Trouble
ARMY
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Jaa Gale Se …
Ham Ko Mili Hain Aaj, Ye Ghadiyaan Nasib Se
Ji Bhar Ke Dekh Lijiye Ham Ko Qarib Se
Phir Aap Ke Nasib Men Ye Baat Ho Na Ho
Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hasin Raat Ho Na Ho
Paas Aaiye Ki Ham Nahin Aaenge Baar-Baar
Baahen Gale Men Daal Ke Ham Ro Le Zaar-Zaar
Aankhon Se Phir Ye Pyaar Ki Barasaat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hassin Raat Ho Na Ho
Shaayad Phir Is Janam Men Mulaaqaat Ho Na Ho
Lag Ja Gale Ki Phir Ye Hassin Raat Ho Na Ho
Y E H V A A D A R A H A
Next: T _ H _ E _ B (Shabana Azmi)
hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliye
khule aam aanchal naa laharaa ke chaliye
koee manachalaa agar pakad legaa aanchal
jaraa sochiye aap kyaa kijeeyegaa
lagaa de agar, badh ke julfon mein kaliyaan
to kyaa apanee julfe zatak dijeeyegaa
badee dilanashee hain haseen kee ye ladeeyaan
ye motee magar yoo naa bikharaayaa kije
udaa ke naa le jaaye zonkaa hawaa kaa
lachakataa badan yoo naa laharaayaa kije
bahot khubasoorat hain, har baat lekin
agar dil bhee hotaa, to kyaa baat hotee
likhee jaatee fir daastaan-ye-mohabbat
yek afasaane jaisee mulaakaat hotee
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Maan to li hai humne apni khata
Maaf bhi kardo jaana
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Dekho ye gussa chhodo
Ab tum ye kissa chhodo
Hum hain sharminda galti hogi na aindaa
Humse Rahoge kya hamesha khafa
Maaf bhi kardo jaana
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo
Humko humise chura lo,
Dil mein kahin tum chupa lo.
Hum akele, kho na jaayen,
Door tumse, ho na jaayen,
Paas aao gale se laga lo.
Humko humise chura lo
Dil mein kahin tum chupa lo.
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chupaao Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai
Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan
falak dekhu zameen dekhu
jaha dekhu tera chehra wahi dekhu
salamaa salamaa salamaa salamaa
falak dekhu zameen dekhu
jaha dekhu tera chehra wahi dekhu
har ek manzar tera manzar
woh kya manzar jaha tujhko nahi dekhu
falak dekhu zameen dekhu
jaha dekhu tera chehra wahi dekhu
salamaa salamaa salamaa salamaa
hai kisne tarashsa badan marmari ka
yeh khwabo bhari aankhein yeh chehra pari sa
tu he mera haasil hain tu he arzoo
baharo ko nazaro ko sitaro ko jo tu na ho nahi dekhu
falak dekhu zameen dekhu
jaha dekhu tera chehra wahi dekhu
chalakta hain palko se yeh kaisa nasha hain
nahi hosh mein koi kya dilkash sama hain
tera noor chaaya hain tera he junnoon
oh jaane ada tere jaisa nahi mumkin kahi koi hasi dekhu
falak dekhu zameen dekhu
jaha dekhu tera chehra wahi dekhu
har ek manzar tera manzar
woh kya manzar jaha tujhko nahi dekhu
salamaa salamaa salamaa salamaa
Rafta Rafta
hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
chori chori chupke chupke
jadoo jagaya tumne
dil ko to pata bhi chala
kabhi ha kabhi naa
hum karte rahe
chupke aahe bhi bharte rahe
dekhate dekhate ye kya ho gaya
rafta rafta hole hole
dil ko churaya tumne
dil ko to pata bhi na chala
yumm hot chocolate fudge??
spoon
Asthitva
Tasveer teri dil me, jis din se utari hai
Tasveer teri dil me, jis din se utari hai
Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me, jis din se utari hai
Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me
Mathe ki bindiya tu hai sanam, nainon ka kajra piya tera gum
Mathe ki bindiya tu hai sanam, nainon ka kajra piya tera gum
Nain kiye neeche neeche, rahun tere peeche peeche, chalun kisi manzil me
Tasveer teri dil me, jis din se utari hai
Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me
Tum se nazar jab gayi hai mil, jahan hai kadam tere wahi mera dil
Tum se nazar jab gayi hai mil, jahan hai kadam tere wahi mera dil
Jhuke jahan palke teri, khule jahan zulfe teri, rahun usi manzil me
Tasveer teri dil me, jis din se utari hai
Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me
Toofan uthayegi duniya magar, ruk na sakega dil ka safar
Toofan uthayegi duniya magar, ruk na sakega dil ka safar
Yun hi nazar milti hogi, yun hi shama jalti hogi, teri meri manzil me
Tasveer teri dil me, jis din se utari hai
Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me, jis din se utari hai
Phiru tujhe sang leke, naye naye rang leke
Sapnon ki mehfil me
Tasveer teri dil me
Hoga Tumse Pyara Kaun,
Humko To Tumse Hai
Hey Kaanchi, Hey Kaanchi, Pyaar...
Oonche Gharwali Ho, Ya Galiyon Ki Rani
Koi Bhi Ho Tum Rehti Ho Kahin
Tumse Badhke Yaara Kaun
Humko To Tumse Hai
Hey Kaanchi...
Arey Dekho In Aankhon Mein
Yeh Surat Hai Kiski,
Ek Nazar To Dekho Kumse Kum
Aakhir Hai Hamaara Kaun
Humko To Tumse Hai
Hey Kaanchi...
Kehte Ho Ke Jao, Lekin Batlaao
Jaayen Bhi To Jaayen Hum Kahan
Aisa Dil Ka Maara Kaun
Humko To Tumse Hai
Heykaanchi...
Hai rama ye kya hua kyon aise humein sataane lage
Tum itni pyaari ho saamne hum kaabu mein kaise rahein
Jaao humko to aati sharam hai
Teri aisi ada pe to fida hum hain
Hai rama ye kya hua kyon aise humein sataane lage
Tum itni pyaari ho saamne hum kaabu mein kaise rahein
Jaao humko to aati sharam hai
Teri aisi ada pe to fida hum hain
Tauba meri tauba ab kya sitamb hai
Kaise zidd karne lage
Jaane tumne kya kya socha aage aage
Hum to ab darrne lage
Arre socha hai yehi raat aur din
Tujhe pyaar karenge hum
Darrte ho kyon o jaaneman
Mere pyaar se
Hai rama ye kya hua kyon aise humein sataane lage
Tum itni pyaari ho saamne hum kaabu mein kaise rahein
Jaao humko to aati sharam hai
Teri aisi ada pe to fida hum hain
O Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Gali-Gali Ghoome Dil Tujhe Dhoondhe
Gali-Gali Ghoome Dil Tujhe Dhoondhe
Tere Bin Tarase Nayan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Aa Ja O Meri Jaan
Mere Dil Ka Jahaan
Maange Teri Khabar
Dhoondhe Tera Nishaan
Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Gali-Gali Ghoome Dil Tujhe Dhoondhe
Gali-Gali Ghoome Dil Tujhe Dhoondhe
Tere Bin Tarase Nayan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Tera Tujhako Saunp De Kya Laagat Hai Mor
Mera Mujhamen Kuchh Naaheen Jo Hovat So Tor
Tere Bin Mera Man
Jaise Ban Men Hiran
Jaise Pagali Pawan
Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
Lagan Laagi Tum Se Man Ki Lagan
NEXT: Lagaan
Deewana Leke Aaya Hai
Dil Ka Taraana
Dekho Kahin Yaaron
Thukra Na Dena Mera Nazrana
Deewana Leke Aaya Hai
Dil Ka Taraana
maang teri sajadu main
aaja bindiya laga du main
laal chunari odha du main
tujhe dulhan bana du main
haatho se tera shringaar karu
baaho mein bhar ke pyar karu
roop main sawaar du
aaj pehna du tujhe phoolon ka gehna
kaisa lagta hain acha lagta hain
pyar ka sapna sacha lagta hain
ik baat kahu mere piya sun le agar tu
o piya sun le agar tu
ik baat kahu …
jab dil mein nahi paap to phir soch na kar tu
ik baat kahu …
chhote se mere mann mein hai kya kah nahi paau
main to kah nahi paau
kehte hue sharmaau bhala kaise bataau
main kaise bataau
o sab kuch hai in aankhon mein zara dekh idhar tu
o piya dekh idhar tu
jab dil mein nahi …
do nainon ke panghat pe lage pyaar ke mele
aansu bhi hai muskaan bhi jo chaahe so le-le
ho saajan bhare baazaar se khaali na guzar tu
piya khaali na guzar tu
jab dil mein nahi …