mitne wala ek aashiq to ho
Badan Pe Sitaare Lapate huye...
Mohabbat ki yeh intaha ho gayi
Ke Masti mein tumko khuda keh gaya
Zamana yeh insaaf karta raha
Bura keh gaya yah bbhala keh gaya
Badan pe sitaare lapate huye
O jaane tamanna kidhar jaa rahi ho
Zara paas aayo, to chain aa jaye...
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin…
Tera Nashila Badan
Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholi Magar
Sapna Woh Toda Nahin
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
ye dil tum been kahee lagataa naheen, hum kyaa kare
tasawwoor mein koee basataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare
lo pyaar ki ho gayi jeet
balam ham tere ho gaye
ham tujh se laga kar preet
nayi duniyaan mein kho gaye
nainon ne tere saajan
man ko lubha ke chhoda
dil pe kiya vo jaadu
apana bana ke chhoda
mere dil mein khushi ka rang
honthon pe khushi ke geet
lo pyaar ki ho gayi jeet ...
aramaan bhare do dil hain
duniyaan pe hai javaani
teri qasam o saajan
rut hai badi suhaani
o~
rahen mil ke sada ham tum
yoonhi jaaye umariya beet
lo pyaar ki ho gayi jeet ...
GUIDE
A_T_ A_Z (Priyanka Chopra)
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah
Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo…
Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa
Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah